Right time main right decision
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Right time main right decision
    Haan jee dear brothers mere khiyaal main forex business main sab say eham hay right time main right decision kun kay forex business ik international business hay es main market ka koi pata nahi hota kay kiya ho jay hamain market ko study karna chaheye oar sahee wakt main trading karni chaheye to ham zaroor kamyaab hun gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Right time main right decision

    G bilkul right time me right faisla lena hi behtar hoga , koi acha decision lena tab hi pissible hoga jab hum eskay expert hongay but es business me ye itna asan nahi hai , es ke liye humay bohat mehnat aur experience ki zarorat hogi . aj ager kai log es me expert hain to unka sara credite unki mehnat aur hard working ko jata hai , wo apnay experience ki waja se hi ek acha decision le patay hain aur kamyab bhi hotay hain .
    • #3 Collapse

      Re: Right time main right decision

      Yes aap ki baat theek k jab ham as mien plan kerte hien tu ham as mien achi trade ker sakte hien aur mien tu as mien her bar ye hi kehta hun k ham ko as mien jab b trade kerna hota h tu ham ko as mien plan karna hota h agar ham as mien paln kerte hen tu ham as mien kaamaee ker sakte hien as lyee her bar ham ko aik mukamal plan karna hota h aur ham ko as mien aik achi zindgi hasil karna hota h jab ham as mien acha kaam ker lete hien tu ham as mien her bar her trade mien kamaee ker sakte hien as lyee mien jab trade kerta hun tu mien as mien aik acha aur umda plan ker k as mien kaam karta hun as lyee her bar mansoba bana ker kaam karna hota h.
      • #4 Collapse

        Re: Right time main right decision

        Forex trading mn yeh bahut he ehm bat ha k hmain right time pay right descion lena hota ha agr hun sahe time pay sahe descion lay letay hain to uska faida hmain profit ki surat mn milta ha aur agr ic k bar aks agr sahe time pay wrong yeni ghalt descion ho gaya to uska khamyaza loss ki surat mn bhugatna hota ha ic leay yeh bahut he zaruri chez ha k hum sath sath forex ki market ko monitor krtay rahain aur sath sath news aur events pay nazar rakhtay huay sahe time pay sahe descion lain ta k hmain zbrdast profit hasil ho.
        Kinza789 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Right time main right decision

          Gee haqn bhai forex mein kamyabi uss waqt hi milti hai jub hum apni trading mein right time per decisions lain gay aur agar hum forex mein kahin per decision lenay mein susti kertqy hain tou humain woh trade nahin lagani chahyea loss ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Right time main right decision

            G dear ap ki baat bilkul theek hai right time mein right decision forex business mein sab sy aham yehe hai kiun k forex business aik international business hai iss mein market ka koe PTA nhi hota k kab Kya ho Jaye iss liye hamain market ko study karna chahiye Orr sahi time mein trading karni chahiye tou hum zaroori kaamyaab hon gay
            • #7 Collapse

              Re: Right time main right decision

              g right time pe thee faisla karbna hi aqal mandi hai aur is tarah hi ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham mehnat se learn karain jis se hmain pata chale ga ke hmain kis point pe entry leni hai aur jab bhi hmain acha poiynt mile hmain foran enter hona chahiey agar ham us chance ko miss karain ge to bhi faeda nahi hai magar is mein ye hai ke hmain faeda tab hai jab ham achi earning ke liye emottions mein na hon ye na ho ke jan boojh ke entry dhondh laon aur loss kar dain to achi practice karain then tradding karian
              • #8 Collapse

                Re: Right time main right decision

                Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga Jee bilkul Hame right time par right he training karna chahiye aur is Main Jab Hame Pata Hoye ki market Hamare Haath Mein Hai To Hame Chahiye Hota Hai Kya mausi market trading ka shuruaat kar deta ke Ham thoda sa password ka market close kar de
                • #9 Collapse

                  Re: Right time main right decision

                  G ap ne ache baat ki Hai hmesha koi bhi kaam kren kamyabi tabhi hasil ho sake ge jab aap sahi waqat men sahi faisla kren ge kyun KY hmare galat Faisly se kisi ko fark nahi pare GA balky hmari apni zaat ko he us ka nuqsan uthana ho GA isi tarha forex men bhi kamyabi hasil krny k liye zaroori hai k sahi waqat aur sahi entry point ka intazar kr k trade lgae Jae ta k acha faida hasil Kiya ja sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: Right time main right decision

                    Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein right time mein write dicition Lena chahi Agar Hum right time mein right Faisla nahi Lenge to hum success nahi Jayenge isliye Humein chahie ki right time mein write kaisa laga na chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Right time main right decision

                      Assalamu Alaikum to all Pakistani members yeh ek bahut hi acchi baat hai aur hundred percent Sahi baat hai ki Forex trading mein right time par right decision Lena Ek professional traders ki shadi Hoti Hai Kyunki personal trainer pagal hote hain wo kabhi bhi loss per tension nahi lete aur naahi Aagra se Hote Hain Kamaal ke ho aur fir se single Hona Shuru kar sakte hain ke Desh Re laga ki wo Apne dost ko recover kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Right time main right decision

                        forex trading me hume right time per entry lene hoti hai jiase hi koi acha point ban jaye tu hume entry leni chahiye forex trading me hum har time trade nahi kar sakte q ke har waqat acha moqa nahi milta acha moqa kabi kabi milta hai hume ache moqy ka intazar karna chahiye or jub acha moqa mile tu hi trade karni chahiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Right time main right decision

                          Jee han market ki movement her waqt change hoti rehti hai aur market kisi ka wait nai krti jo right time pe right decision ly leta hai woh acha profit hasil kr leta hai apko market ko her waqt watch krna hota hai tah k jaisy hi achi entry mily time zaye nai krna chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Right time main right decision

                            G han ap nay theek kaha hai right time main right decision ager ap aysa karty hain to ap ik kamal kay trader hain or ye ap ki tradr kay oper nirbhar karta hai ap analysis karty hain or is ki bina per ap trade open larty jo log achy say analysis kar kay trade lagaty hai wo achy trader ban sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Right time main right decision

                              bahut acche information share Ki Hai Forex trading business Mein Hamein right time par right decision Lena Hota Hai Graham right time par right se Lene Mein Kamyab hote hain tu mere saal Mein Forex trading business Mein Hum Kamyab ho sakte hain aur acchi kren kamyabi tabhi hasil ho sake ge jab aap sahi waqat men sahi faisla kren ge kyun KY hmare galat Faisly se kisi ko fark nahi pare GA balky hmari apni zaat ko he us ka nuqsan uthana ho GA isi tarha forex men bhi kamyabi hasil krny k liye zaroori hai k sahi waqat aur sahi entry point ka hmain chahiye ke ham mehnat se learn karain jis se hmain pata chale ga ke hmain kis point pe entry leni hai aur jab bhi hmain acha poiynt mile hmain foran enter hona chahiey agar ham us chance ko miss karain ge to bhi faeda nahi hai magar is mein ye hai ke hmain faeda tab hai jab ham achi earning ke liye emottions mein na hon ye na ho ke jan boojh ke entry dhondh laon aur
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X