jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta
    agar hum jazbate ho ky forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy mahent sy kam karna chahey or hamy apne feelings ko qabo mai rahk kar kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

    Dear brother forex trading men jazbati log kamyab nhi ho saktay kiun k forex trading men cool mind k sath aur fresh mind k sath trading karni parhti hey aur bahut ziyada mehnat ki zaroorat hoti hey aur pahlay acha knowledge aur experience hasil karna parhta hey aur loss men sabr aur bardasht se kam lena parhta hey aur phir kahen kamyabi milti hey
    • #3 Collapse

      Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Abid4li پيغام ديکھيے
      agar hum jazbate ho ky forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy mahent sy kam karna chahey or hamy apne feelings ko qabo mai rahk kar kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek hai ki agar Hum Apne motions ko control nahi kar sakte to Hamein Forex trading ko bhi nahin karna chahi Asi Ek example mere paas hai mere Ek cousin Ne Forex trading co join kiya aur Kuch Din is par kaam karne k bad Ek Aur software download kiya Jiska Naam IQ option tha aur apni e rail money usme invest ki aur apne emotions ki vajah se kuch he Dinon Mein usne ek lakh rupees Ka nuksaan Kar Diya
      • #4 Collapse

        Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

        Well ap ki bat theek hay k kisi bhi business main success hasil karne k.liay zarori hay k hum apne emotions no par control rakhte huwe trading Kare aur kabhi bhi jazbati na ho trade lgate huwe kiu k jab hum lalach karte Hain aur apne emotions par control nai rakh pate tou hum Apna loss karte Hain aur kabhi ache trader nai ban pate
        • #5 Collapse

          Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

          Forex trading aik behtareen profitable business hai ur business men jazbat ya emotions ka kui k nhi agar successful treader banna chahty hain to emotions ko business se dur rakhen .
          • #6 Collapse

            Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

            dear forex aik complete business ha is me jazbaat always loss detay hain ap is me tub hi success ho saktay hain jub ap forex ko es kay business rules kay mutabik deal karay gay apnay emotion mean jazbaat greed or over trading ko apni trade se door rakhna ha jazbaat me akar ap 100% greed karo gay jo kay loss ka ya account waah honay ki waja banti ha
            • #7 Collapse

              Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

              dear friend forex trading mn hmesha soch smjh kr aur cool minded ho kr trade krni chayay keun k jazbati ho kr trade krnay sa hmesha loss he hota ha aksar traders ko jb profit ya loss hota ha to woh jazbati ho kr big lot use krtay hn jis sa aksr aukat account wash ho jata ha
              • #8 Collapse

                Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                Forex trading business mein hum ko kbhi bhi emotional ho kar trading nhi karni cahaiye kiok agr hum emotional ho kar trading kartay han tu is se mistake ho gi js se bhht ziada loss ho sakta hy is liye apne emotions ko control karna zaroori hy tab hi kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                  G han forex trading tahamal se karni chahye aur profit aur loss mein apni feelings pe control rakhna chahye esa na ho k bara loss ho aur apka account hi wash ho jae ap dis heart ho kar yrading chhor dain esa bilkul bhi nhe karna chahye samajhdari se kaam lena chahye loss aur profit donu hi trading ka hissa hyn
                  • #10 Collapse

                    Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                    Asslam-o-alikum dear welcome to Forex Pakistan !! G dasto bilkul jazbati trader khabi bi kamyab ni ho sagta jo trader apna emotional ko control ni kar sagta WO trade na karya to os Kayla bater ho ga or khoishes karna chaya ka apna indar knowledge or experience pauda karo or apna emotional ko control karo par ap aik acha trader ban sagta ho or Achi profit bi hasial kar sagta ho
                    • #11 Collapse

                      Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                      Yeh Baat aapne bilkul theek nahi hai agar Hum Forex ke business coach kar Samajh Kar market analysis aur Market ki movement aur Aane Wale petrol ke daam ke hisab Se Karte Hain To eyes wala Business mein koi aur nahi milega abhi Supermarket ke movement par regular working Karte Jana Chahiye aur yahan se profit to generate Karke aur usko bhi try kar lena chahiye sabse accha wala money broker jo hai woh mere hisaab se screen Kamini broker hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends jazbati tarder forex main kabhi bhi kamyab nai ho sakta q kay wo loss ki surat main bara nuqsan ker sakta hai uska account wash ho sakta hai iss lay sabko chy keh wo apny emotions control main rakhein.
                        • #13 Collapse

                          Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                          dear forex trading bhot he slow and bhot he ziyda easy ho kar karni hoti hain forex trading koi game hain nhe forex trading main kaaam karte hain tu apne jazbat py qaboo karna hota hain forex trading main kabi kabi logo ko big loss hota hain big loss asi waja say hota hain k apne jasbat py control nhe karte hain or big profit k liye bas big lot use karte hain forex main bhot he ziyda wait karna hota hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                            Hi ji bilkul aap ne Sahi kaha hai jazbati trading Forex main Kabhi Kamyab nahi ho sakta Forex Mein kam karne ke liye Apne Jazbaat ko control Mein Rakhna hoga loss ke Surat main apny jazbate ko control main raky aur zada sy zada mahnat kr ky apni apny loss ko cover karein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jazbate trader forex mai kabe be kamyab nahi ho sakta

                              Jaisay ke hum sab ko pata hai ke pak forex me josh se nahi hosh se kam karna chahiye , es liye forex me jazbati honay ki zarorat nahi hai , jo bhi kam kar rahe hain sab ko soch samajh ke kam karna hoga , ager hum lalach me aa kar jazbati ho.kar kam kare gay to humay kafi sare nuksan ka samna ho sakta hai. Es liye humay forex me daily bases pe kam karna hoga aur wo bhi sabar ke sath .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X