Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna
    Hamein chahye k trading k doraan chahy loss ho ya profit apni feelings ko control mein rakhna chahye agar profit mily to zyada excited ho k next trade galat opan nhe kar deni chahye aur loss pe dis.heart ho k trading ko chorna bhi nhe chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

    Dear brother forex trading men agar kisi ko acha profit milta hey tu woh over confidence ho jata hey iss liay forex trading men agar profit mila hey tu next loss bhi ho jata hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur apni feelings ko hamesha control men rakhen tu phir hi kamyabi mil sakti hey
    • #3 Collapse

      Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends hamein chy keh ham trading kerty howy apni feelings ko control main rakhna chy hamein loss ki surat main bilkul nai ghbrana chy our ager nafah ho to zyda khush bhi nai hona chy hamein har hal man ALLAH PAK ka shukar ada kerna chy .
      • #4 Collapse

        Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

        Forex mein jo log Jante Hain Kya Yahan Par success Lena kaise hai woh Log Yahan Par isliye kaam karna Pasand Karte Hain wo Log Yahan Par Kafi Jyada hardworking karte hain daily basis par market ki ups and downs finazer Lagte Hain market ki movement par Nazar rakhte Hain kamyabi se kam karne par depend rakhte Hain Agar kam logo ko Pasand Aa Jaye to uske liye Murshid hardworking karna start kar dete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

          tradign k doran jaaab koi b trader profit dekh lete hain tu apni feeling py kabi b contoal nhe karte hain trading main loss bhot karte hain asy log jo lalach karte hain trading koi game nhe hain or trading main kaam k doran lalach main lagai gai trade loss de skti hain apni feeling and emostional ko control karna hota hain l
          • #6 Collapse

            Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

            trading k doran apni fellings ko control main rakhna bohtz arori hai qk jlad bazi main hum khud he koi na koi galti kar jaty hain jis se hmain loss ho jta hai tu bahtr yahi hai k na tu jald bazi main trading karen or na he apny upset mind k sath trading karen q k jub ap felling ko control nahi rakh paty hain tu apkoi trading main loss hony k chnaces zyda hoty hain or apko profit bhi nahi mil pta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

              Yes ham ko as mien emotional ho ker as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien jab b ham forex mien seniors sy baat kerte hien tu ye bhoot hi acha aur ham ko as mien her bar poch poch ker trade karna hota h jab ham as mien aik dosre poch kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien agar ham as mien naye hien tu ham as mien demo account b astmal karna hota h aur ham ko as mien apne seniors sy pochna hota h aur as ko seekhna hota h agr ham as mien seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur ham as mien acha ban ker as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain khud ko aik acha aur behtreen tajir sabit karna hota h aur achi zindgi guzarna hota h as lyee as mien dil laga ker kaam karna hota h aur acha kaam karna hota h.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                dear hum hum market main jate hein trading k liye ur agr trade hamri profit main chali jaye tu hume ajeeb se feelings ati hein hum sochte hein hum eik hi trade se profit hasil kr k ameer ban sakte hein lekin esa nai hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                  Gee haan iss ko aap feelings keh lain ya phir emotions baat aik hi hai aur inn ko trading mein control kerna bahut zaroori hai forex mein cool minded rahain kabhi jaldi mein trade open na kerain soch samajh ker aur analysis ker kay kaam kerain tou kamyabi ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                    Asa he hay friends humay treading ein apni felling ko lazmi control rakh kr kam krna chyia ku kay jab humari feeling he humay control mein naho ho gi tu hum acha fasla b nhi kr skta hein treading mein humay chyia kay hum fresh mind say treading kran ta kay hum acha say focus kr kay treading kran humay achi earnig ho business mein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                      Ap ki baat theak hai k forex market mai jab trade open ki jati hai tou es waqat apni feeling ko control krna bohat zaropori hai. Aur jo trader apni feeling ko control krta hai tou wo market mai kamyabi bhe hasil krta hai. Forex market mai feeling ya emotion ko control krna bohat zaroori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                        Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke colour Mein Chahiye Hota Hai Ki Hum Apni film ko control Mein Rakhe Aur Hum isme achha kaam Karenge Itna Jyada accha kaam Karenge utna hi Zyada Apne profit Milta Rahega Agar Hum isme achha kaam nahi karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                          Ups and downs hr trading ka hisa hty hein ,isi trrh forruum m b profit loss hta rhta h,profit pr ziadaa exciiteed nhi ho jna chahiye or looss py asa na ho k dishurt ho k km ko chor deeein ,tradiing m apny emotions ko control m rkkhna nihyaat zroorii hta h,ap ko hr kissm ki situationn k liaaay tiaaar rhhnaa chahiye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                            G bilkul sir trading me sabar bohat importance rakhta hai , es liye humay apnay jazbat ko kabo me rakhna hoga , aur lalach me aa kar humay bohat bari trade bhi nahi lagani chahiye taa ke ager loss ho to kam se kam ho , ye ek aisa business hai jis me profit aur loss 2no possible hai , ager loss ho raha ho to sabar se kam lena chahiye , aur apni ghaltiyo ko samjhna hoga ke hum kahan kahan mistakes kar rahe hain , ager hum himat se kam lengay to ek din zaror kamyab hongay aur acha profit bhi.gain kare gay bus humay regularly kam karna hoga es me.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k Doraan apni feelings ko control mein rakhna

                              main ne aisay boht se trader daikhe hai jab un ko profit hota hai bandaro ki tarah dance karte hai jab loss hota hai rona dhona shuru kar daite hai jab account wash ho jay forex ko hi galian daina bura bhala kehna shuru kar daite hai isay kehte hai feeling sikhna to ino ne kuch hota nai profit chakar main apna loss hi karte hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X