^Have any end of forex learning^

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Have the end of the pakistan forex forum trading my agar ap pakistan forum trading my agar ap pakistan for
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      no dear mera khiyaal hai k ye kabi nhe khatm hone wala business hai kiu k is kaam say bhot say loag apni earning kar rahe hai is busienss say humay profit hota ha and world mai bhot say loag issi online business say apni earning kar rahe hai issi waja say ye busienss kabi nhe khatm hosakta hai or is business mai agr hum theak say learning kare tw hum bhot earn kar sakte hai is busienss say
      • #138 Collapse

        yaar main b abi tak forex learn kar raha hu or muje to abi tak sahi trha se market ka b pata nahi chla hai or jo b information milti hai main abi b le leta hu or ye nahi kehta k ab bas karu jab tak information milti hai tab tak main leta rahu ga.
        • #139 Collapse

          mere dost forex trading ho ya koi bhi doosra field ho admi ki learning ki koi liit nahi hoti hae kiunk mere dost jitna admi ziada learn kare ga to ilm to ilm hota hae ye aisa nahi hae k khatam ho jay ga bulk aur barh jata hae........
          • #140 Collapse

            jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain Forex trading k iss business main laerning ka koi end nahin hae.. kynk yeh ek buhat vast business hae or hum jitnaa iss business k baray main knowledge gain karenge hum utnay h successful hnge,,
            • #141 Collapse

              gee bhai forex trading mein learning hamesha krte rhna trader ke lie best he kion keh sb kuch experience aur learning se hasil hota he aur jb trader sahih kam krta he aur apne trading mein learning kr ke profit earn krta he to woh right way se trading krta he
              • #142 Collapse

                Trading kuch hi months me seekhi to jaa sakti hy lekin isme expert hony k lie apko saalo lagg sakty hain. Kaamyaab trader jo aaj laakho kamaty hain forex k zriye wo aik do mahino me nahi banny ho gy trading k expert balky unko bhi kaafi time laga hoga.
                • #143 Collapse

                  forex ko sekhtay rein gey to ap earning krtey rhe ge. jitna be ap learn krein usay demo pr apply kr ke test krein aur real account pr sirf achi earning strategy apply krein. forex study ap ki earning se zaida ahm ha chahe ap bohat acha earn kr rhe ho to be learning krtey rhe.
                  • #144 Collapse

                    Forex learning ka koi end nahi hy aur day by day new new situations hoti rehti hain jin ki waja sey market ka trend kabhi slow aur kabhi tez rehta hy. Is leye hamain daily basis par forex ko zaroor learn krna hy aur market ki update leni hy. Is key bad agar aap lots lagayen gey to aap ko ziada loss nahi ho ga aur suitable profit bhi ho jaye ga.
                    • #145 Collapse

                      Dear is business ka eng kabhi nahi hota ha ye business aik asa business ha jo hmeshah rahy ga or ye business hemshah chalta rahy ga ye business aik sb se acha business ha or is business se hm apni life ko b asani se hi hm secure kr skaty hain or hm apna career b bana skaty hain asay
                      • #146 Collapse

                        Dear is business ki hm kabhi bhi achi learning k bagair kam nahi kr skaty hain is iliye hmen chahe k hm is business me hmeshah achi learning se kam kareen ta k hm is business me acha eanr kr skayn or hm success ho sakyn ta k hm asani se hi
                        • #147 Collapse

                          learning ka end hai aap forex ke bare me har baat jab jan lete hain samajh lete hain us ke baad earnings ka end ho jata hai or aap ki strategies ki journey start ho jati hai or phir jitni marzi aap strategies banaen sab ki sab aap ko kamyabi dila sakti hai bas aap ki skills per yeh sab kuch depend karta hai .
                          • #148 Collapse

                            this business has no limits in learning ye tu samandar hai ic ku jitna taskhir karu gay new chiz sikhnay ku milay gi, jis new trader say ap bat karu gay koi nae chiz sikhnay ku milay gi. ic ku deeply study krna chahye.
                            • #149 Collapse

                              is forex nay boht hi kam time main promotion ki hia is main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur earn ho
                              "The mind is everything, What you think you become"
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                Bilkul bhai apne thek kaha k k learning ki koi last stage nai hoti insan har qadam pe kuch na kuch seekh raha hota hai. Aur forex trading ki bat ki jaye to forex trading to knowledge ka samunder hai jis mai hum har roz kuch naaya seekhty hain. Insan mai naaya seekhny ki lagan rehni chahiye q k jo insan seekhna chor daita hai wo zindagi mai aagay barhna chor daita hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X