Step by step learning ka kia matlab hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Step by step learning ka kia matlab hay?
    Forex forum me ham step by step learning ka mashwara ham new members ko dety hey ye step by step learning kesy possible hay es ko discus karna zarori hay,

    New traders ko Forex se related knowledge aur learning karni chaye es key bad trading ki practice me es knowledge ko use karny ki koshish kanri chaye aur last step hay es knowledge aur trading practice me jo koch new traders learn karty hey es ko real account me apply karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

    Forex m step by step learning un k liay zrori h jo naye user hein .Ya treading m new hein.Un k liay senior members yhi mshvra dty hein k vh phly demo account pr ziada sy ziada learning krein .Apna ziada sy ziada wqt forum ko dein.Is sy in ko experience ziada hasil ho ga js ka faida yh ho ga k km mein nauksan km ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

      G Han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa he Hai new traders ko market ka zayada andaza nahi hota is liye unhen real trading men jald bazi nahi krni chaheye balky unhen step by step learning par focus Krna chaheye aise wo bohat Kam time men bohat acha learn krny men kamyab ho sakty hain is k ilawa new traders ko learning k saath saath practice ko bhi proper time dyna chaheye ta k acha experience hasil Kiya ja sake aur trading ko kamyab bnaya ja sake.
      • #4 Collapse

        Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

        Step by step learning ka matlab hai kay hum forex ko aik tarteeb sae seekhain yeh mna ho kay humain forex kay baray mein pata hi na ho aur hum iss mein invest ker kay trading shru ker dain tou yeh learning nahin hai balkay yeh tou aik risk hai
        • #5 Collapse

          Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

          Forex mein cheezoun ko tarteeb sae seekhnay ko step by step learning kehtay hain aur learning kerni hi step by step chahyea kyun kay iss sae humain zayada faida hota hai aur humain her kaam ki samajh bhi achay sae hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

            dear forex member step by step learning ka matlab hai k forex ko start se learn kiya jae matlab ye k pehle basics phir mazeed information about trading phir practice aur us k baad realk trading jo nlog in steps ko follow kr lyn ge un k liye trading ko successful bnana aur ache earning ko possible bnana asaan ho nae ga aur wo expert traders ban saken ge.
            • #7 Collapse

              Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

              dear bilkul step by step learning karni chahiey es tarah hum acha knowledge hasil kar saktay hain dear sub se pehlay ap ko forex ki basic learn karna chahiey os kay bad kuch knowledge hasil karay or os knowledge ki help se demo account me practice start karay jub ap ko success milay gi to sath me exprience ana start ho jaey ga jis ko ap real account me use kartay huey profit earn kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                Dear jb kisi new member k pas forex ka knowledge nahi hota tu usko pehly forum pe posting krni chahiye ye uska 1st step hai phr sath sath demo pe practice krein is tarah unko aik jaga se knowledge milega aur dosri taraf experience hasil hoga is tarah woh step by step apni learning ko complete kr sakty hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                  dear pakistan forex forum main bohat se new member aa rhy hein un ko chaiye k is main zada se zada lernings krein ur senior member ko fallow krein is main menat se hi kameyabi milti ha lernings hume step by step krni chaiye phaly demo use krein
                  • #10 Collapse

                    Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                    g han bhai jan ap bilkul thk kah rahy hn mn ap ki is bat sy itfak rakhta hn learning forex ka pahla step hy is k bad bnda koi kam kry to kry r mery khyal mn steep by step learning ghaltyon sy he hasil hoti hy bnda ghalti krta hy phr us sy sekhta hy phr koi ghalti krta hy phr us sy sekhta hy is trah krtkrt wo expert ho jata hy baki kuch nhe rahta jis py koi ghalti ki ja sky
                    • #11 Collapse

                      Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                      hamy learning py zada tawajo dene chahey hamy demo account mai practice karne chaey or hamy real account mai kam karty wakt be learning ko corna nahi chahey pher he hum kamyabe hasial karty rahy gy forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik world wide or legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                        Step by step ka booht sary fawaid ha kun ka agr band step by step learning kara ga to woh hr situation ko handle kr la ga or woh is tarah say jo mehnat kara ga woh fazool main waste nai ho gi or woh kamyabi ki taraf purzoor bharta jay ga jis say woh trading main highest post hasil kr la ga or kamyabi us ka kadam chuma gi
                        • #13 Collapse

                          Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                          Dear brother step by step se ye matlab he k jaise jaise aap trading me kaam kerte rahte he to aapko step by step learning ko improve bhi kerte rehna chahiye jis se hum log achi learning haasil ker k trading me run ker skate he acha trader wohi hota he jo achi tarah learning haasil kar k phir trading me investment karte he or market ko analysis kerte rehte he.
                          • #14 Collapse

                            Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                            Jihad dear aap bilkul theek keh rahe hain main aapki is Baat se tafik Rakhta Hoon learning Forex ka pehla step Hai Iske bad Banda koi kaam kare to Karen Mere Khayal Mein step by step learning galtiyo Se Hi Haseen Hoti Hai Warna Galti Karta Hai FIR usse sakta hai FIR Koi Galti karta hai par usse Sakta Hai Is Tarah Karte Karte toh expert Ho Jata Hai Baki kuch nahin Rehta Hai Jis Par Koi galti ki Ja sake agar aap apni Galti karte hain aur usko sikhate Nahin Hai Ya usko Sahi Nahin Karte To Yeh aapke liye Ye office se kuch nahin fir se Sakte nahi aap Aage Ja sakte hain isliye Jahan Aap Ki Galti HO usko aap apni Galti ko Sahi Karen Taake Dobara ya Galti Na Ho tabhi aapko isse main fayda hai thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Step by step learning ka kia matlab hay?

                              As ka matlab h k ham aik sath seekh nahi sakte hien aur na hi aik din mien seekh sakte hien as lyee hamain agar ham as mien kaam kerte hien aur agar ham as ko seekh lete hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien as lyee ham ko as mien her bar seekhna hota h aur ham ko as mien her bat ko seekhna hota h jab ham as mien seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as ko seekhna zarori h aur as mien ham ko her bar seekhna hota h aur ham ko khud k lyee acha mustaqbil hasil karna hota h as lyee din rat kam karna hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X