forex mai lalach hamara sub sy bara dusman hain agar hum lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим