Forex VS Social networks

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex VS Social networks
    Aoa mairay aziz traders agar ap log forex posts say bore ho jaen tou aisa samjain k ap social network istimal kr rahay hain or apnay doston say chat kr rahay hain or doston ko mufeed mashwara de rahay or lay rahay hain or aik dosray ke help kr rahay hain ese Tarah ap ka time be pass ho Jaye ga or post/threads ke tadaat be poor ho Jaye ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex VS Social networks

    Jee han friends ap thak bol raha hein kay forex or social networking mein difference hay ku kay social networking jo hay wo ek ala hay jab hay jo forec business hay wo ek pro business hay humay yahn par online treading krni hoti hay jis say humay earing joti hay treading say jo asan lafzu mein humara profit hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex VS Social networks

      aj kal boht sara log apna boht sara waqt social media ki different websites par waste kar data ha aur un logo ko is ka koi be faida nai hota ha sirf aur airf in ka waqt ka loss hi hota ha is liya un logo ko chayia ka wo log apna waqt ko importances daya aur wo log in social media ko chor kar forex ko join kar laiya aur is par mehnat karya is sa un logo ka waqt be waste nai hoga aur achi earning be hogi
      • #4 Collapse

        Re: Forex VS Social networks

        G han dear aj kal social madia ka kafi istamal ho rha hai jub kay ud ka humain atna faida bhi ni hota hai tu better hai kay us se acha tu hum forex pay kam karain kiyu kay kam az kam es pay kam karnaye ka humaun faida tu hota hai na aur humain es pay kam karna bhi chaye
        • #5 Collapse

          Re: Forex VS Social networks

          Ap ki baat kuch had tak teek ha lakin jab humain thread aisy milengy jis pa reply karny k leye kuch nahi hota to per banda bore ho jata ha lakin agar achy thread dekny ko milty ha to per us pa reply karny ko bi dil karta ha our banda bore bi nahi hota thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex VS Social networks

            hamy social network ko ignore kar ky online forex ko join karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex ak real busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex VS Social networks

              kya re bhai social networking forex se Koi Lena Dena nahi hai aur naahi uska koi muqabla hai lekin yaha social networking ki bajaye agar hum bhi kaam Karen tu hamar fayda bhi hoga knowledge yaseen hoga + hum experience vihar se karenge forex trading ka aur ismein se achi Ami ki asan kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex VS Social networks

                mahnet karny sy hum forex mai kamyab ho sakty hain forex aik international business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex VS Social networks

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fidahassan پيغام ديکھيے
                  Aoa mairay aziz traders agar ap log forex posts say bore ho jaen tou aisa samjain k ap social network istimal kr rahay hain or apnay doston say chat kr rahay hain or doston ko mufeed mashwara de rahay or lay rahay hain or aik dosray ke help kr rahay hain ese Tarah ap ka time be pass ho Jaye ga or post/threads ke tadaat be poor ho Jaye ge.
                  Forex trading all other social networks Ka aapas Mein Koi Muqabla nahi hai Forex trading se bahut kam time hai bahut jyada earning ki Ja sakti hai online koi bhi Aisa business Nahin Hai jis mein Itni Adnan thoda time mein ki Ja sake
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex VS Social networks

                    Shukrya bhai ap ne bohat acha mashwara dya hai. Posting kartay hue ham bore ho jatay hain aur Facebook ya kisi dusri social site per apna time zaya karna shuru Kar detay hain. Us waqt agar ham ap ki bat per amal kartay hue apnay dimagh ko ye samjha lain k ham social media per chat Kar rahay hain to ham posts ki tadad zyada kar saktay hain......
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex VS Social networks

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fidahassan پيغام ديکھيے
                      Aoa mairay aziz traders agar ap log forex posts say bore ho jaen tou aisa samjain k ap social network istimal kr rahay hain or apnay doston say chat kr rahay hain or doston ko mufeed mashwara de rahay or lay rahay hain or aik dosray ke help kr rahay hain ese Tarah ap ka time be pass ho Jaye ga or post/threads ke tadaat be poor ho Jaye ge.
                      Dosto forex ka agar mokaballa dosre social network sy karain to forex per log zeyada kam karty hain is sy achy earning hoty hai aur dosry social netwoks log entertainment aur free enjoy k liye istamal karty hain dosre network sy koi faida nahi hai aur apne waqt be zaya karty hain jub k is sy acha faida hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X