acha teacher demo hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    acha teacher demo hain
    forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kam karny ke learning haisal karna chatey hain to hamy demo mai kam karna chahey demo hamy as a teadcher guide karta hain is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain demo acha teacher hain are you agree friends ???????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: acha teacher demo hain

    Dear brothers kese hain aap sab mere khiyaal main mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay hamain forex business k samajhny kay liay ik expert teacher ki zaroorat hay oar forex business main demo account ik bahot hi expert teacher hay hamain demo account say forex business ki strategy,market ka analysis oar forex kay helping tool ko use karna aata hay to demo wakahi ik achha teacher hay
    • #3 Collapse

      Re: acha teacher demo hain

      Damo account forex depend he damo account par krti hay new treaders ka lyis is ka reason ya hay kay jab b hum treading krta han ya koi b business join krta hein wo business forex ka he kun na ho hum ous business ki practice krta hein asa he damo account humay forex par treading ki practice ki facilites provide krta hay .
      • #4 Collapse

        Re: acha teacher demo hain

        Forex main kamyabi hasil karne k liye hamein experience our knowledge ki zarorat hoti hai our experience our knowledge hamein demo account se milta hai is liye hamein chahiye k hum apna experience our knowledge ko increase karne k liye demo account par practise karen our is main hard work karen hum jald hi forex main success ho sakte han
        • #5 Collapse

          Re: acha teacher demo hain

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tarik پيغام ديکھيے
          forex aik bohat bara business hain hum is mai agar kam karny ke learning haisal karna chatey hain to hamy demo mai kam karna chahey demo hamy as a teadcher guide karta hain is mai kam karny sy hamare learning mai azafa hota hain is mai kam karny ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain demo acha teacher hain are you agree friends ???????
          Assalamu Alaikum Forex trading ki taraf se Diye jane wala demo account Hamare liye ek teacher aur friend ka kaam karta hai agar Hum iske sath acche tarike se Chalte Hain To Hamein Kafi Jyada benefit Hasil ho Jate Hain isliye Ek news mahine ko Hamesha chahiye Ke Apna first month ka bonus Aane Se Pahle demo account par kaam karta Rahe aur yah samjhe ke usme maujud capital aapka real capital Hai tab hi wa Forex trading business ko acche tarike se kar payega
          • #6 Collapse

            Re: acha teacher demo hain

            Bilkul forex trading main knowledge r experience hasil krny k liy ziada sy ziada mehnat krny ki zaroorat hy r teacher ko chahiye k wo forex trading ka demo dy r accha learning kray take AP ko ziada sy ziada knowledge r experience hasil ho sky r AP ek accha trade kr k ziada sy ziada profit hasil kr sakain.
            • #7 Collapse

              Re: acha teacher demo hain

              dear ham log afer is ma kamayb hon chhahta ha ar is ka bara ma knowledge ar experience hasil karna chahta ha to hama chhaiaya ka ham log is mademo account use kara ar is ma ham log is ka bara am study karsakhta ha ar ya ik teacher ki tara han ham logo ko chahiya ka ham log is ma demo account ise kara ar is ka bad hi real account use karna chahiya ta ka achi earning kar lay
              • #8 Collapse

                Re: acha teacher demo hain

                g han bhai jan apny bikul thk kaha hy mn ap ki is bat sy itfak rakhta hn demo ka account bilkul real account jais ahe hota hy is ka fida ye hy k jb hm sy koi ghalti bhi ho jaee to hm ko loss nhe ata hy q k hm us py practice kr rahy hoty hn is liy hmko aik acha option mila hy demo ka hmko is py pori trah sekhna chahiy tahkah koi kami na rahy r agy ja k koi ghalti na ho real account mn is sy hm loss sy bach sakty hn
                • #9 Collapse

                  Re: acha teacher demo hain

                  Demo AccOunt Tamaam Traders K LiYe bhoT baRi Sahoolat Hai or tamaam traders Is main practiCe kaR k Kaafi achi TradiBg KaR Saktay hain Or BhoT Achi AmOunt Main ProFiT Bhi EarN kaR Saktay Hain isLiYe HuMen Koshish KaRNi Chaahiye k FoRex Main Agar kaamyaab hoNa Chaahatay Hain To Zyaada se zyaada MaRket Ko SamJhen q k iS Se Hii Kaamyaabi haaSiL Ki jaa Sakti Hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: acha teacher demo hain

                    G han dear friend demo ek acha teacher ha . New traders ko chahia ka wo apna trade demo account sa start karen . Kunka demo account ka benifit ya hota ha k agar ap sa trading ka waqt koi mistake hoti ha ya kisi waja sa ap ka account ban hi jata ha to is sorat ma ap apna real account log in karke un ghaltion ko madenazar rkhty hua ap achi trading kr skta han aur acha profit bhi earn kr skty han...
                    • #11 Collapse

                      Re: acha teacher demo hain

                      Jain bhajan Marathi teacher hai demo Jis Par Hum practice karte hain hamein chahiye kya Ham is Main Jab Bhi kaam Karen 2 demo ka use kar ke baad main isme posting aur trading Shuru karna chahie set Hamare experience main thoda Jyada Aisa Ho Jaye aur Hamesha mein aasani se karne karne ka mind bana le
                      • #12 Collapse

                        Re: acha teacher demo hain

                        demo acocunt sy hamri trading my bhot hi zeada lenring hoti hy jb ham shai trha sy ham kam krty h y jb hamri mhnat shai hoti hy to hm kafi zeada bhter ham kam kr sgty hy agr hamri trading my sahi ezafa hota hy to ham kafi zeada ham bhter ham kam kr sgty hy our hamri trading my kafi zeada hamay kamybi hoti hy
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: acha teacher demo hain

                          G gan dear demo sy he hm seekhty hn basics b trading b sb kuch agr hm usy apna teachr kahin to ye ghlt ni hoga islye koshish krin k us sy hmesha seekhty rhin q k jo b teachers k sath touch rehta hy wo kbhi b nakam ni hota
                          • #14 Collapse

                            Re: acha teacher demo hain

                            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein apna real trading account start krny say phly demo account zaroor use krein q kay ham demo account say apni galtyaan door ker sakty hain demo account say ham aik acha experience gain ker sakty hain demo account say ham aik achi practice lay sakty hain demo account use kerny kay baad ham real account main asani say kaam ker saky hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: acha teacher demo hain

                              bhai jan apki bat thk hy kforex kaily sab sy best hamra teacher demo bhi hy kun demo men ham jo bhi knowledge seehkty hain to hmen chye k ham ham usko apply kren to hmen demo kafi sara faida deta hy.islye hmen chye k ham demo ko bhhi apna teacher bnaen aor demo ko zyada sy zyada use kren.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X