forex me nakami or kamyabi ki waja ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me nakami or kamyabi ki waja ?
    asslam o alaikum dear forex members me samjta hon k forex me nakami ki waja bhi mistakes hain or kamyab hony k lye mistakes ka boht bara role hai agr ham apni mistakes se sabak hasil karty hain to ye hamary experience or knowledge me behtari lati hain or hamari trading din ba din achi hoti rahti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

    Dear brother forex trading men nakami ki bahut c wajoohat hen jin men ziyada profit ka lalach karna aur bari bari trade laga dena aur jald bazi se kam lena trend k opposite trade laga dena aur forex trading men kamyabi k acha knowledge aur experience hasil kar k mehnat aur lagan se kam karna aur kam profit pe bhi khud ko satisfied karna
    • #3 Collapse

      Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

      FoRex main Kaamyaabi or Naakaami K Peechay miStakes Ka BhoT Zyaada Amal Hai Kaafi Log FoRex main Naakaam Isliye hoTay Hain K woH foRex Main Apnay PehLay Se kii Gai Ghaltion ko DoHraatay ReHtay Hain jiS K nateejay Main Unko Oss ho Jaata Hai Or doBara accoUnt Wash Ho Jaata Hai Jab K kaafi log Forex Main Apni Ghaltion Se SeeKhtay hain or UnheN avoid Kar k Trading KaRtay Hain Or Kaamyaab Ho Jaatay Hain...
      • #4 Collapse

        Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

        Dear agar apko is mein mehnat kar te hain to ap is mein nakam nahi hote hain aor is mein ahm ko mehnat karna chaiye qk is mein jo member kamyb hote hauin wo mehnat ki waja se hi is mein success full hote hain aur is mein ah ko aur agar hum mehnat nahi karte hain to hum is mein suuccess nahio ho skate hain aur humko forex mein zada mehnat se hi is mein kam karna parta hain auir forex mein earning karna bohat hi zroori hota hain aur humko is mein zada greed nahi karna chahye aaur mehnat jk begair success nahi ho skate hain success hasil karni hain to mehnat se kam kare aor ham ko chaiye k ham is mein mehnat kare tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aur is meine arn akr saklte hain aor jo is me9in mehnat kar te hain wo is mein kabhi bhi nakam nahi hote hain .
        • #5 Collapse

          Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

          kamyabi hmara experence sa hmaryi mehnat sa or sab sa bar kr hmarya kaam ka sath muhabat sa hoti han hmmya kaam sa payar ho ga tab he hmm bohat achi treading kr paya ga or sath he apna bussinuss ik achya traika sa run krna ka muka ppaya saktya hga online worke ma muja lagta haka forex treading he ik wahat or asaaan kaam ha iss ka ba=reakss nakami hmmya tab ho gi jab hmm jald bazzi ma treading lagya ga r reabort pa lagya ga etc
          • #6 Collapse

            Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

            Forex trading mai nakami aur kamaybi ke har trader kay liye apni apni reasons ho sakti hain. lakin ziada tar common traders ke baat karin tu trading mai nakami ke bari waja say trading ke learning na karna hoti hai aur kamyabi ke main reason money management aur patience kay sath trading karna he hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

              g han ap sahi kah raha han ham log agr is ma mistake karta ha to ham log is ma nakam hota ha ar is magar ham log mistake sa seekha gay to hi ham log is ma kamayab ho sakhta han ar jabhamlog is mamistake karta han to ham logo ka is ka bara ma knowledge ar experience hasil hota han
              • #8 Collapse

                Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                Nakami or kamyabi hum per depand kerti he k hum kitna time dete he forex ko or kitna kam or mehnat kerte he ager kio insan bohot zayada knowledge or experince rekhta he or mehant nhi kerta to use kamyabi mushkol se milge baniabat us k jis k pass knowledge experince to zayda nhi he muger wo mehant bohot zayada kerta he ie lei kamaybi k lei mehnat kee
                • #9 Collapse

                  Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                  My dear brother forex main agar ham mehnat karen ge to hamen profit hasil ho ga mehnat karne se he kam asan hota hai.agar ham mehnat karen geto ham kamyab hon ge.aur agar ham es main mehnat nahi karen ge to ham na kam ho jain ge.hamen chaye k ham mehnat karen ta k hamara bonus acha aae aur ham kamyab hon .
                  • #10 Collapse

                    Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                    Forex trading mein loss aksar mistakes waja se hoti hein lekin loss se agr hum un mistakes se kuch learn krty hein tu yeh hamari kamyabi ka pehla step hai phr agy hi brhny ka safar shuru ho jata hai jb hum trading mein koi bara ya chota loss krty hein tu wo mistake hamary zehn se nahi jati kionkeh woh aik chot hoti hai jo insan kabhi nai bhol sakta.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                      forex aik halal busines hae is main hamen loss bhe hota hae or profit bhe hota hae lakin har business main nakami or kamyabi ke peche koi na koi raz hota hae forex main nakami ke waja forex main lalch emotion par control na hona ke waja se loss hota hae magar kamyabi us member ko milte hae jis main sabar hota hae
                      • #12 Collapse

                        Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                        Forex mein investment krny kay do chances hty hein ya to ap bht kch sikhty hein or profit lty hein ya loss krty hein.Profit ki vajoohat ap ka mistakes say sikhna .Or apny seniors sy mashvra ly kar trading krna hta hay.Liakin agar ap ko loss hva hta hay to is ki vjah bhi mistakes hi hein jin sy ap ko nakami hasil hti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein Kaam Karte Hain To Ham Kamyab isliye Nahin Hote ki hum Yadav mehnat Nahin Karte Aur Hum Har Waqt lalach karte hain Agar Hum Kamyab Hona Chahte Hain tum hamein bahut hi jyada mehnat karna hoga aur lalach kabhi bhi nahin Karni Hogi FIR Hum Kamyab Ho Jaayenge thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                            mary khayal main forex main nakami ki waja yahi hay k hum mehnat nahi karty aor sub kuch luck k hawaly kar dety hain. jab k luck hi sub kuch nahi hota patience aor learning bhi bohat aham hoti hamain demo account pay practice karna chahye strategy ko refine karna chahye taaky behtreen strategy ki madad say zada kamyabi hasil kar saken.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex me nakami or kamyabi ki waja ?

                              forex mein kamyabi ki vajah hamari manate Hai jitni jyada mehnat karenge itni jaldi kamyabi aur itni jyada kamyabi hasil karenge lekin is menaka me hamari apni mistakes Hai Jin ki vajah se hum loss karte hain jaise ke emotional ho jana overtrading karna risk jyada Lena lot size jyada lagana lalach karna ya iski vajah se Ham baar baar mistake karke yahi galti karte hain aur hamara loss hota hai jisse account bhi khatam ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X