Stop loss use karny ka main maqsad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss use karny ka main maqsad
    Forex business esy traders ko stop loss zaror use karna chaye jo market ko achi tarha nahi samjty, stop loss ko use karny ka maqsad ye hota hay key risk ko control me raka hay, Forex business me all time profit hi nahi ho sakta some time loss ko be face kia ja sakta hay magar big loss se bachny key ley stop loss ka use karna behtar hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss use karny ka main maqsad

    dear friend stop loss ko use krnay ka main maqsad apni trade ko safe krna ha keun k agr ap trading k dauran stop loss ko use naen krtay to hmari trade agr ziada loss mn chali jati ha to bahot jald apka account wash ho skta ha
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss use karny ka main maqsad

      ki baat teek ha jab kabi apny analysis ghalat ho jaty ha us waqt agar hum na stop loss na lagaya ho to kafi nuqsaan ka samna ho sakta ha lakin us k ilava bi stop loss zroori es leye ha k kabi kabi news k anny k baad jo markey halat hojati ha vo sub ko pata ha aisi soorat e haal ma agar stop loss na laga ho to hatanaak sabit ho sakta ha thanks
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss use karny ka main maqsad

        Stop loss use krny ka nain maqsad to yahi h k trader ka account safe rahi. Agr kbi loss ho bi jay to wo trade ek khas point pr ja kr az khud close ho jay. Es sy loss bi km ho ga aur humain hr wqt online reh kr trade ko follow ni krna pry ga.
        Just view ???, Like kon kry ga???
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss use karny ka main maqsad

          Ap ko malom hai k forex market mai loss bohat zada hai aur profit bhe. Agr ap es business mai regular trade krna chahtey hai aur apney loss ko recover krna hai tou phr ap ko stop loss aur take profit ko zaroor istmal krna hai. kyu k es ko istmal kr key ap market mai kam loss ko asani sey recover kr sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss use karny ka main maqsad

            G ha ap ny Tk bt ki ha stop loss to hmara trending ko bAchati ha or ager hm stop loss use ni krty to hm ko both he bars nuksn hota ha or is leay hm ko stop loss lagana Chaya
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss use karny ka main maqsad

              Sir jab hum as mien aa ker stop loss use kerty hien tu hum ko as mien aa ker as tool ko as lye use karna hota hai k hamain as mien khud ko big loss say safe rakhna hota hai agr hum as mien aa ker khud ko big loss say safe rakhty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien aa ker kam karna hota hai or hamain as mien aa ker dil say ty karna hota hai or hard work ker k as mien kam karna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                stop lose use krne ka maqsad hai k hume zada lose na ho jab market fast movement krti hai tu phr hamra account wash ho sakta ha is liye trade open krne se phaly hume money management ko asani se fallow krna chaiye ue phr os k mutabiq stop lose ur take profit set krein tu acha rhy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                  Stop loss use kerny ka aik hi maqsad hota hai ky agar hamari open trade main market opposite direction main bari move kerti hai tou hamara account wash hony sy bach jaey ky agar ham achi calculation ky sath stop loss lagaen tou just limited loss main hi hamari open trade close ho jaey jis ko recover kerna asan ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                    Asal main forex market kavhi kabhi bhat ziada unpredictable ho jati hai jis ki waja se koi bhi trader ya expert preshan ho jata hai isi prrshani se bachnay k liay sl use kia jata hai k ager kabhi market achanak se against chali bhi jaye to posra loss honay se behtar hai kuch loss ho jaye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                      forex aik interantional business hain hamy is mai stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik unique business hain yai aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                        bhai jan aap ne bilkul aap ne bilkul thk baat poochi hai k stop loss hamen istamal karne ka kiya maqsad hai ager hamen loss ho ae to hamen chaye k ham trade ko stop ker den ta k ziada loss na ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                          G bilkul stop liss se ham apna risk ko cintroll ma rakh sakte hen or es ka matlab bhe yehi hota he k es level pe aa kr mera loss rok den.go stop liss zarur use karna chahiye or us level pe katna chahiye k jahsn pe ap ja liss 5 % ho or es se zeda loss bardasjt na kren or ache level pe trade kr s.l use kren.
                          • #14 Collapse

                            Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                            G dear Ap n bikul seah Kha h forex m stoploss ko use krna ka main noqsad Mary khyal k mutabiq forex m forex m stoploss ko use krna main noqsad yahi hota h k hmra account wash n.a. ho or hm apna account bi save kr sktay h
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Stop loss use karny ka main maqsad

                              Dear ham is main stop loss is lie use kar te hain qk ham ia main stop loss use kar te hain tak hmara account wash na hon aor agar ap is mein stop loss use kar te hain to apka account wash hone se bach jata hain uar ham ko is mein stop loss use kar te hain to ham ko is mein kamyb ho skte hain aura agar ham is mein stop loss use nahi kar te hain to hamara account wash hone se bach jata hain is liy ham ko is mein stop loss use karna chaiye is mein ham ko stop loss ihtyt se use karna chaiye stop loss k baghir ham ko is mein tarde nahi karna chaiye aur ham ko is mein ache se lagan chiye tab ja kar a is meuin kamyb ho sakte hain aur is mein earn kar sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X