New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New Trader Pehle Learning Par Focus Karen
    Forex main new trader bahut ziyada excitement main hote han our kehte han k hum is main jald hi achi earning hasil kar sakte han our kuch hamare new members aise hote han jo k earning k chakar main beghair experience our knowledge k trading laga dete han our loss kar bethte han to in ki mukamil mehnat bhi waste ho jati hai to is liye new trader ko demo account par practise karni chahiye jis se woh acha experience our knowledge hail kar k achi trading kar sakte han our acha profit hasil kar saktwe han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

    G baai aap nay buhut acha mashwara dia hay new traders ko agar new traders apna experiance our knowledge gain karnay k baadh he trading karay tho wo buhut faiday may rahangay kionka ye buhut complecated business hay our is may aap kise pair ke movement no jaldhi nahee samajh sakhthay is liay agar hum pehlay kise pair ke movement ka knowledge hasil karay tho per os par trading karnay may be asaani hoge.
    • #3 Collapse

      Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

      Haan jee mere bhai nay bahot theek baat ki hay Mere khiyaal main new members ko sab say pehly apni tawajja learning pe deni ho gi forex business ko samajhna ho ga es main mehnat karni ho gi moko analysis karna ho ga oar in sab cheezo kay liay ziyaada mehnat ki zaroorat hay
      • #4 Collapse

        Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

        Dear brother ap ne bahut achi bat ki hey forex trading men kamyabi k liay pahlay iss ki achi learning bahut zaroori hey aur iss k liay 6 months tak sirf forum pe posting k zariay acha knowledge aur learning hasil karen aur phir 6 months demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen tu zaroor kamyabi milay gi
        • #5 Collapse

          Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

          G Han bilkul theek baat ki hai ap ne aisa he Hai forex men kamyabi k liye new traders ko koshish kr k apni learning aur experience ko acha bnana chaheye bohat sare new traders jald bazi men account wash krwa lyty hain aur phir ye sochny Beth jaty hain k ye business Un k liye theek nahi hai aur phir kaam krna band kr dyty hain khud ko aisi situation se bcha r k liye new traders ko chaheye apni learning aur practice ko pehle strong bnae us k baad real trading krny ki koshish kren.
          • #6 Collapse

            Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

            G ha new trader s ko me b yhi mushwara dena chahiga k wo pehle learning per focus kere jub achi terha wo knowledge gain kere experince ajai tub wo loss or profit oer focus kere rub unto ye pata ho ga k hum kis janib berh rehe he or humain kia kerna chahyi
            • #7 Collapse

              Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

              g han dear sai kha ha k jo new member ha vo phely lerarning par focus kary keo k new member ko kuh pta nh hota k forex kiya ha bs account bna k shoro ho gae is liya unhain phely learning par focus karna chahye
              • #8 Collapse

                Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                g dear ap ne ache baat ki hai new members ko hmesha chaheye k sab se pehle apni learnin g ko ziada se ziada strong bnaen kyun ky forex men kamyabi hasil krny k liye forex ki basics ka pata hona bohat ziada zaroori hai kyun ky hmari practices ka daromadar hmari learning poar he hota hai jitni ache learning ho ge utni ache practice ho ge aur utna he strong experience ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                  dear new tradrrs emotion greed or over smart bannay kay chakar me loss kartay hain new traders ko samjna chahiey kay wo forex market ki learning kiey begair knowledge hasil kiey begair or expriece hasil kiey begair success nehi ho saktay hain ho sakta ha kuch trades start me tukay se profit me chali jaey par consistent profit earn nehi kar saktay hain os kay liey knowledge or exorience ki bohat zyada need hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                    G han dear ap ki bat thek hy...new traders ko kbhi b learning k bagjair trade ni lgani chahye ni to sirf loss he hoga or account wash ho jay ga islye koshishh krin k ziyada sy ziyada knowledge hasil krim learning krin us k bad he trade lgain
                    • #11 Collapse

                      Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                      yes dear aik new trader leay sab sy pehly step forex ko learn karna hona chaheay hamry jitny7 bhi new trader aty hain forex market main un ko jaldi hoti hai kham ziada say ziada earning kar k rato rat rich ban jain jab k unka khuab pora nahi ho pata ager jitni khyal wo earning ki tarf karty hain utna khyal wo learning ki traf karain tu wo jaldi forex main success hasil kar sakty hain is leay first learn then you can earn.
                      • #12 Collapse

                        Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                        Jiyo Sar aapne bilkul theek kaha hai gram Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Aur Hum junior Hain tu hamesha hi kya mai bahut hi jyada learning Karni chahiye Agar hum bahut jyada learning Karke kaam Karenge to Hamein Pakistan Forex mein bahut jyada knowledge mil sakta hai aur usme knology chahiye hum bahut accha Prophet Hazrat kar Payenge thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                          g bahi ap bilkul thk kah rahy hhn mn ap ki bat sy itfaq krta hn aksar new log jo forex py kam krny aty hn wo leearning ki bjaey earning py focus krty hn jo k bilkul ghalt hy agr un ko forex k bary mn koi ilm na ho ga to zaahr hy k loss uthaeen gy q k forex py ghalti maaf nhe ki jati is py kam krna bht he mushkil hy is liy un ko chahiy k wo pahly demo py apna practice krn
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: New Trader Pehle Learning Par Focus Karen

                            yes,dear is baat main ki shak nai hay k new traders ko sab say pehlay markeet k baray main jankaari hasil krna sab say aeham hay agar ham markeet k baray main kuch jantay he nai hain to ham us say kuch hasil kaisay kr sakaingay aur agar hamko yeh bhi pata nai hay k ham nay is main kaam kasiay krna hay tab bhi ham is main say kuch bhi hsail nai kr saktay hain is liye sab say aeham yahi hay k ham earning k liye kuch bhi jaldi na karain aur jitna ho sakay apna focus is ki learning pay dain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X