students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketing hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketing hy
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge kuch esay members hain ju keh students bhi hain our forex main bhi kaam kerna chaty hain unhein chy keh wo Economics subjecr rakh lain q kay Economics main sari marketing hai students kay liy do faidy hain aik tu unki study main unhein bhut asani hogi dosra forex seekh lain gay achi tarah yani keh market ko analyse ker sakein gay .friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat main kamyabi atta farmay AMEEN!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

    Dear apki baat theek hai economics k subject mein seekhny ko boht kuch milta hai lekin yaar study aur business aik sath nai chal sakty students ko agr profit ka chaska lg gaya tu woh apni study chor dengy agr study complete kr lein tu unko economics ki waja se trading mein kafi faida ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

      g bhai njan apki bat thk hy k economics men sari marketinh hotuii hy aor sary gra[ph hoty hain ager ham wahan grph smjh sakty hain to hmary liye phir pak forum aor trading kaily graph jald smjh a jty isliye hmen chye k ham jahn sy bhi faida ho trading ko seehknay ka to hmen wo zroor hasil ker leni chye.
      • #4 Collapse

        Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

        YouTube other students ko yaha par kaam karne ke liye Apne Economics subject acche wale select kar leni chahiye jisse Hua Kafi Jyada help saabit ho sakta hai business related Kanki related Aur Hum Log Yahan Par Jyada time market Mein send kar sakte hain Jaise Jaise Hum market ka knowledge Leke Jaenge Hamein market ke Samay Lagna Aasan ho jayegi aur Masani ke sath isme investment cricket kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

          Assalamualaikum dear friends aapne bahut acchi baat hai ki hai student ko chahi Agar unknown Forex trading ke Business mein hai kaam karna hai tu unko chahi ki Apne Apna mix economics subjects acche wale select Karen Jis Se Humko bahut Zyada fayda bhi ho gaya aur Business mein kaam karne ke liye help milegi Jitna Ziada time market Mein spend Karenge itna hi market ko achi Tarah samajh Jayenge gay
          • #6 Collapse

            Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

            Salaam Alaikum Dosto bhai nahin hai bahut achi baat ki hai Kyunki jo congress ke student hote hain unke liye Forex trading market bahut hi jyada bottle hai ya unke liye Asan Bhi Hum Kya sakte hain Forex trading total market mein jo method hote hain wah mathematic ki hain aur agar koi student ho Congress Kartoos chahi ki usko Hua Khud economics ka subject Jarur Dekhe Taake Vikram economics ke subject math totally market ke chapter Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

              dear ap ki bat thek hy ...jo b log is field min ana chahty hn ya apny bchun ko lana chahty hn to unhin chahye k unhin economics zarur prhain q k us min b marketing hoti hy or boht asani hogi bchun k lye next level py jb wo yahan.aingy to un k pas acha knowledge hoga jo un k kam ay ga
              • #8 Collapse

                Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

                fiorex aik online business hain ham is main trading karty hain or ham is main learning ky sath earning be hasil kar sakty hain yai students or house wife ky liye aik ache job hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

                  forex aik legal business hain yai bohat bara business hain is mai talib ilam be kam kar sakty hain hum is mai raat mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wahid business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta
                  • #10 Collapse

                    Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

                    g bhai jan thk khty hein apny ecnomics hmeoin markeeting k hwaly sy bht acha knowledge mil sakta hy or sath mein hum treding krny k rules bhi seekh jaty hein .iss trah m bhi yhi kahoo gi keh ager hmein treding kkrni hy to iss sy economic ka subjects phar lna bht acha step hoga treding krny ga iss sy hum bht achi treding bhi ker sakty hein or good marketing bhi bht achi ker sakein gy or good profit bhi hasil ker sakty hein.
                    • #11 Collapse

                      Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

                      Wo student ho forex main kam ke rahay hain in main economic ko study kernay walay student boht fiday main reh jatay hain. que kay is say un ko market ki zayada samag ati hay jis say wo achi trading ker skatay hain. que kay aisay student fundamental analysis main kafi seekh saktay hain jo wo study kertay hain wohi is market main apply ho raha hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge kuch esay members hain ju keh students bhi hain our forex main bhi kaam kerna chaty hain unhein chy keh wo Economics subjecr rakh lain q kay Economics main sari marketing hai students kay liy do faidy hain aik tu unki study main unhein bhut asani hogi dosra forex seekh lain gay achi tarah yani keh market ko analyse ker sakein gay .friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat main kamyabi atta farmay AMEEN!
                        New traders do Forex trading Mein Aate Hain unko Sahi keva Forex trading ke bare mein stop bus stop Karen aur Market ko samajhne ki koshish Karon
                         
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: students ko chy k wo Economics subject rakh lain q k Economics main sari marketin

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qarisab پيغام ديکھيے
                          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge kuch esay members hain ju keh students bhi hain our forex main bhi kaam kerna chaty hain unhein chy keh wo Economics subjecr rakh lain q kay Economics main sari marketing hai students kay liy do faidy hain aik tu unki study main unhein bhut asani hogi dosra forex seekh lain gay achi tarah yani keh market ko analyse ker sakein gay .friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat main kamyabi atta farmay AMEEN!
                          New traders Jab trading menu hote hain tu bahut Si mistakes karte hain Jaisa Ke Jab new traders Maar Peet Mein trading karne Lagte Hain to Annu ko jaldi jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein loss ho jata hai isliye unko Samajh Kar trading Karni chahiye
                           
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X