Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?
    Learning traders kesi be time start kar sakty hey agar learning Forex business key basic knowledge ko hasil karny key bad agar start ki jaye to ham learning ko kam time me aur asani se kar saken gey, without basic knowledge key kabi be traders asani se learning complete nahi kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

    Forex trading ki basic ko learn krna tu boht important hai kionkeh agr base hi achi nai hogi tu aap agy nai barh sakty 1st step basic knowledge ka hai phr next step experience ka hona chahiye tah k knowledge aur experience dono complete hon phr aap kamyab trading kr sakty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

      Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein learning start karne ka sabse Pehla step knowledge hi hai Kyunki Agar Hamara knowledge aur experience achha hoga toHum Kamyab ho sakte hain Agar Hamari Bass achchi nahi hogi Toh Hum Kabhi Kamyab nahi ho sakte isliye Humne apni bass learning ko sikhana bahut zaroori hai phir he Ham trading Karke a acchi earning Hasil kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

        Sb sy pehly basic knowledge zaruri h, us k baad practice krni chahiey ta k apny learn ky gy knowledge ko practical mn shift krain. Wqt k sath sath traders jo kuch seekhta h to uski skills mn bi izafa hota rehta h. Trading mn bi behtri a jati h. Jb real trading pf jain to us sy pehly basic learnin aur practice ka hona zaruri h
        Just view ???, Like kon kry ga???
        • #5 Collapse

          Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

          assalamu alaikum bhai jaan Agar aapko learning karni hai tu Pehla sirf Yahi Hona chahie ki aap isme mind ko fresh Rakhe to hi aap learn kar Payenge Kyunki Agar mind fresh Hota Hai To Har chij aasani se samajh mein aa jata hai
          Visit My Profile
          • #6 Collapse

            Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

            bro sab se phaly lernings k liye hamra step demo account hona chaiye jab hum is main new ate hein tu hume kuch be pta nai hota is main kese kam kiya jata ha agr hum phaly demo account main practice krein gey tu phr real account main asani se kam kr sakte hein
            • #7 Collapse

              Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

              Ji haan foRex Main KaamyaaBi Haasil KaRnay k LiYe ZarooRi Hai k Leraning kaRnay Se PeHalay FoRex MaRket k Baaray main Samjhaa Jaaey Q k MaRket Ko samajhna bhOt zaroori Hai or aGar HuM maRket ko Achi Tarha samajh LeN to huM FoRex main Bhi Kaamyaabi Haasil KaR Saktay Hain or Learning Bhi Start KaR sakTay Hain...
              • #8 Collapse

                Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

                Learning start Karne Se Pahle Ka step ya Hona chahie Ke Jo Bhi is business mein hai usse aap Mashwara Denge learning start karne se pahle aap is business ke kisi bhi member se Mashwara Le Legi Tu Ja Jyada beta hoga woh aapko Bata Dega ke is business Mein ya hota hai Humne Is Tarah Se Kam karna hota hai FIR aap ko pata chal jayega ki aap ya business kar sakte hain ya nahi
                • #9 Collapse

                  Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

                  Learning Shuru karne se pahle agar aap Kisi Se Mashwara le lenge To Yar aap ke liye Jata beta hoga is wajah se aap Kisi Aise Bande se Mashwara Ne Jo ke is business ko kar raha hoon hua aapko Sahi Gade kar Dekha aap usse sab kuch puchne ke kya karna hota hai ki aap ko pata chal jayega ki kya aap is business ko Kar Bhi Payenge ya nahi Is Tarah aap Jyada fayde Mein rahenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

                    forex ko learn karne se pehle zarori hota hai k ap forex se pehle satisfy ho jain ku k jub tak ap forex se satisfy nahi hon gey tub tak ap achi tarah se forex ko learn nahi kar sake gey so ap ko chahiye k ap agar forex ko achi tarah se learn karna chahte hain to ap ko forex se satisfy ho jana chahiye ta k ap achi tarah se forex ko learn kar sake or phir forex me kam kar k earning kar sake or forex me jald hi kamyab ho sake or sabar karna zaror seekhe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

                      Dear friend Forex trading business Main Agar com yob Hona Chahte Hain To sabse pahle basic learning Karen uske baad demo account bana le demo account mein practice Karen job thoda experience housing Ho Jaye uske baad real Mini account bana le baaki ki practice usme karanja Mukammal experience Haseeb Ho Jaye tab BS standard account mein kaam Karen...
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

                        Kaam ko sikhane se pahle aap ko chahiye ke is AAP YouTube par pahle search karle thoda bahut ke yaha Hai Kya Cheez Kya Aap isko Kar Bhi paein Ge ya nahi kya aap isko time de paenge ya nahi Yeh Sab dekh le phir uske baad aap apne kaam ko proper seeken agar aap isko karna chahte hain tu kaam ko sikhana bahut hi Jaruri Hota Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning start karny se pehly ka step kia hona chaye?

                          Learning asa amal hay jo forum mein kam krny kay liay bht ziada zrori hay agr ap kam ko achy sy sikhein gy nhi to ap apna kam ehsan tariqay sy sr anjam bhi nhi dy skty.Is liay apny seniors sy mashvra krein postings krein takay experience hasil ho or ghltion kay chances km sy km hn.Ap ko trading mein ksi loss ka smna nhi krna pry.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X