market ke movement py traders ka confuce ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke movement py traders ka confuce ho jana
    forex market move karte hain to traders ko loss ya profit ho jata hain hamy is ky up down ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

    Dear asal mai market kai dafa kisi pattern ko follow ni karti jo hum draw kar k bethy hoty hai aor jab market aus time fake moment karti hai to hum aulti trade laga dety hai jis ka hum ko baad mai loss hota hai agar hum ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko apny analysis par trade laga k choar dena chaye aor target ka wait karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

      Dear traders daikain har market m utar charao hota hai. Iisitarah forex m b movment hoti hai. Is m confuse hone.k zarorat nahi. Aap apna kam mahnat aur.lagin se karain. Kamyabi aapki qadam chomi hi.
      • #4 Collapse

        Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

        Forex market ki movement hamesha confuse kerti hai ky jab ham kisi bhi pair main sell ya buy ki trade open ker lety hain tou market tou dono directions main move ker rehi hoti hai tou hamara jab loss increase ho raha hota hai tou ham sabar nehi kerty aur trade close ker dety hain lekin market phir sy hamari favour main movement shoru ker deti hai
        • #5 Collapse

          Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

          Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay market ke movement py traders ka confuce ho jana hi naqami ki waja zaroor ban sakhta hay kun ky ager aap achi trading kerty hoay confusion ka shakar ho jaty hain too ya aap ki naqami ka sabab hay
          • #6 Collapse

            Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

            Market ki movement par confused nahi hona chahie hamara confidence jitna strong hoga itni achi trading hogi kyunki Agar Ham trend mein trade ki hai hi to hamein kabhi bhi loss nahin hoga ho sakta hai thodi der ke liye loss Ho lekin us state ko close mat Karen hua trade jarur profit mein jayegi kyunki market zigzag move karti hai aur trent valley trade Hamesha profit hi de kar jati hai
            • #7 Collapse

              Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

              Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hame market ka confirm ho jate Hamesha hi hota hai ki hum usme Jyada lot size kasmalkar case main chatting kar den Kyunki Agar confirm Ho Gayi To Hamesha main bahut jyada profit Kama sakte hain isliye mein chahiye ki Hamesha main confirm ho to usko CarTrade Lal Mein Lagana Sahi
              • #8 Collapse

                Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                dear baaz dafa market ki movement say bohut sary expereince waly trader bhi confuse ho jaty hain iss main koi preshani wali bat nahi hai app ko market k bary main ya kisi ko bhi market man k bary main 100 percent knowledge nahi ho sakta hai kyon aik yeh market bohut bari makret hai kisi k pas bhi iska knowledge nahi hota ha jiss waja say is ki kabhi kabhi movement ki samjh he nahi ati ham k bad main pata chalta hai k market is waaja say move hoi hai iss leay jitna ho saky apni skills ko aur knowledge ko increase karain.
                • #9 Collapse

                  Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                  G market ki movement pa trader basuqat confuse hojate Hain Unhe aisa nahi karna chahiye Hamen confuse Nahi Hona chahie Agar Hum confuse ho ke to Fir Hum Apna Kaam Sahi kaha se nahi kar Payenge is wajah se Hamein confuse nahi hona chahiye bulke hosle aur Himmat Ke Saath Hamesha apna kaam karna chahie ISI Mein Hamara fayda Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                    kuch members trading ke dauran confuse hojate Hain market ki movement Ko Dekhkar Hua confuse hojate hain aur Unhe samajh hi nahi aati keva buy keytrade Lagaya FIR sell Ki Lagan on ke liye confusion Paida Ho Jati Hai unko samajh nahi aati Aisi surte Haal Mein konsa Bhar se kaam Lena chahiye aur confuse Nahin Hona chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                      G han bhai ap na achi baat samjayi ha agar kabi market ki movement confuse ho oursamj ma nahi arhi ho to mery hyal ma us waqt humain trades nahi open karna chaheye our humain wait karna chaheye kisi achy point ka otherwise confuse ho ker trade lagany sa faida kam our loss zyada ho sakta ha thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                        Dear fellow aap ne theek keha he market ki movement ko dekh ker hi hum log koi trade open ker sakte he agar hum ne market ko follow kiye begair koi trade open kerdi to phir hamara loss bhi ho sakta he or profit bhi ho sakta he hamen aisa nahi kerna chahiye hamesha market ki movement or trend daikh ker hi trade open kerna chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya main market ki movement ko Har Waqt dekh Na Hoga Agar Hum market ki movement ko Jaan Jate Hain To Ham Pakistan Forex Mai bahut accha trading kar sakte hain aur Hamein Har Waqt achha profit bhi mil sakta hai thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                            g bilkul ap sahi kah rhy ha forex ii boht hi acha business ha aur is ko learn karna ma aksar trader ko probl;em hoti ha ,mgr agr wo log is par kam karya to un logo ko be forex ik acha business laghna shuru ho jata ha aur forex par ham logo ko aksar market ki up and dowm movement ki waja sa confusion ho jati ha mgr ham logo ko us waqt himmat sa kam lanya chayia
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ke movement py traders ka confuce ho jana

                              G dear ap ne thk kaha forex market ki movement hi confuse aur lalchi kr dainy wali ha ap ne daikha hoga k kuch time k liye market aik side pe bht fast move kr k phr back hi jati ha aur slow ho jati ha ab us fast movement k chkr mein Jo aa gya us ne tu apni trade phansa li na es liye daikh bhal k trade krean lalach mein na aen market ko tb tk chance na daen jb tk market ap ko aik achi trade na de

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X