Hame mehnat karte rehna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hame mehnat karte rehna chahiye
    Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum is Samay bahut hi jaldi Kamyab Hona chahte hain aur accha bonus Hasil karna chahte hain tu hamesha iiki Hamein mehnat karte rehna chahiye is Waqt Chakkar Mein mehnat karte rehna chahiye jab tak Hamein Iske bare mein accha knowledge aur experience nahi Mil Jata aapka Kya Khayal Hai Iske bare mein thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

    G hain bhai jan apne bil;klu hi sahi kah ahin humko is mein mehnat se kam karte rahna chahye aur humko is mein ache se kam arna chahye auir is mein zada se zada mehnat se kamm karna chhya eaur humko is ein ache se kam arna chahye aur humko is ein mehnat se kam karte hainh
    • #3 Collapse

      Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

      Bilkul ji aapne theek kaha hai hamein chahiye ki Hamein Mein Haath Kaat rahe hain chahi Soch Samajh Kar treat karna chahie Jyada Se Jyada Apna trade par focus karna chahie Taki Hum Ek achi experience Hasil Karke Ek accha knowledge Hasil Karke aur ek accha trade kar sake Sake Hum Jyada Se Jyada Forex trading Mein kamyabi ke saath apni trade Karke Ek expert trader Ban sake
      • #4 Collapse

        Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

        Yes sir hum ko as mien aa ker mehnat jari rakhna hota hai or hamain as mien ehnat ko stop nahi lagana hota hai agar hum as mien kam kerty hien or as mien jab hum mehnat nahi kerty hien tu hum as mien kabhi bee earning nahi ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker har bar khud ki skills ko use karna hota hai or hamain as mien apny lye or apni family k lye behtreen kam karna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

          jo banda mehnat karni chor deta hai wo kabi bi kamyab nahi ho sakta or agar bat ki jay forex trading ki to forex trading ek esa business hai jis me ap ko din raat mehnat karne ki zarorat hoti hai so ap ko chahiye k ap din raat ek kar k forex me mehnat kare ta k ap forex me kamyab ho sake or achi se achi earning kar sake ku k jub ap mehnat karte hain to ap bohat kuch learn karte hain or ap ka mind bi us kam me bohat easy feel karta hai so ap ko daily bases par hard work karna chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Akberan پيغام ديکھيے
            Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum is Samay bahut hi jaldi Kamyab Hona chahte hain aur accha bonus Hasil karna chahte hain tu hamesha iiki Hamein mehnat karte rehna chahiye is Waqt Chakkar Mein mehnat karte rehna chahiye jab tak Hamein Iske bare mein accha knowledge aur experience nahi Mil Jata aapka Kya Khayal Hai Iske bare mein thanks
            Assalamu Alaikum Jaisa ke hum sab log Jante Hain Ki Forex trading Ek Wohi critical business hai isme Hamein bahut jyada mehnat karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki mehnat Se Hi Hamein ismein profit Hasil ho sakta hai aur Agar Hum Aisa Nahin Karenge to to profit ke chances bahut kam Honge
            • #7 Collapse

              Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

              Dear apki bat thek hai k ham ko is mein mehnat kar te rehna chaiye aor is mein agar ap ache se mehnat kar te hain to ap is mein akmyb ho sakte hain aur jo is mein mehnat kar ta hain wo hi is mein kamyb hota hain aur ham ko is mein daily posting karna chaiye aur ham ko chaiye ham is mein quality wale posts kare aur is mein mehnat kare jo is mein mehnat kr ta hain wo hi is mein kamyb ho sakta hain agar apko is mein kamyb hona ha to apko is mein mehnat karna chaiye is mein mehnati log hi kamyb hote hain uar ham ko chaiye is mein kamyabi logo mehnat ki waja se mailta hain aur apko is mein kamyb hona hai to apko is mein mehnat karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb ho sakte hain aor mehnta kar ne k bad is mein ach earning hasil kaer sake hain jo is mein mehnati hote hain wahi is mein success hote hain
              • #8 Collapse

                Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                jee han friends jasa kay ap na suna ho ga mahnat mein azmat hay we need first struggle then wo get success is lyia humay chyia kay hum apna km mein ya forex ka business mein khub mahnat krain successful hona lyia lyia or treading say acha earning krna ka lyia.
                • #9 Collapse

                  Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                  han g bilkul ham ko kabi bhi mehnat se jan nhi churani chahye jis kam me bhi ham mehnat karty hain us ka sila ham ko zaror milta hai or jis kam me ham had dharmi se kam lety hain us se ham ko loss k siwa kuch hasil nhi hota forex trading bhi kuch asa he business hai jo ap sekhny k bad he kar sakty hain or es k lye ap ko demagi taor par kafi mehnat karni parti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                    Mehnat meein azmat hay halat ksy bhi hn munafa ho ya nuksan ho market analyze krmy kay sth hmein mehnat bhi krty rhna chahiye takay bht sari earnings gain kr skein.Forex mein profit gain krny ka tariqa smjh skein or experience bhi hasil krty rhein.Is liye mhnat krty rhein waqt any or is ka rewardvap komzror mly ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                      DEAR FRIEND hamen chahiy hai kee ham as main mihnat kare agar ham as main mihnat nahi kare gee tu ham as min kamyab nhi ho sake gee as liy hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam kare aor as main mihnat kare u hi ham as main se earning kar sake gee
                      • #12 Collapse

                        Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                        G han dear friends hamen apni mehnat barqarar rkhni chahia . Aksar log jab forex ma loss ka shikar hote han to wo apny himat kho bethte han . Aur forex pr itni mehmat nai krty . Is lia agar humen loss hota ha to hamen pehle sa ziada mehnat karni chahia takey hum apny loss ko recover kr saken... Aur ziada earning kar saken....
                        • #13 Collapse

                          Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                          yes brother app ki bat thek hai forex main ham ko mehnat karty rehna chaheay kyon k yeh asa business main hard working ka bohut ziada amal dakh hai jiss k bgair app iss business main kamyabi hasil nahi kar sakty hain iss main app ko regular mehnat karny ki need hoti hai phir he app iss main success hasil kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                            G ha bhai app ne sahi bat ki he k humain mehnat kerte rehna chahyi chahe halt kisi b ho qk mehnat k bageir hum kamyab nhi ho sakte ager humain loss se bachna he to apni mehnat se loss ko profit me convert kerna chahyi or apni mehnat se bonus increase kerna chahyi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hame mehnat karte rehna chahiye

                              Main ap ki bat se agree karta hon k forex main hamein apni mehnat ko continue rakhna chahiye jab tak hum kamyabi hasil nahi kar lete han is liye forex main hamein ziyada se ziyada work karna chahiye our forex trading main kamyabi hasil karne k liye market ko analyse karna parta hai is main mehnat karni parti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X