Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta
    Forex mein demo account mein kaam ker kay aap ko forex ka knowledge nahin milta balkay aap ko forex ka rexperiance zaroor hota hai kyun kay demo account aik trading platform hai jo aap ko sirf trading ki training dae sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

    Gee haan bhai aap nay theek kaha hai forex mein humain knowledge hasil kernay kay lye forum per zayada tawajuh sae kaam kerna chahyea aur jub humain trading ki practice kerni ho tou hum demo acckunt ko use kerain
    • #3 Collapse

      Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

      G bhai ap nay thek kaha hay, demo account par forex trading ka koi knowledge nai mitla bas us par trading karnay say sirf trading ka experience hasel hota hay aur ham trading sekh saktay hain aur market k levels ka pata chal jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

        Assalm-o-Alaikum gee haan dear ap nay bilkul theek kaha hai demo account sy forex ka knowledge nhi milta laikin demo account Parr trading kar ky humain training milti hai jis ki Wana sy hum real trade lgani Kar acha profit haasil Kar saktay Hain Orr hamain knowledge gain karnay k liye forum py zayada sy zayada mehnat Orr tawajo daini chahiye Orr demo account Parr trading ki practice karni chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends g han friends hamein apna real trading account start kerny say phly demo account zaroor use krna chy taa keh ham aik achi practice lay sakei aik acha experience gain ker sakein our apni galtyaan bhi demo account say door ker sakein demo account istmaal kerny kay baad hamein real trading account main asani hogi.
          • #6 Collapse

            Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

            Nahe dear aisa ni hai jab ap demo par kaam karty hai to ap ko market mai kaam karny ka experince ho jata hai aor ap ais market mai jab real par kaam karty hai tab ap ko aus ka faiada ho jata hai agar ap ne phly learning ki ho to aus par practice ap ko demo par hi karni chaye tab hi ja k ap ko ais mai faiada hota hai kun k agar ap ne ais mai demo par practice ki ho gi to ap ko ais mai faida ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

              Dear brother aap nay sahee kaha lekin maray khyal may asa nahee hay demo account par aap Jo trading practice karthay hay so be real market may he hothe hay is liay agar aap demo account no serous lay tho is may aap ko experiance our knowledge dhono milthay hay is liay demo account par practice Karna chahiay.
              • #8 Collapse

                Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta hay foum per kaam kerny ky liaty mehnaat ki zaroort hoti hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                  Demo trading sy ham forex ki basics ko learn kerty hai isky elawa hamain forex trading ka koi knowledge nehi milta hai just apny knowledge ko practically forex market main apply kerny ky liay demo account use ker ky apni learning ko complete kerty hain baqi knowledge hamain other forums sg hasil kerna perta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                    Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue demo account se Hamein practice karni chahiye Kyunki is Hamein Jyada Se Jyada experience hota hai dear friends Forex trading Mein demo account aapko experience Deta Hai knowledge kaam hota hai ismein their friends hamein chahiye ke member se Raptor rakhi ke apni practice Karen Jyada Se Jyada knowledge or experience ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                      Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Agar KaMyaBi Chahiye To Mehnaat Karo Or Experience Hasil Karo Phr Aap As Main Asani Se Kamyab Ho Jao Ge Agar Experience Or Knowledge Nhi HoGa Tou Aap As Main Kabhi Kamyab Nhi Hinge Agar KaMyaBi Chahiye To Experience Hasil Karo Pher Aap as Main Acha Profit Bhi Hasil Kar Paao Ge Agar Experience Nhi HoGa To Aap As Main Kabhi Kamyab Nhi Ho Paao Ge experience Nhi Hoga to Kabhi Kamyab Bhi honge
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                        nahi dere Mere khayal mein aisi baat nahin hai demo account hamara best teacher bhi hai aur hamein best experience bhi deta hai kyunki iske bagair trading ka experience Le Na mumkin nahin aur trading waise bhi bahut mushkil hai demo par jyada se jyada practice karke experience arsal Karen aur mehnat ke sath analysis karke trade Kiya Kare jisse aap apne real account mein acchi earning hasil kar sake demo is real teacher for people in Forex trading
                        • #13 Collapse

                          Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                          Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke ke businessman Hume knowledge post Kesariya Hasil Hota Hai demo account se Hamein knowledge Nahi Milta bulk trading experience Hasil Hota Hai Jism riding ki sari Information Hasil hoti Hai is Hamein trading hi sikhane Ko milti hai Phir hi hum Kamyab ho kar trading Karte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                            dear main bhi apki baat say ittefaq krta hoon k demo khud hamko kuch bhi nai day sakta hay us main jo hamara knowledge hota hay usay ham test kr saktay ham usko sabit krtay hain k yeh real main hamko kaam day ga ya nai agar ham usay achi tarha say sabit krnay main kamyaab ho jatay hain tab he ham usay real main apply krtay hain bus yahi kaam hay demo ka laikin ham main say kuch traders isay ghalt use ki wajha say lose krtay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Demo account sae aap ko forex ka knowledge nahin milta

                              ji haan members aap bilkul theek kah Rahe Hain ki demo kaun se hamein forex ki knowledge aur learning nahin milti iske liye hi main demo count per practice karna hogi aur knowledge aur learning ke liye Pakistan forex for mein mehnat karke post ko read karna hoga aur sab post aur tradeco read karke acchi learning aur knowledge hasil kar sakte hain sath mein timing par practice karke experience 72 character career trading karke profit hasil Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X