Mehnat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat
    Asslam o alaikum BhAi Jaan apse mera sawal yeh he k ap mehnat k baaraay kiya kahainge q k mehnat se hi kaamyaabi he
    Visit My Profile
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat

    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham mehnat krein gay ham aik na aik din zaroor kamyab honge iss lay hamein chy keh ham zyda say zyda kaam krein taa kah ham kamyab ho sakein friends mehnat main azmat hai ALLAH PAK prindo ko bhi rizq deta hai magar unki mehnat ki waja say .
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat

      Ji bilkul mehnat Karne Wala he Kamyab hai Mihnat ky bagair Koi kamyabi Hasil Nahi Hoti Mahnat Khar kaam main krni pherti hai mahnat krny wala he Insan Kamyab hai q ky mahnat my azmath hai mahnat kabi b zaya Nahi jati us Ka Phal ap ko zaror Milta Hai.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat

        Jeevan Sara Tendulkar ne Sahi kaha hai ki hamein chahiye ki Hum Sirf aur sirf mehnat Karke hardworking karne se sab kuch Mil Jata Hai isliye Aane Se Jyada Se Jyada mehnat Karne Ki Koshish Karni chahiye Kyunki Agar Hum koshish Karenge To Ham Jharokhon Mein bhejenge Allah Tala mehnat Karne Walon Ko Kabhi Bhi Jaaya nahin karta hai isliye Hamesha main kaam aur Maina Jaroori chahi
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat

          Assalamu alaikum dear friends ummid hai aap sab theek honge aapne mehnat ke bare mein jo sawal kya hua bilkul theek hai duniya ka koi aisa kaam Nahin hai Jo mehnat ke bghair ho agarhm forux fourm par mehnat karenge regular time denge to inshallah hum achchi earning hasil kar sakenge Jo log mehnat karte hain unko to phal milta hai
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat

            G dear Ap n bikul seah Kha h forex m mehnt h hi no so l.p. forex m kamyab karwa skti h is ly hmy forex m mehnt ko koi bi na chorus ta k hm forex m kamyab ho skay gay otherwise boot muhskal h forex m hmy kamyab hona
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat

              Ji bilkul mehnat Karne Wala he Kamyab hai Mihnat ky bagair Koi kamyabi Hasil Nahi Hoti Mahnat Khar kaam main krni pherti hai mahnat krny wala he Insan Kamyab hai q ky mahnat my azmath hai mahnat kabi b zaya Nahi jati us Ka Phal ap ko zaror Milta Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat

                Es business mai kamyabi key lye mehnat krna zaroori hai. Jo bhe es business mai mehnat krta hai tou es ko mehnat ka phal bhe millta hai. Es lye es business mai mehnat krna zaroori hai.Jab ap mehnat krey gy tou ap market sey earning bhe hasil kro gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sikandar Sunny پيغام ديکھيے
                  Asslam o alaikum BhAi Jaan apse mera sawal yeh he k ap mehnat k baaraay kiya kahainge q k mehnat se hi kaamyaabi he
                  Assalamu Alaikum Jee bilkul mehnat ki Azmat Hai mehnat varnan karne wala Hamesha Kamyab Hota Hai kamyabi Ki Kunji mehnat mein hai Jab tak aap hard work Nahin karte ho aapko kamyabi nahi mil sakti Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat

                    g bilkul mehnat kerne wala insaan har business mai hamesha kamyab hi rehta hai mehnat kerne wala insaan halal kamata hai or use kisi loss ka samna bhi nhi kerna parta ager ap forex mai kaam kerna chahte hain or chahte hain ke ap ki kamai halal ho tou mehnat kerna kbhi na choren kyun ke mehnat hi apki kamyabi ka raaz hai susti kerne mai apka hi loss ho ga or ap kuch earn bhi nhi ker saken ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat

                      Mehnat kay baghair kabi bhi kamyabi nahi hay aur ager trader mehnat anhi kerna chahta to wo forex main as a trader kabi bhi kamyab nahi ho sakta. que kay forex ko mehant say seekhnay say aur us kay bad mehant ker kay aachi entry aur exit kernay say hi trader ko acha profit ki sorat main sila mil jata hay. jo kay mehnat ka result hota hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat

                        w.salaam g haan dear hmen mehnt se kaam krna hoga jitni ziada hm forex pe kam krty huy mehnt kren gy hmen hi faida hoga hmen forex ko time dena hoga daily is p kaam krna ho jitna kam kren gy hmen utna hi seekhne ko mile ga r sath sath bonus bhi acha mile ga mehnt krty rehna chaye hmen bagair mehnt k kuch bhi mumkin nh hy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X