Dear dosto assalamualaikum umeed hai app sab there hongay aur apna weekend aur trading analysis ko enjoy Kar rahai hongay Mai appkomye batana chahunga ke hamesha trading karnay Mai jald bazi say door raha karai jab be trade lagay to soch samaj Kar market ko sahe analyse karkai trading karai agar app iss tarah karaingay to profit Kama sakaingay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим