Learning mistakes se be ho sakti hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning mistakes se be ho sakti hey
    Learning stage me har traders se bahot zeyda hi mistakes ho sakti hey agar traders apny mistakes ko analysis kar key learning start karety hey to es se behtar learning wo kahi be nahi kar sakty hey, mistakes se jo learning ki jaye es ko me es ley best samjta hon key key mistakes ham practical kar lety hey aur learning ki waja se esy mistakes ko control be asani se key ja sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

    G Han friends bilkul thek bat hai humain apni mistake se learning krni chayie mere khyal se Ap Apni mistake se achi learning hasil kr sakty hai
    • #3 Collapse

      Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

      Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut achi baat share ki hai Mere Khayal Mein Koi Bhi kaam learn karte hain to use to run mistake hoti hain aur unhi mistake se Insan sakta hai ISI Tarah Se Hi usko uska Mein Express Hota Hai hi aur Waqt Ke Sath Sath Hua Ek accha Karigar ban jata hai Forex trading main bhi aise hi Hai Jab Hum starting mein Main lunch kar rahe hote hain to Hamein Kafi loss hota hai uss Lo Se Hum sikhate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

        dear ye esa business hai jis main hume apni mistake se hi zada knowledge milta ha is main hume lernings krni chaiye ur apni choti se choti mistake ko be lazmi fallow krna chaiye ye important ha hamre liye hume is main daily analysis ko fallow krte rehna chaiye ur lernings ko khabi mis nai krna hota ha
        • #5 Collapse

          Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

          bhai is main ap se mistake ho sakti ha hume is main khud hi apni mistake ko sahi krna hota ha hume is mai nsab se zada demo acccount main kam krna chaiye demo account hi hume sab se zada experince ur knowledge data ha market ka
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

            Yes ham as mien learning ker sakte hien aur ham as mien apni mistakes kaam ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar jo traders shoro mien apna practice kerte hien aur jo demo account astmal kerte hien tu as mien ham kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien khud k lyee aik acha mustaqbil hasil karna hota h jab ham practice ker lete hien tu ham as qabil ho jate hien k ham kamaee ker sakte hien aur as mien behtreen mustaqbil hasil kar sakte hien as lyee as mien khud k lyee kaam karna hota h aur kamaee karna hota h aur kamaee karna hota h as lyee as mien behtreen kaam karna hota h aur as mien koshesh karna hota h.
            • #7 Collapse

              Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends learning hamari mistakes say bhi ho sakti hain hamari galtyaan he hamari sabsay bari ustaad hai jab hamari aik dafa galti hoti hai tu ham samjh jaty hai konc glti hoi tu ham apni galti door ker dety hain friends hamein galtyoon say he seekhna chy.
              • #8 Collapse

                Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                g han aghr hum apny loss hony k bad apni leraning kar len tu hum ayse he apny boht se points ko sikh skty hain tu hmain chahye k jub hmain loss hota hai tu hmain apni leraning par pahly sez yda focus krna chahye q k jub hum leraning par dehan dety hain tu he hum apni trading ko bahtr kar skty hain or es k liye hmain hard work krna hoti hai es liye loss se sikhen or apni galtiun ko sodharen ap apni trading achi kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                  Gee haan aap ki baat theek hai forex mein agar him koi mistake kertay hain tou humain unn mistakes ko darguzar nahin kerna chahyea balkay humain chahyea kay unn mistakes ki wajah talash kerain aur koshish kerain kay dobara hum woh mistake na kerain ta kay humain loss na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                    g haan bhai jan wo tu ap ki bat sahi hai likn hame as main mistakes se bchna chahiy aor as main hame learning karte rihna chahiy hai aor as main se earning karna hai tu aor as main ham jab tak kis bhi chez main kam nahi kare gey aor us ke bare main ham experience hasil nahi kare gey tu tab tak ham as main kamyab nahi ho sake gey as liy ham ko chahiy hai kee ham as main mihnat bhi kare aor ham ko chahiy hai kee ham as main har chez ko as main learning kare tu hi ham as main kamyab ho sake gey aor ham ko chahiy hai kee ham as main ache se bhi kam kare aor ham ko as main dil se bhi kam karna ho gaa tu hi ham as main se earning karne main kamyab ho sake aor ham ko as main har hall main experience bhi hasil karna chahiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                      g han bilkul dear forex main kamyab trader wo hota hae jo apni mistakes se seekhta hae q ke unhe mistakes main he hamare kamzoriyan hote hain jin ko hum learn kar sakte hain or forex main hamen apni galatiyon ko nazar andaz bilkul nhe karna cahiye q ke yehi chote chote mistakes se he hamen bara loss ho sakta hae
                      • #12 Collapse

                        Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                        Jee han friends jab b hum treading krta hein tu humay say b bhoat zydia mistakes ho jati hein asa mein humay chyia kay hum apni mistakes ko analysis krain ta kay treading mein mistakes hum say repeat na hun or next time hum successful rahen treading mein humay apni mistakes ko remove krna chyia .
                        • #13 Collapse

                          Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                          G han bilkul mistakes say learning ho sakti hy or wo log hamesha nakam hojaty hyn jo apni mistakes say learn ni karty or apni mistakes pay pardy dalty hyn agar wo unko apny seniors say share krein to wo bahot kuch learn kar sakty hyn but aksar new traders esa ni kartay
                          • #14 Collapse

                            Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                            Nahi asa nahi hota k forex market mai learning mistaker sey krey. Forex bohat risky business hai. Es business mai mistake sey learn krney sey ap expert trader nahi ban sakty ho. Agr ap es business mai expert trader bana chahtey hai tou phr es market ki proper learning krna hai.tou ap es mai expert trader ban sakty ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learning mistakes se be ho sakti hey

                              Dear mere Khaiyal se ju apni mistakes se nhi sekhta Wu kbi bhi kuch nhi sekh sakty hain kuin key insan ki sab se bara teacher us ki ghltiyan hi hoti hain esliye apni mistakes se learn. Karen ur apni mistakes ko repeat bhi na karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X