trading ka asal maqsad kia hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ka asal maqsad kia hai??
    ham trading main kia kuch kr sakty hain ?? kia trading amount say shoppinh wagera bhi ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ka asal maqsad kia hai??

    Dear trading ka asal maqsaad hota hai kay aap kisi sae cheez lae ker doosray ko baech dain jaisay hum forex mein trading kertay hain aur currencies ki khareed o farukht kertay hain aur phir uss sae hum apna profit hasil ker letay hain
    • #3 Collapse

      Re: trading ka asal maqsad kia hai??

      Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch Samajh Kar trade Karen their friends Forex trading Mein trading ka maqsad paise Kamana hota hai knowledge Hasil karna hota hai aur Market Mein buy and sell karna hota hai isliye Hamein chahi ki Jyada Se Jyada Forex trading ke bare mein knowledge Hasil Karen experiencing Karen Taki aap ek acchi earning kar sake
      • #4 Collapse

        Re: trading ka asal maqsad kia hai??

        Trading ka asal maqsaad tou paisa kamana hota hai aur trade idhar ki cheez lae ker udhar baech detay hain aur apni pocket sae paisa kharch nahin kertay balkay aik jaga sae cheez ka rate done koi aur doosri party ko saman bhej ker uss sae paisa lae ker paheli parti ko paisa pay kerta hai yeh trader hota hai
        • #5 Collapse

          Re: trading ka asal maqsad kia hai??

          bhai jan trading asal men aik online bussiness hy ham markete men currecy ko sell ya buy kerty hain.ager ham is trah bussiness ko bussines smjhen aor iskonjahan tak mumkin ho seehk saken to ham is men sy acha khasa profit bna sakty hain.ager hmara online koi bhi buyinh account hy to ham us ko istimal ker k shoping bhi ker sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: trading ka asal maqsad kia hai??

            Bhai jan trading karne ka sal muqsad hain is mein profit hasil karna ota hain aur is mein kiye log zada tar apna loss ho karwate haina ur humko chahye k hum is mein zada mehnat se kam kar aur is mein trading kar k hi is mein profit hasil kare aur is mein ache se kam karna chahye
            • #7 Collapse

              Re: trading ka asal maqsad kia hai??

              hai aur trade idhar ki cheez lae ker udhar baech detay hain aur apni pocket sae paisa kharch nahin kertay balkay aik jaga sae cheez ka rate done koi aur doosri party ko saman bhej ker uss sae paisa Dear friends Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch Samajh Kar trade Karen their friends Forex trading Mein trading ka maqsad paise Kamana hota hai knowledge Hasil karna hota hai aur Market Mein buy and sell karna hota hai isliye Hamein chahi ki Jyada Se Jyada Forex trading ke bare mein knowledge Hasil Karen experiencing
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                Sir meri nazar mien forex trading ka asal maqsad yeh hai k hamain as mien aa ker kuch na kuch earning hoti rahy as lye hamain as mien aa ker kam karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar analysis kara hota hai jab hum as mien theek time per trade kerty hien tu hum as mien profit hasil ker sakty hien as lye hamain her bar kam karna hota hai or hamain as mien her bar earning hasil karna hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                  trading k asal maqasad earning hai is se hum apni zaroortun ko poora karty haain aur trading se bilkul hum shopping b kar skaty hain liken ye us soorat main mumkin hoga jab hum mehnat se kam karain gaay humary pass achi learning hogi aur hum profitable trade karain gay to hum apni sari needs poori kar sakty hain aur hume kissi aur job ki zaroorat b nahi hogi.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadarsalan پيغام ديکھيے
                    ham trading main kia kuch kr sakty hain ?? kia trading amount say shoppinh wagera bhi ki ja sakti hai
                    Assam Alaikum ji bhaijaan trading ka Asal maqsad ye hai is main kis Samay ki shopping karte hain kuch bye karte hain aur kuch sale Karte Hain iska naam hi trading Hai Hum mutra Kisan ki currency is aur metalco bye ya FIR sale Karte Hain To usko Hum trading Karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                      Dear friend forex aik online business hai ur forex trading ka asal maqsad profit gain karna hai ur economically strong huna hai . forex se hasil huny money ko ham apni marzi se kharch kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                        ji haan Sar aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex trading Karte Hain To hamein chahiye kya Aman trading Jab Bhi Karni hoti hai tu Ham trading profit Ke Liye Hi karte hain lekin Jyada tar Hamein profit Nahin Hota Hamein nuksan hi ho jata hai agar Hame accha profit Hasil karna hai tu bahut hi jyada learning Karke trading Karni Hogi thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                          brother ap ka sawal ye hai k trading ka maqsad kia hai to trading ka maqsad serf profit hasil karna hai or kuch nhi ham apni zaroriyat e zindgi pori karny k lye mukhtalif kam karty hain jis me forex trading bhi aik business hai jis me ham earning karty hain or wo earning ham kese bhi tarha use kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                            Trading ka jo main goal ht h vh to bghair ksi shabay kay paisa kmana hi hta hay.Hm sahi or darust chiz kodarust jgah pr ly ja kar bech dty ein is mein hmein apna kch nbi pay krna prta blky munafa ya profit hasil krty hein.Mgar bazo oqat asa bhi hta hay kay hmein trading ki smjh nhi rhti or hm ghlat anadaz mei chezein ly jty hein to hmein nakami hti hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading ka asal maqsad kia hai??

                              Trading asal ma buy and selling goods hota hai...lekin forex trading ma hum currency ki trade kartay hain jis k up and down honay sa humein profit milta hai agar hum trade sahi jaga pr lagaye ...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X