*Losing is not an end, its just the beginning*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    g han bilkul jo log first time experience krne wale hen agr onhee first time me hi loss hota he to wo iss loss se lesson hasil krne kk bjae osey apni haar smjh lete hen or future me kbhi try nai krte jo k wrong he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g han agr ap is kam ma loss kar data ho to ap ko is ma koi achi si stratagy ko design karan chahy or ap ko is ma hard work kar ka is kam ma expert bannan chahya ta k ap is ma loss ko na karna or acha earn karn
      • #48 Collapse

        agar hum is business main loss kartey hain to hamen bilkul worry hone ki zaroorat nahin hey aur hum apne loss se hi is business ko mazeed achi trha se learn kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
        • #49 Collapse

          bohat achi bat ki hay ap nay aur main compeletely is say agreed hon kuinkay loss sirf new and un experience traders ko hi hota hay jo traders hard working kar kay training and full effort kay sath trading karta hay wo kabhi bhe loss nai karta hay
          • #50 Collapse

            dear yes app ne bilkul thek kaha ha aur bohat he achi bat kahi ha aur ye hamare liye ek bohat he zarori bat hai k ager humen forex k business mein loss ho jay to phir humen himmat nai haarni chahiye balkay humen chaiye k ham mehnat k sath kam jari rakhen
            • #51 Collapse

              yes you are right that the loss in the forex trading business is not end of the forex, and we should not give up it at all because if we can loss our money in this business then we can make money as well from this business of the forex trading.
              • #52 Collapse

                losing end nai hota and forex mein success ky liye learning krni hay aur forex aik best business hay is ko har koi kar sakta hay is mein earning ki bhi koi limit nahi hy isi liye tu mein is ko pasand karta hon aur mein khud manual trading karta hon aur mein kisi aur business par trust nahi karta hon ,
                • #53 Collapse

                  I m agree with u that losing is not end ,its just a beginning. Because jab ap trading m loss m Jaty hen to ap sochty hen bus yar ab is kam m hath he nhi dalna ta k phr koi loss or tension na ho. But jo bhi aysy karta hai wo galt step lyta hai.
                  Humen Chahye k hum is losing sy kuch sekhen k Hm NY kya galti ki ya kon sa step jazbati m uthaya or phr isi tarha kbhi har to kbhi zeet ki waja sy ap ko bht experience ho Jay ga n bht sy points sekhny ko milen gy then ap achi tarha trading m profit hasil kar sakty ho.
                  • #54 Collapse

                    Piary bhai jaan main bi yaha per new member ta to maine b yaha per kafi loss kia hai and mai samjhta hu loss ki waja hum he hote hai issi waja say hum jab tak apni galtiyon se lesson nhe learn kar gaye to hum zindagi mai kabhi profit nhe ho ga
                    • #55 Collapse

                      G bilkul; ism a in koi shak nai hai is amin kamyabi kay laiy hamain mehnat karni chahiy is main loosss b hota hai aur profit b hota hai
                      • #56 Collapse

                        jab ap market me ayn hen toh apko market ko samjne ke lie proper time dena ho ga or is market ko achi trah se samjna ho ga or start me kafi mushkil be ay gi lakin himmat nahi harni kiu ke loss be hota he or profit be or bar bar ki practice se isme achi skills ban sakti hen
                        • #57 Collapse

                          yes dear friend mien ap sy agree kerta hion k ager hamain forex k trade mien loss ho jy to hamain yeh ni sochna chhye k hamara end ho ya h bel k mehnat ker k earning kerny ki koshesh kerni chhye
                          • #58 Collapse

                            G brother trading aik risky business hy our her new ya old iss main loss kerta he hy so its does not mean k ending of trading hy ye shuroaat hain jes say app learning kertay ho oit trading ko behtar bnaty hain
                            • #59 Collapse

                              yes Exactly, Business mein losses hotay reahtay hain, Lakin Business Koi Bhe Ho loss ho to Hata hae, lakin Insan ko himat nahi harni chhaia ho prooprt dedication sa work kartay rehna chahia.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex main loss hona koi bat nahi los hone se ap bikkul se biklu tesion na le kun ke jbo los hota hai to means ap ka first stop compelt ho jae ga forex par kam karn kar sakt eha trading kar sakte ha ye trading kar sakte ha trading kar sate h

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X