Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat
    Apko bus aik achy dmagh ki zaroorat hy k ap is main kis tarha sy earning kar sakty hain is k liye ap ko bhi buhat mehnat ki zaroorat hy phir hi ja kar apki kamyabi k chances ziyada ho sakty hain
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

    G bhai jan ap theek kah raha ha mehnat k bagar to insan kuch b nahi kar sakta aur forex ma kamyabi hasal karna ka laya hma bhot mehnat karna parti ha aur phr ja k hm trading ma kamyab ho sakta ha is k lya jasa ap farma raha ha k acha mind ke zarorat hoti ha aur ma samjta ho acha mind aur positive mind ke b zarorat hoti ha
    • #3 Collapse

      Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

      g han dear friend trading karte waqt aik ache mind ho jo apne greedness,emotions,par control kare or sabar karne wala ho agar kisi bhe members ke pas esa mind hae wo kamyab hae forex main wo new strategy apnata hae or positive trading karta hae or positive result bhe ata hae
      • #4 Collapse

        Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

        G han traders ka mind behtar hona chaye aur traders ko mature hona chaye, agar mature mind key sath market me trading ki koshish ki jaye to risk ko traders manage karny ko tarjeeh den gey, otherwise agar trading ko easy samj kar ki jaye to traders ko es ka bahot zeyda hi nuksan ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

          Ji haan bhai jaan Aap Ne Mere Ko thik ka Hamein sirf ek acchi mind Kidhar hota hai agar Anand Mein Nahin ho toh amphoric Mein kaam nahi kar Sakenge thoda sa kaam karne ke liye mind ki bahut zaroori hai isliye main chahi Keesara 2017 mehnat Karen aur connected Apne thanks for this question
          • #6 Collapse

            Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

            hum forex main mehnaat karta hain tab he humain iss main achi earning hoti ha humain chiaye k hum iss main apna aik achy mind sy iss main inter ho thky humain iss main kamiyaabi mil sakiye humera pas iss main jab acha mind ho ga tab he hum iss main achi planning kar k achi streategy kah use kar k iss main kam kar sagta hain or success be tab he hasil kar sagta hain
            • #7 Collapse

              Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

              G han dear bahut achi bat share ki hai ap ne forex main achi kamyabi hasik karne k liye ache mind ka hona bahut zarori hai is liye business main apne mind ko positive rakhna chahiye our business main work k sath rest bhi bahut zarori hai is liye apne mind ko fresh rakhna bahut zarori hai our fresh our active mind k sath hum acha work kar sakte han our achi earning hasil kar sakte han
              • #8 Collapse

                Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                forex aik online business hain hamy is main achy or fresh mnd ky sath is main trading karni chahey pher hi ham is main successful ho sakty hain is main hamara koi be boss yai teacher nahi hita is main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham gar beth kar is main kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                  forex online busniess hain is main achy mind ki zarorat hoti hain and achy mind k sath kaam kia jy tu pher acha profit mil skta hain warna kuch nhe mil skta hain teacher ka hona bhot he zarori hain qk start main kuch samjh nhe aati hain forex trading ki mind b thek tara work neh karta hain par time k sath sath mind acha ho jata hain learning main
                  • #10 Collapse

                    Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                    Dear brother online busniess min achy mind ki zazort hoti hay q kha busniess min mind ka honay bahot zarori ha agar bandy ka mind achy ho ga to banda otna zeyhad busniess kary ga jitana zayhad bunies otna parafit
                    • #11 Collapse

                      Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                      hain aur free baithane se kuch nahi milta jab ke hamein kuch na kuchmehnat karte rehna chahiye aur mehnat se hum kamyab ho jayenge aur ab to hamein demo par bhi practice karni chahiye kyunki demo se hamein market kaAapne bilkul theek kaha hai hi ke hamen posting gari rakhni chahiye kyunki ab waqt hai aur hum free andaza hoga ke market kis trend mein moon kar rahi hai aur market apni Kya position mein hai isliye hamein posting bhi karte Rahe aur demo par bhi kaam ker rahi hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                        haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha Hai Hamein sirf ek damage ki jarurat hai hamein chahiye kya main is Samay Mein Naat Karen Kyunki Mein Naat main Azmat hai agar Hum mehnat Karenge tour Main Ab mat Milega nahi karenge to kuch bhi aap se nahi hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                          Assalamualaikum dear forex member aapne bilkul sahi kaha hai ki Hame sirf ek Achchhe mind ki jarurat hoti hai agar Hum accha Sochenge to achha Hoga Bura Sochenge To Bura Hoga isliye hamein chahiye kya Hame Ek Apne mind ko accha Karen tho acha hi hoga
                          Visit My Profile
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Bus Aik Achy Mind Ki Zaroorat

                            Forex Trading me wohi kamyab hota he jo apne mind ko hamesha positive rekhta he or behter soch k sath trading kerta he kio na usko trading me loss bhi ho reha ho lekin wo apna kaam jari rekhta he agar hamara mind hi negative hoga to hum log kabhi bhi business me kamyabi ki taraf nahi barh sakte.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X