Dear forex business may har time best hay jo kay aap ko samajh aa jay kissi trader ko market tayz hoti hay to wahan par maza aata hay to koi iss market may slove currency par khaylna pasan karta hay. Pakistan may achi time 9:00 Am to 10:00 Pm take hay iss may wo currency jin kay spread kam say kam hane un par aap treading karien or apna lot size kam say kam rakhane.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим