Har kam me mahnat karna parti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har kam me mahnat karna parti hai
    har kam me mahnat karna parti hai koi b kam aisa nahi hai jis me mahnat na karna parti ho hum kisi b jaga chale jaye koi b kam hum kare hume us me mahnat karni hoti hai phr hume kamyabi milti hai forex trading me b mahnat hai jo banda is kam me mahnat karta hai wo kamyab ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har kam me mahnat karna parti hai

    G han bhai jaan ham as main agar mihnat se kam kare gee tu hi ham asmain kamyab ho sake gee aor hamen chahiy ha keee ham as main us wakat kam kare jab ham as main kamyb hone kaa dhan leen tu hi hamen as main mihnat karni ki aor kamyab hone ki kushsh karno ho gy tu hi ham as main kamyab ho sake gee
    • #3 Collapse

      Re: Har kam me mahnat karna parti hai

      As-salamu alaykum Doston Ki Baat Hai sahi hai ki Forex trading Mein Kamyab hone ke liye mehnat karni padegi aur Har Kaam Mein Kamyab hone ke liye Hamein mehnat karni padti hai lekin Baat ye hai ki mehnat karna to sahi hai lekin uske liye Agar Hamare Paas Koi Ustad Ho Gaya teacher ho to hame nahi karenge Aur sikhenge bhi aur Agar Hum Ustad Ke Pyar Karenge to Hame Na Tu kar rahe Honge lekin Is Tarah hum nahi khayenge Jis Tarah Ek professional traders sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Har kam me mahnat karna parti hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: HELP_ME پيغام ديکھيے
        har kam me mahnat karna parti hai koi b kam aisa nahi hai jis me mahnat na karna parti ho hum kisi b jaga chale jaye koi b kam hum kare hume us me mahnat karni hoti hai phr hume kamyabi milti hai forex trading me b mahnat hai jo banda is kam me mahnat karta hai wo kamyab ho jata hai.
        Hum koi bhi kaam Karen agar humne usme success Hasil karna hai to uske liye Humne Mahmood karne padegi Bina hardworking kiye Hum Kabhi Bhi successful Nahin ho sakte
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Har kam me mahnat karna parti hai

          Gee haan hum jo bhi kaam kerain gay uss mein humain mehnat kay beghair kamyabi milna namumkin hai au issi tarah forex mein bhi kaam kernay kay lye mehnat kerna zaroori hai aur aap jitni zayada mehnat kerain gay kamyabi bhi zayada ho gi aur kam mehnat per kamyabi bhi kam hi milay gi
          • #6 Collapse

            Re: Har kam me mahnat karna parti hai

            Ji bilkul Har kaam Mein mehnat karni parti hai mehnat ke bagair koi kaam nahi hota mehnat karne wala Insan hi Kamyab hai Forex maybe mehnat karne wala Insan Hei is business Mein Kamyab hai Agar Hum forex ko zada Se zada time Denge to is my Hamara hi fida hai
            • #7 Collapse

              Re: Har kam me mahnat karna parti hai

              g bilkul theek kah rahy hain dunay k koi b kam ho jab tak hum mehnat nahi karin gay tab tak hum kamyab nahi hun gay kyu k mehnat k bagir kuch b mumkin nahi hai forex main b hum tab he kamyab humn gay jab hum mehnat se kam karain gay is ko samjhain gay zada se zada time dain gay aur kbhi b mehnat zaya nahi jati hai hume utna he phal milta hai jitni hum mehnat karty haian.
              • #8 Collapse

                Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                koi bi kam ya koi bi business ho ya phir kuch bi ho us me mehnat to karni parti hai or time spend karna parta hai or phir result ane ka intezar karna parta hai yani sabar se kam lena parta hai so ap agar ye sub kar kar lete hain to ap ek bohat hi ache trader hain lakin agar ap sabar se kam nahi lete or jalad bazi karte hain to ap phir thori hi dair me forex se door ho jain gey or kisi bi kam me ap kabi bi kamyab nahi ho pay gey jub tak ap sabar se kam nahi le gey.
                • #9 Collapse

                  Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: HELP_ME پيغام ديکھيے
                  har kam me mahnat karna parti hai koi b kam aisa nahi hai jis me mahnat na karna parti ho hum kisi b jaga chale jaye koi b kam hum kare hume us me mahnat karni hoti hai phr hume kamyabi milti hai forex trading me b mahnat hai jo banda is kam me mahnat karta hai wo kamyab ho jata hai.
                  Assalamu Alaikum sab log hi baat ko jante Hain ke jo bhi mehnat karta hai kamyabi uske Kadam chumti Hai mehnat karne wala Kabhi Bhi Na Kam Nahin Hota aur Forex trading business Mein Maine Dekha hi nahi Naat kar raha hai Chahe Woh posting mein ho ya FIR pet open karne mein Kamyab nahi ho raha hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                    dear har kam ma mehnat karni hoti ha ar har cheez ma kamayab hona ka liya is ma mehnat ki zarort hoti ha ham logo ko is ma kmaayb hona ka liya is ma mehnaat ki zarorat hoti ha hama chahiay ka ham log is ma mehnaat kara ar jo log is ma mehnaat karta ha is ka is ka pal zaror milta ha forex iak international ar uniquar ar kabi bi na band hona wala business ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham mehnat krein gay tu hamein zaroor kamyabi mily gi mehnat main azmat hai baghir mehnat kay kuch hath nai atta ALLAH PAK kesi ki mehnat zaya nai kerta balke usko pora pora sila deta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                        G han bilkul hm koi bhi kam karain hmaien us main mehnat karni parti jai aur hm jitni zyada mehnat say kam karain gay utni hi hnari earning increase ho gi forex main hmaien mehnat say kam karna cahiyay aur jitna ziyada ho saky forex ko time dain ta ky hnari earning bhi increase ho aur hm kamyab ho sakien
                        • #13 Collapse

                          Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                          G ha is bat me koi shaq nhi k her kam me kamyabi k lei mehnat kerna oer ti he chahyi wo kam bara ho ya chota us me kamyabi chahyi to app ko zayada mehnat kerna pere ge ager app mehnat nhi kere ge or kamyabi k myntazer hoge to app ka intezar kbi nhi hatam hoga is lei mehnat kerna na chore
                          • #14 Collapse

                            Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                            g han kisi be kaam ko succde tak ya kisi mukam tak la ka janya ka iea oss ma merhnaat or koshesh krna bohat zarori ha isska lia bohat zada stuggle krna ki zarorat hoti ha or hmmya apnna kama sa lagan or payaar ki zrorat hoti or stuggle ki bo0hat zada zarorat hoti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har kam me mahnat karna parti hai

                              jio bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hai Har Kaam Mein mehnat karna padta hai Hamein isme mat karna chahiye aur ismein Lagi se kam karna chahiye Agar Hum mehnat Karenge to Hamein kuch Hasil hoga please thanks for on my replay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X