Money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management
    Assalam-o-Alaikum dear forex members jab bhi trading kren to koshish kren money management ko Lazmi follow kren aise ap apna account safe rakh sakty hain aur apni trading men acha profit hasil krny k kabil ho sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management

    FoRex tradiNg Main moNey manageMent ki bhT Zyaada EhmiYat Hai JiTni Zyaada achi ManageMeNt hoGi AccOunt ki UtNaa Hii accOunt bhi Safe Rahay gaa oR proFit bhi DaiLy Earn Kiya Jaaa Sakta hai Lekin zaroOri Hai k DaiLy KoshiSh Ki jaaey k Kam Se Kam RiSk LiYa Jaaey Or MoNey ManageMent Zaroor HoNi Chaahiye....
    • #3 Collapse

      Re: Money management

      Forex trading main aesy traders bahot jaldi success hasil ker lety hain jinko money management ati hai ky jo money ham ny forex main invest ki hui hoti hai usko agar ham best tareeqy sy manage ker lety hain tou ham forex market main trade ker ky bahot achi earning bhi ker sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Money management

        اصل پيغام ارسال کردہ از: MuhammadHassan پيغام ديکھيے
        Assalam-o-Alaikum dear forex members jab bhi trading kren to koshish kren money management ko Lazmi follow kren aise ap apna account safe rakh sakty hain aur apni trading men acha profit hasil krny k kabil ho sakty hain.
        Assalamu Alaikum Forex trading business Megham karne ke liye bahut jyada Zaroori Hota Hai ki aap apne account ki acche se manage Karen Apne Gaon ko manage karne ke liye aapko stop loss or take profit ka use karna bahut jyada Jaroori Hota Hai agar aap intools ko use karte hain to Aapka account risk-free ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Money management

          Kamyab trading ka ek usool money management he es liye apko chahiye k sab se pehle apne account balance k mutabiq apna lott size select kren or us k mutabiq trading kren.or yad rakhen k keci bhe trade ma ap ne total balance ka 2 ya 3 percent hi risk ma dalen es se zyada risk uthana money managment k oosoolon k khilaf he.
          • #6 Collapse

            Re: Money management

            G haan money management bahut he zaruri ha forex trading k doran. Money management ka me apko aik sada sa formula btata hun k jitna balance ho us hisab say lot size lgani chaheay agr balance 100$ say kam ha to kbi bhi 0.05 say ziyada lot nai lgani chaheay aur jitna balance ziyada hota jaye utni lot ka size barhatay jaen.
            Kinza789 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Money management

              Assalamu alaikum my dear friend Hame Apne account Ko Pani management karna na chahi money management karne ke liye Humne sabse pahle ke dekhna hota hai ki Hamara account mein deposit kitna hai aur uski sabse Hamein FIR lot size create karna hota hai agar Hamare account mein 1000 dollar Hai To Hamein minimum 3 cent keytrade Lagani Chahi Mai Jyada nahi Lagani chahiye Kyunki eyes yadadri Lagane Se Hum Jyada loss Mein Ja sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Money management

                Bhai jan humko is mein apne money ko manage karn achhaye aur is mein apko cahe se kam karna chahye aur is mein zada trades ko open nahi arna chahye aur is mein ache se kam arna chahye aur humko forex mein zada mehnat se kam kar k hi ismein earn kars akte hain humko is mein apne money ko manage karna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Money management

                  g han g bilkul g forex trading mein money management k sath chalna boht zruri hai q k aksar trades lagaty waqt trades or market jo hai wo humari dusri trf move kar jati hai to huemin kafi nuqsan ka samna karna parta hai. lekin jab hum money managaemtnn k rules and regulations ko follow karein gy or trade lagaty waqt lot size ko manage kar k chalein gy tab market humary against bhi move kry gi tab b humein kam nuqsan face karana pary ga. so money management boht hi zruri hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management

                    Walakm islam dear main aap ki baat sa agree karta hoon aap bilkal thek kaha rahay hain k aap kohi be bussniss start karan us main money managment bhot he important aur zarrori hoti hay iss k bagher kisi bussniss ka kamyab ho jana bhot mushkal hota hay same issi tarha instaforex trading main be money managment bhot important hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Money management

                      G haan dear..........hum jb bhi koe business start karain uss mein money management bohat importance rkhta hai iss k bagair koe bhi business kaamyaab nhi hum jab bhi trade lagain hum money management k rules ko follow karna chahiye iss sy hamain bohat sa profit bhi haasil hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Money management

                        jirasar aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye Hamen money management rakhni Hogi aur apne dost ko Kabhi nahin karna hoga Agar Hum Apne bola usko save kar ke kaam Karenge to agale mahine Hamara bonus double Ho Jayega Aur Hum Pakistan Forex mein bahut accha trading Karke profit Hasil kar sakte hain thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Money management

                          G bhai app ne achi bat kihe he or forex me money managment bohot zaroori he or wo trader jis ko money management ata ho or wo tarding se pehle apna management ker leta he wo bohot jaldi success ki rah per gamzan hojata he is lei sub se pehle humain money management ko ihmiat deni chahyiv
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Money management

                            G han money mangment ko jo follow kar kyy chaltaa hai wo markeet main axha kam kar letaa hai money mangemntt syyy account bi sve rhtaa loss bi kam hotaa jo recover ho jaiyy our profit bi nikltaa rhtaa hai money mangemntt ko follow kar kyy chaltyy hai tuo lalch emtion wagraa syy bi bachyy rhtyyy hai...

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X