mahnet loss sy bachte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mahnet loss sy bachte hain
    hamy mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex mai hum amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be ka kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mahnet loss sy bachte hain

    G haan ap nay bilkul theek kaha hai agar hum mehnat sy kaam karty Hain tou hum loss sy bach sakty Hain mehnat hamain loss sy bachati hai Orr mehnat mein he azmat hai agar hum forex ko zayada time dain tou hum iss sy apni zarooriyat poori kar saktay Hain hum amount invest kar k profit bhi haasil kar saktay Hain Orr iss mein koe shak nhi k mehnat loss sy bachati hai iss liye humein Harr kaam mehnat Orr lagun sy karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: mahnet loss sy bachte hain

      g han bilkul agar koi mehnat karta hai to us ko market mein loss nahi hota hai kyon ke is market mein just practice chahiye ye naam hi practice ka hai us se hi ap ko knowledge bhi ho ga uar experience bhi ho g ais tarah ap ache trader ban sakte hain magar ap ko emotions pe bhi control karna hai agar ap ke pas knowledge ho magar ap us ko greed mein a ke wrong trading kar dain to us knowledge ka koi faeda nahi hai is liye emotionless trading ki practice karain is tarah ap achi earning kar payen ge
      • #4 Collapse

        Re: mahnet loss sy bachte hain

        dear friend ap na bilkul theak kaha ha agr hm forex trading mn mehnat sa kam kren to loss sa bach sktay hn keun k agr trade lganay sa pehlay market ki movement ko achhi trh read kia jay aur achhi strategy k sath kam kia jay to ap profit hasil kr sktsy hn
        • #5 Collapse

          Re: mahnet loss sy bachte hain

          Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke bJee bilkul agar aap bahut jyada mehnat Karte Hain To fir aap ke liye Bhala ho jate aapka mehnat aapko love se Bacha Tha hai isliye aapko chahiye kya aap se mehnat Karke kamyabi Hasil Karen Itna Jyada mehnat Karoge utna hi Zyada aapko kal milega
          • #6 Collapse

            Re: mahnet loss sy bachte hain

            Mehnat sirf learning ky liay hoti hai lekin jab ham trade open ker lety hain tou phir mehnat ka koi kam nehi hai ham mehnat ker ky market ki position ya moving direction ko change nehi ker sakty phir agar hamary pas koi stretigy achi ho tou apply ker ky ham apny loss ko control aur recover ker sakty hain aur profit bhi hasil ker lety hain
            • #7 Collapse

              Re: mahnet loss sy bachte hain

              G han bahut achi bat share ki hai ap ne main ap ki bat se agree karta hon k forex forex main mehnat loss se bachati hai is liye hamein chahiye k hum ziyada lagan our interest k sath forex main work karen our ahtiyat k sath trAding karen is main apne knowledge ko increase karen jis se hum hum acha profit hasil kar sakte han
              • #8 Collapse

                Re: mahnet loss sy bachte hain

                G han ap nay theek kaha hai ager ap mehnat karty hain to mehnat ap ko loss say zaror bachta haiager is kay liye ap kay pass experience or knowledge hona bahit zarori hai ager ap aysa karty hain or ye dono chezy ap kay pass hain to ap loss say bach sakty hain or ye baat bilkul darut hai kay mehnat loss say bachta hai
                • #9 Collapse

                  Re: mahnet loss sy bachte hain

                  bhai jaan Jyada Se Jyada mehnat ki toh main aapko yakin se Karta Hoon ki aap ko loss Kabhi Kam Samna karna padega Kyunki mehnat se experience Milta Hai aur fayda Milta Hai aur mehnat hi loss ko cover karta hai Mahendra ki vajah se loss kam Hota Hai aur mehnat ki vajah se Hamein kamyabi milti hai agar koi bhi mehnat ho Jahan Bhi Ho uska fal Hamein Jarur milega Chahe Aap Kahin Bhi Hoon
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: mahnet loss sy bachte hain

                    g han apne theek bat ki hai jub tak hum mahnat karte rahte hai hum acha kam karte hai jaisa hi hum mahnat karna chorte hai hum phr wohi chale jate hai forex trading me hume apne apko update rakhna hota hai agr hum loss se bachna chahte hai tu hum koi na koi strategy or planing karte rahna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: mahnet loss sy bachte hain

                      G bhai jan ap theek kah raha ha mehnat kee jaya to us ka phal hma lazmi milta ha forex ma b mehnat karna wla insan ke kamyab hota ha agr ap forex ko mehnat sa aur sacha dil sa sikha ga to ap forex sa bhot kuch hasal kar sakta ha aur apni life change kar sakta ha is laya mehnat karta raha inshallah ap kamyab ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: mahnet loss sy bachte hain

                        G Han bilkul aisa. He Hai mehnat aik bohat he acha rasta Hai jo humen kamyabi ki traf le kr jata hai aur nakami see door ly kr jata Hai aur is k ilawa forex men ache bonus k liye bhi humen mehnat we apni postings ki quality k saath saath quantity par bhi focus Krna ho GA is se hum acha bonus hasil kr k ache trading kr sakty hain aur ache earning ko possible bna sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: mahnet loss sy bachte hain

                          salam alaikum bhai jaan aapne bilkul theek kaha hai ki mehnat law se Bacha Tha Hai Kyunki Agar Hum mehnat karte hain tu uska salaha main jaroor Milta Hai Aur vah Bhi profit ki Shakal Mein Aise Lagi mehnat Hamesha loss se save Karta Hai protect Karta Hai Hamein
                          Visit My Profile
                          • #14 Collapse

                            Re: mahnet loss sy bachte hain

                            Ji haan agad meHnat ki Jaaey To Loss ko kam kiYa jaaa sakta Hai Q k FoRex Main Loss ko khtam To nahi koYa Jaa sakta yeh To aik naa Mumkin C Baat Hai Lekin Agar huM mEhnat KaRen Or LoTt SiZe apNay AccOunt k mutaabiq Kam RakheN to Na SiRf huM Kaamyaabi HaasiL KaR Saktay Hain BaLke Loss Ko bhi Kaafi Had Tak kam KiYa jaa Sakta Hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mahnet loss sy bachte hain

                              DEAR ap ne sahi kaha kham ko as mein mehnatloss se bachta hain aor ham ko is mein mehnat karna chaiye is mein mehnathi apki kamybi ka zamin aor ap is mein kamyb o skte hain ye aik a aesa business ai jo is mein lear kar te hain w hi is mei n earning kar sakte hain aur ham ko is main kamybi ko choo sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X