Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..
    respected members mainy taqrebn ye observe keya hy q k new hun abhi experience ni hy to basic wja yahi hy is k jb b mn trade lgata hun jis point py agr market wahan ruki thi ya sell ja rhi thi mainy sell ki trade lgai wo buy chli gae usi trah agr biy ki lgai to wo sell chli gae mujhy aisy lgta hy k sirf mery wait min thi marmet k against jaun is k..lekin ye mera wehm hy q k lack of experience ki wja sy hy ye mazeed mehmt ki zarurat hy ap kia kehty hn??;
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

    Dear brother aap theek kehty hein yeh hum sb k sath hota hai aisy lgta hai market hamein loss k liye move krti hai hum jaisy hi koi order place krty hein sell ki ya buy ki market foran hamary against ho jati hai asal mein hum market ka analysis nahi krty aur hum trend k against trade open kr dety hein jiski waja se yeh sb kuch hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

      Bhai esa nai hota hai agr ap k sath esa ho rh ha tu ap ko experience ki kami hai ap is main menat krte rhy daily chart analysis ko fallow krein lose se bachna h tu phr is main zada se zada menat krna chaiye demo account main daily analysis ko dekhna chaiye ye important hai hamre liye
      • #4 Collapse

        Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

        Hahaha brother ye sirf ap ka problem ni a ya hr us bandy ka problem a Jo sirf ye dekhta a k abi kafi movement o gai a ik side pr to ab doosri tarf gy ge Jb Ap ka experience ni hota aur Ap begnir hoty hain to ehsa he hota a.
        Ap Jb b trade trade lgay to Anylsis k sath he b note rakhy k trend change huwa a ya ni Jb tk completely trend change na o trade Na lgay to phir kbi b Ap ko ye problem ni ay ga
        • #5 Collapse

          Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

          dear aksar aisa un logonk sath hota hay jo markeet ko aik khail samjh kr kaam krtay hain agar hamaray pass acha knowledge hay aur experience hay to hamko aisa honay ka koi khatra nai hay agar hamara knowledge prfect hay to ham us pair main kaam karaingay aur aisa phir nai hoga k ham buy karain aur markeet sell main chali jayege aur agar ham hamaray knowlegd k hisssaab say kaam nai karaingay to hamaray ult markeet moove karaige.
          • #6 Collapse

            Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

            Apki bat thek ho gi asal mn har trader ki yeh soch hoti ha k jb bhi wo koi trade lgaye to uski favour mn market move kray agr buy ka order place kea ha to market up jaye aur sell ka order lgaya ha to market down ay lekin aksar aisa nai hota jb hum baghir analysis k tukkay pay trade lga letay hain so apko chaheay k analysis kr k trade lgaya krain phir umed ha aisa nai ho ga
            Kinza789 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain or is business mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

                agar forex mermet main koi b new new aata hain tu un k sath asa he hota hain qk merket main buy sell and merekt k chert ka thek tara new trader ko pata nhe hota hain new trader bas apni trading main buy and sell laga dete hain and apne mind say he forex merekt ko move karte hain apne profit main jis say merekt humhain loss de deti hain mereket ko merket samjhna lazmi hain is k bina kaam nhe hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

                  forex mai hum buy or sell ka order laga kar bonus gain kar sakty hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hamy market ke movement ko dahk kar is mai order palce karna ho ga forex aik bohat bara busienss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                  • #10 Collapse

                    Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

                    dear waqee aisa sub k sath hota hy or new treders ko to lazmi loss lna preta hy .k new treders k sath aisa hi hota keh wo ager sale kerty hein to market buy kerti hy or ager wo buy ker lin to market cel ker deti hy yani wo smjhty hein k market unk hi against jaa rhi hy .lekin aisa her gizz ni hy iss mein hmari mistake hoti hy jis ki wjaa sy ham khd market k against chlyy hein .iss scondition mein loss hi hota hy ager ham trding ko smjhny mein ghlti krein to//,..
                    • #11 Collapse

                      Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

                      forex aik legal business hain hum is ke market mai sell or buy ka order palce kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat acha business hain hum ar mai barth kar is mai kam kar sakty hain forex aik unique businss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mn sell krun to market buy ya mn buy krun to market sell ..

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayaz khan پيغام ديکھيے
                        respected members mainy taqrebn ye observe keya hy q k new hun abhi experience ni hy to basic wja yahi hy is k jb b mn trade lgata hun jis point py agr market wahan ruki thi ya sell ja rhi thi mainy sell ki trade lgai wo buy chli gae usi trah agr biy ki lgai to wo sell chli gae mujhy aisy lgta hy k sirf mery wait min thi marmet k against jaun is k..lekin ye mera wehm hy q k lack of experience ki wja sy hy ye mazeed mehmt ki zarurat hy ap kia kehty hn??;
                        Jo Ham trade open karte hain aur Bade aur aaj ke Darmiyaan Jo difference hota hai vah Hamein Commission par karne padti hai jo ham broker ko Dete Hain aur ye farak Hamesha hota hai isliye iski tension Na Le
                        FRD 07 TRADING JOURNAL

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X