Never feel frustrated, try again and again.!.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    oo bhai jaan trade me kbi nafa or kbi nuksan utana prta hai es leye baar baar trade pe kaam kro kyun k try try again till you success....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han never feel frustrated aur agr aap aik kamiyab trader banna chatay hay tu aap ko chayie kay forex ko learn karay without learning profit made karna difficult hota hay mein aik acha trader hon aur daily good income made kar leta hon mein apny friends ko bhi teach karta hon takay woh bhi forex say achi earning kar skay .
      • #33 Collapse

        apko forex me kabhi bhi frustrated fel nhi kerna hy tension free rehna hy take app apna kaam diljpoi se ker rska agger app depressed hain tu mumkin hy k apki trade apko loss dila sakti hy so apko careful rehna hy.,.
        • #34 Collapse

          G bhai ap theek khtya hai profit or loss to hr business mai hota hai lakin iska matlab ye nhi k hmay haar man leni chahiye.forex trading b esa hi 1 real online most successful or more popular trading business hai jismay trader ko loss b kafi hota hai or profit b or agr loss ho jata hai to trader ko trading leave nhi krna chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #35 Collapse

            e suggest kerta hain k agar aap ko loss ho jai to himmat na haren... but it is not such easy specally for new traders... bcoz investment kerna asan be nahi hota hai... but phr be kosish honinakami ki bari waja basic knowledge ka na hona hay, is liye aap ko pehle basics seekhnay hon gay tb apna kaam shuru karain warna aap nuqsan uthatay he Forex ko chornay ka sochnay lag jain gay
            • #36 Collapse

              If you can cut loss still manual does not matter if you want to trade without SL but remember that we are not always able to cut losses and get the price manually as desired. Sometimes it can be exposed to requotes and also we can not always there in front of the chart to wait for market movements. SL is required if we can not cut loss on time.
              • #37 Collapse

                brother fraustartion toh hoti hai loss jab hojata hai yeh phir appka din jab kharab hota hai magar is ka matlab yeh nahi k hum dil chota karlien aur forex ko chor dein bilkey humey day by day forex ko seekhna hai aur apni mistakes par work karni chahiya.
                • #38 Collapse

                  G bilkul bhai kbi b kisi b field mein haar nai maanni chaiye.agar ap aik bar na kaam ho gay hain to is ka matlib yr nahi hai k ap kbi kamyaab nahi ho sktay.. Isi tarah forex trading mein agar ap ko aik ya do baar loss ho chuka hai to phir b ao try krtay rahain or soch smj kr trade lgaen ap ko aik din zrroor profit earn ho jaey ga.
                  • #39 Collapse

                    g bilkul ap forex trading mein frustrated kbi b na hu aor agr apko learning karty huay koi chez smj nhe aa rahy tou phr b ap confident rahy aor bar bar koshish karty rahy ap akhir mein zaror kamyab hu gy ise tara jb ap trading kary tou dilbardashta na hu ku k ic ce ap properly kam nhe kar sakty pressurize ho sakty hein.
                    • #40 Collapse

                      forex tradimain kamyabi us waqt tak haasil nahain ki ja sakti hai jab tak hum isay seriously nahai layain gay and isay khulay dil say nahain kerayin gay ager hum issay fustrated ho ker kaam kerayin gay to is tera say huamain nuqsaan ho ga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        is main hum boht hi acha earn kar skay gay aur learn kar k hi trade karni ho gi phar hi hum trade karein gay aur knowldge ho ga tab hi hum achi planing kar k market main run kar skay gay aur profit ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X