Indicators par depend karna chaye ya nahi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators par depend karna chaye ya nahi?
    Indicators par depend karna be traders ki ghalti ho sakti hay every time kabi be traders ko indicators par depend kar key trades ki opening nahi karni chaye some time fundamental analysis par be depend kar key trades open karny ki koshish karni chaye, every time indicators kabi be good signals provide nahi kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

    G Han friends indicator k mutaliq kuch ni kaha ja sakta hai kabhi Ap ko indicator se profit hota hai to kabhi Ap ko loss Ap ko hamesha apne experience or knowledge se trading krni chayie Jis se Ap successful ho sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

      Mere khyal se to indicators par depend nahi krna chaheye humen koshish krni chaheye KY apny knowledge aur experience KY according he markeet ka analysis kren aur phir usi k according koi strong strategy bna kr trading kren aur apni trading ko kamyab bnane ki koshish kren kyun KY indicators humen exact information nahi dyty wo just signal provide krty hain aur lazmi nahi k Har dafa signal theek he ho.
      • #4 Collapse

        Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

        Dear friend indicators Parr zayada depend nahi karna chahiye balkay zayada sy zayada apna knowledge Orr experience use karna chahiye indicators ka zayada use karna bhi loss ki taraf ly jata hai traders ko trade open kartay waqt indicators Parr depend nahi karna chahiye baaz okaat unhain fundamental indicators Parr bhi trade open karni chahiye Harr dafa indicators acha profit farahum nahi Kar saktay
        • #5 Collapse

          Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

          forex aik unique business hain hamy indictors ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
          • #6 Collapse

            Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

            forex aik international he jis mein hum international level ke trading kerny ke ley best indicatores ka isatamal kea jata he jo trading market ke trade ko time mein acha responce dety hein forex aik esa karobar he jis mein hum indicators ke bager trading kerna na momkin he is mein hum earning ke sath learning kerty he hoy acha trade lagaty hein kamyabi hasil kerty hein
            • #7 Collapse

              Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

              G bhai jan mery khayal man to hamy indicators pr bi depend krna chahey lekin app ko yeh bi bta deta hu k koi bi indicator 100% perfect nai hota woh bs hamy 1 hint hi deta han trade k liye otherwise trading man ham tab hi successful hogy jab ham is ko achi tarah sy learn kary gay or is man experience banaye gy nai to hamy is man loss hi hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                I think 2 alg alg analysis Hain yeh Jo sahi se Jo Kam janta ho usse wohi krna chahye Han agr doosra use krna hai koi method to pehle usse bhi seekh Lena behter hai wrna loss ho skta hai
                • #9 Collapse

                  Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                  forex mai hamy indicators ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik legal business hain hamy kabe be bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik bohat bara business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap sab khariat sy hon gy bhai jo log indicator use kerty hn main un ky khilaf hon hmain chahiay kh hm cadlestick ko samjh ker trading krin jo log indicator use kerty hn wh kayab traders nh bun sakty hmain chahiay kh hm indicator ka istamal na krin.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                      Indicator ko zaroor istmal krna chahey. Aur ees par ap 100% depend nahi kr sakty ho. Es business mai ap ney indicator ko istmal krna hai es key sath trend line ko bhe draw krna hai. jis sey ap market mai achi trade open kr sakty hai aur humri earning bhe zada ho gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                        I think jahan tak mera khayal hein to hamen un indicators ko use karna chahiye jo forex ke default indicators hein jesa Keh RSI. CCI Bolinger Bands is trha ke jo bhi indicators hein unko hamen join karna chahiye iske ilawa market mein bohot sarey fake indicators bhi aye huwe hein aur agar hum unko follow kartey hein to hamen loss ke ilawa aur kuch bhi hasil nahin hota hey.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari post hai friends hamein indicator per bilkul bhi depend nai kerna chy indicators use kerny waly kabhi bhi kamyab trader nai ban sakty hamein khud say trading kerni chy hamein chy keh hum reversal trading seekhein taa keh hum dunya ka kamyab trader ban sakein...........
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                            Indicator par complete depend ni karna indicator sa help le ja sagti ha ak idea lana ka lya lakan mukamal depend ni karna chaya q ka indicator legging hoty han price phaly move karti ha or indicator bad ma move kar raha hoty han as lya indicator sa just idea lana chaya jasy For Exp rsi divergance ho ge stochestic divergance ho ga to ya ak acha idea dy daty han trading ka lya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicators par depend karna chaye ya nahi?

                              Ham Log Yahan Par apni Gmail ki ID se is information Le sakte hain aur yahan se Jitna Bhi information Ho Le sakte hain Forex Mein kaam karte hue Jab Ham ismein posting kar rahe Hote Hain To Hamen Yahan per Threads P Banane chahie jitne Jyada Ham Log Yahan per thread banaenge Hamara posting Karne Se Hamare account mein profit aur Yahan per bonus ki Jyada aaega Hamen chahie ki Jyada bonus lene ke liye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X