Forex Trading or Economic Calendar
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading or Economic Calendar
    Dear all Pakistan Forex Forum members Assalam o Alaikum, Dear jab k hum log forex trading ka business karte he, forex trading ka business poori Dunia me sub se bara or wseeh online business he is me poori Dunia k log attached he, Forex Trading k business k liye hamen daily basis per economic calendar ko dekhna chahiye kio k economic calendar k mutabiq News aati he or her Aane wali news ki date or time fix hota he, jab news aati he to market ki movements start ho jati he is liye hamen economic calendar ko dekhna chahiye. Agar hum log economics calendar ko dekhte rahenge to hum trading bhi easily ker sakte he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading or Economic Calendar

    G bilkul boht achi information di ap ne.economic calender ham ko hafte k start ma hi yani monday ko hi dekh lena chahiye es se andaza ho jata he k kon se din kon si market crunci zyada move kre ge or kis waqt kre ge.es hisab se apni trading stratigy bana len or pher daily basis pe bhsme ecnomical calendar ko dekhte rahen or us k mutabiq trade ma ehteyat kren or news k hisab se trade kren.good luck.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading or Economic Calendar

      G han agar thread creat karna ho to pahly topic decide karen us pe search karen kuch mawad akhatha karen phir thread creat karen taky apka topic mufeed ho jis se other member ko faida ho tab hi apko bhi faida ho ga aur thanks bhi milen gy jis ki waja se apka bounas bhi extra ae ga agar thread lagana ho to fazool na lagaen
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading or Economic Calendar

        g han dear friend main ap se mutafiq hun forex aik world wide business hae yani is main pori duniya se log kam karte hain is main hum part time bhe job kar sakte hain or full time bhe or trading kar ke ache earning kar sakte hain forex main trading ka depend economic calaender par hota hae q ke news economic calender se ate hae or news se market ke movement up or down hote ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading or Economic Calendar

          g biulkul ap sahi kah rhy ha forex par ham logo achi trading karna chata ha to ham logo ko chayai ka ham log economic calender ka sath attcahed raya is sa ham logo ko trading ma kfi zada help milti ha aur ham logo ko is sa market ko analysis karna ma asani hoti ha ku ka is par ham logo ko market ka bar ma news milti ha aur ham log forex par in news ko follow kar ka kafi achi trading kar sakhta ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading or Economic Calendar

            hamy experience ko best bana kar economy calender ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty ahin jhum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading or Economic Calendar

              forex ke karobar mein human economic calender ko use ker ke kam kerna hota he jis se hum achi earning kerty hoy kamyabi ka rasta asani se teh ker ke earning kert hein or apni needs ko pura kerty hein or kisi ke samny hath pelany se bach jaty hein forex aik achi soch or samj se chalay jay wala karobar he jis mein hum earning ke knowledge kerty hoy forex aik online karobar he
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading or Economic Calendar

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur mehnat wo cheez h jo hamain her mor per kamyabi dy sakti h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien acha kaam kern hota h agar ham as mien mehnat kerte hien
                tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko behter kaam kerna hota h
                aur ham tu ham as mien khud ko aik acha tajir sabit ker sakte hien as lyee mehnat kerna hota h aur ham ko khoob mehnat kerna hota h aur ham ko her bar bar kaam karna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading or Economic Calendar

                  ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai ghar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye kya mai Pakistan Forex Mein Soch Samajh Ke karna chahiye aur Hamein candles ko achi Tarah Se Yaad Karke trading Karni chahiye FIR Hum Jab Bhi Apna trade open Karenge to Hame Har trade Mein accha profit mil sakta hai thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading or Economic Calendar

                    forex aik international or kabe be katm na hony wala business hain hamy is mai trading karny ky liye phlay experience ko best banana ho ga hamy economy calender ko samjna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading or Economic Calendar

                      ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky economic calendar ko follow kar ky kam karna chahey pher hi ham successful ho skaty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X