Do you blame yourself when you get loss.!.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    well main khuang k forex business mian khabi b khud ko balme nahi karnaa chyahe balkey ap ko apney knowlege peh karnaa chyahe kyun k jitna aap k sath knowledge hogaa utnaa hi ap earn akr saku egy ghar bethy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dear apne sahi kaha forex par jab bhi apko loss ho apko khud ko blame karna ni chahiya balka forex ka bara main or bhi zada learning karni chahiya.or dubara try again karni chahiya.
      • #48 Collapse

        asalam o alaikum dear friendz jab bhi mujhe loss hota hai to kuch kasoor is mein broker ka bhi hota hai qk main jis proce pe trade ;agata hum us se kuch fasle pe trade open hoti hai ye mamala hai
        • #49 Collapse

          I think manual exchanging is useful for exchange on the grounds that when you exchange manual you will procure experience and know more things about Forex for that you broker with manual for to end up great exchange future.
          • #50 Collapse

            Daikahin hamain is main kisi ko blame nai karna chahiy q kay hum apni ghalati ki waja say i s main apna loss karvaty hain
            • #51 Collapse

              business main unch nech hote rahte ha agar hamra loss hota ha to is main hamare apni koi mistake hote ha hamin dosron ko blame nahe dana chahey or na he himat harni chaheye baly hamin apne galtiyon ko dor karty hovy mahnat karty rahna chaheye.
              • #52 Collapse

                grams nhe bhai jaan mai samjta hu agr humne yaha for each reduction kia hai in order to sound all of us ka fault apne ap ko nhe de sakte hai mai samjta hu marketplace for each as well as apni everyday life mai jis tarha state har jeet hoti hai issi tarha state revenue as well as reduction hote he or she rehta hai humay haar nhe manni chaiye.
                • #53 Collapse

                  Nahi bhaei ye eisa nahi he main loss kar jta hon to sochta hon k loss ki kiya wajah he hum es business min jeise jeise time deite hin to pata chal jata he k humari trading min kiya kharabiyan hin aur phir main un kharabion ko door kar k profit k lei koshish karta hon.
                  • #54 Collapse

                    bhai jan men ap ki bat samjh gya hoon ap ye pooch rahy hen ky jub loss hota hy to kia mne apny ap ko blame krta hn to bhai jan loss to business ka hissa hy profit bhi business ka hissa hota hy loss agr nahi ho ga to is business ka knowledge nahi ho ga
                    • #55 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum ager koi is bat ko maan jay kay us ko us ki apni wajah say loss howa hay aur wo apnay loss honay ki sehi reason ko dhoond kar us ko apnay ander say khatam kar day to us ko kabhi be next time loss na ho.
                      • #56 Collapse

                        g nhe bhai jaan mai samjta hu agr humne yaha per loss kia hai to hum us ka blame apne ap ko nhe de sakte hai mai samjta hu market per and apni daily life mai jis tarha say har jeet hoti hai issi tarha say profit and loss hote he rehta hai humay haar nhe manni chaiye
                        • #57 Collapse

                          yes me kud ko is me blame dita hn k agr mene is me tawjo na di to mera loss ho jay ga is chez ko zehan me rakhte hoi me kam, ki taraf pori tawajo do ga take mere kam me muje loss na ho or ma kud ko biame na do is waja se mere kam me muje loss nahai ho ga our me achi tarha kam kar sako ga
                          • #58 Collapse

                            yes agar hamen loss hota hai tou es main kahen na kahen galti hmari he hoti hai because hamen full knowledge nahi hota aor tarding start kar daitay hain laikin yeh bhi such hai kay hamen agar loss nahi ho ga tou seekhain gy kaisay trading ko ......
                            • #59 Collapse

                              jee haan bhai jaan agar mujhe forex mein loss ho jaey to mein khud ko he blame karoon ga kioon ke wo loss khud ba khud nahi balke meri apni ghalti se hoga kioon ke forex mein agar ham koi ghalti karein tab he is mein hamein loss ho sakta hai warna nahi forex honest business hai aur is se hamein earnings hasil ho sakti hai agar ham is mein hard working karien to aur agar kisi ko bhi loss ho jae to use chahieye ke wo forex ko blame na kare balke apni ghalti sudhare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jab hamy loss hota ha tu hamy kise ko bi blam ni karna cheya ku k jab hamy loss hota ha wo hamri mistak ki waja sa hi hota ha tu ham ku kise ko blam kary galti hamri ha jab tu ku ham kise ko khy hamy jab bi loss ho hamy jis mistak ki waja sa loss howa hota ha us sa hamy sabq sekhna cheya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X