Be careful from using the indicators or signals these days
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Be careful from using the indicators or signals these days
    Assalamu Alaikum main Kafi din se dekh raha hoon ki market Mein is Waqt bahut Sare fake indicators aur signals Mil Rahe Hain Jo keh raha Tarah ki website se Diye Ja Rahe Hain joke bilkul hi fake Hain Jin ke bare Mai bahut Sare member Nahin Jante isliye Hua Apne trade ko unke result par open kar dete Hain lekin Atal Haqeeqat mein hua toh hote hain isliye Unhe nuksan ka Samna karna pad jata hai so we have to be careful to using those indicator or signals
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Be careful from using the indicators or signals these days

    G Bhai Jin login ne forex main. Loss Kia hota hai wo phr loss ko pora karnay k liay is tarah k signal ya indicator bech k pesa kamatay Hain air new tradder in k haath lag jatay Hain . Humain yaad rakhna chahiay k Jo Banda indicator bech k pesa Kama raha hai wo khud kiun nahi pesa laga k Ameer ho jata hai ye sab jhoot aur fake log hotay Hain in se Bach k rehna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Be careful from using the indicators or signals these days

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum main Kafi din se dekh raha hoon ki market Mein is Waqt bahut Sare fake indicators aur signals Mil Rahe Hain Jo keh raha Tarah ki website se Diye Ja Rahe Hain joke bilkul hi fake Hain Jin ke bare Mai bahut Sare member Nahin Jante isliye Hua Apne trade ko unke result par open kar dete Hain lekin Atal Haqeeqat mein hua toh hote hain isliye Unhe nuksan ka Samna karna pad jata hai so we have to be careful to using those indicator or signals
      Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat to Kafi sahi hai lekin Agar Ham signal se aur indicator ko use kar lete hain to ismein Koi Jyada problem Nahin Hoti bahut Sare signal Kafi e positive result bhi de dete Hain isliye Hamen Sabhi ke bare mein aisa Nahin sochana chahie
      • #4 Collapse

        Re: Be careful from using the indicators or signals these days

        اصل پيغام ارسال کردہ از: mh777 پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum main Kafi din se dekh raha hoon ki market Mein is Waqt bahut Sare fake indicators aur signals Mil Rahe Hain Jo keh raha Tarah ki website se Diye Ja Rahe Hain joke bilkul hi fake Hain Jin ke bare Mai bahut Sare member Nahin Jante isliye Hua Apne trade ko unke result par open kar dete Hain lekin Atal Haqeeqat mein hua toh hote hain isliye Unhe nuksan ka Samna karna pad jata hai so we have to be careful to using those indicator or signals
        Walaikum assalam ji bhai jaan mere Sal mein agar aap aap Kisi signal se catapulted karna chahte hain to aapko bahut hi carefully Inko use karna hoga aur Agar aapko Koi signal buy karne pade to Soch Samajh Kar unhen kharidna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Be careful from using the indicators or signals these days

          g haan bhai jaan hamein as main cool mind se aor hamein as main dhyan se as main kam karna ho ga yani ke hamein as main indicators ko use karna ho ga aor hamain as main signals hasil karne hon ge tu hi ham as main kamyab ho sake ge
          • #6 Collapse

            Re: Be careful from using the indicators or signals these days

            forex main kush indicators fake hoty hain hamy bohat he ahteyat sy indicator ko use karna ho ga hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey per he hum is main amount kama sakty hain or bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai hamre roze kamany ka aik bahtreen zareya hain yai aik online business hain
            • #7 Collapse

              Re: Be careful from using the indicators or signals these days

              hamy inidcators ko use kar ky km karna ho ga hamy singlas ko be follow karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kr sakty hain forex aik wasee business hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Be careful from using the indicators or signals these days

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur as mien jab ham kaam kerte hien tu log kehte hien k ham ko signals mil rahe hien magar mien as mien signals ko nahi manta hun aur mein as mien as baat per yaqeen kerta hun k jetna ham as mien khud sy
                acha fesla ker sakte hien kio aur as mien fesla nahi ker sakta h as lyee ham ko as mien khud sy analysis karna hota h aur ham ko as mien soch samjh ker bad mien trade karna hota h jab ham as mien dosro sy signals lete hien tu ham as mien her bar apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko apne aap ko as mien nuqsan sy bachana hota h aur ham ko as mien kaamee kerna hota h aur ham ko as mien her bar signals use kerne hote hien.
                • #9 Collapse

                  Re: Be careful from using the indicators or signals these days

                  Dear main bar aapki baat bilkul right hai Kafi website kaise hain jismein Ham visit karte hain aur vah Hamen trading ke bare mein analyses Karke batate Hain Ki trade ki movement Kaisi Hogi lekin vah jyadatar fake Hote Hain aur Hamen UN per kabhi bhi depend nahin karna chahie isliye sirf Apne knowledge or experience per depend karte hue trading Karen
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Be careful from using the indicators or signals these days

                    hamy ahtayt sy inicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik wasee business hain hm is mai live kam karty hain hum is mai part time be km kar sakty hain hum is mai full time bae kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik acha busienss hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X