Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein
    Forex mein hum trading metals mein bhi kertay hain aur currencies mein bhi tou mera aap sae sawal hai kay aap ko trding metals mein aasaan lagti hai ya currencies mein aur kyun
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

    Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading Ek bahut accha business hai Iss main aap Jaise Chahe apni Marzi se kaam kar sakte hain ya aap par depend karta hai kya aapko kis par trading karna accha lagega aapko Agar currency par triedkarna mnashib lagta hai yeah metals Paa trading karna mansab lagta hai to aap currency par treading kar sakte hain Apne balance ke hisab se Agar aapko metals par trading karna mnashib lagta hai usse accha profit Hasil kar sakte hain to aap usse trading kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

      Dears Friends Forex par jo b treaders hein ap ek apna apna knowledge or experience rakhta hein kuch oil . Gold . ya kuch currency mein USD Doller, POUND, EURO, ya or b hein tu jis peron ka experience jis mein ho ga wo tread b ous mein kra ga ta kay ous ki treading successful raha na kay wo kase or meon treading ke la or loss kra apna.
      • #4 Collapse

        Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

        Dekhain Bhai currencies Kam volatile hoti hai. Jab k mental bohat ziada volatile hoti Hain dekha Jaye to asaan trading tto currencies pe he hoti Hain lekin ager profit k hisaab see dekha Jaye to metal ziada profit de jata hai lihaza meray khayal se dono ko proper time Dena chahiay aur jesay he koi achi trade mil Jaye tab trade Lia Jaye chahya phr wo currencies pe ho ya metal pe
        • #5 Collapse

          Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

          Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut achi baat share ki hai Hi Raha Tak Main Jaanta Hoon metal Mein trading bahut risky hoti hai agar Hamein matter Mein profit achha Milta Hai to uski nesbitt loss hota hai tab bhi Woh Jyada Hota Hai currency Mein risk bahut kam Hota Hai hi aur loss bhi kam Hota Hai Tu Main samajhta Hoon trading currency mein ho ya metal mein ho Apne experience ke mutabik Karni chahi
          • #6 Collapse

            Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

            bhai jan main abhi new hun main ny abhi trading ka satrt nahi kiya hai abhi bonus ka wait ho rha hai es liye dua hai k bonus acha mil jay tu main bhi apni trading ka satrt kar sakon laken mujhy jo thora boht knowledge currencies k bary main hai aghr main apni trading karunga tu main currency par he trading karunga os k bad main kisi or pair main trading karunga pahly abhi main apni leraning kar rha hun
            • #7 Collapse

              Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

              Dear main to currencies aor commodities donon per hi trading kerta hon. Jo baat hy kis per asan legti hy to dost trading donom per hi same hi hy. Bes ferq sirf inki volatility ka hy. Commodities high volatile pair hain jeb keh currencies slow move kerty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                Send kar rahe hain for explain ko deti hai aur woh Log Yahan Par market Mein karte hain Karte Hain logo ko chahiye kya pata time bhejna Karim market mein aur proper direction ke sath kaam Karen Hamare Paas money management ka system Ka Hona Zaroori Hai Hamein Pata hona chahiye ki money management system Kaise work karta hai sab log kaise kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                  Dear mere khayal mein tou currencies mein trading kerna aasaan hai aur zayada costly bhi nahin hai jab kay metals mein tradingnkernay kay lye balance bhi zayada hona chahyea aur metals ki market movement bhi tezz hoti hai aur iss mein loss kay chances bhi zayada hotay hain iss lye currencies mein trading kerni chahyea
                  • #10 Collapse

                    Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                    Bahut acha aur intersting sawal ha apka me to currency trading k haq mn hun aur me samjhti hun metal pay trading ki nisbat currency pay asan ha aur risk kam hota ha. Metal pay analysis bhi mushkil hota ha aur risk bhi ziyada hota ha.
                    Me to ziyada tar Currency pay trading krta hun aur asan bhi ha. Kuch log metal ko like krtay hain trading k hwalay say lekin me currency par trading ko prefer krta hun.
                    Kinza789 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                      Yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker analysis karna hota hai jab hum as mien aa ker analysis kerty hien tu hum as mien trade ker sakty hien or mien as mien aa ker jab bee trade karta hoon tu mien as mien aa ker hum earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker analysis karna hota hai as lye hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hum ko as mien aa kr earning generate karna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                        Gee dear brother aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals main myry khal main currencies main trading kerna aasan hota hay baqi Sab ki Kay rahy hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                          theek hai Forex trading Ek bahut accha business hai Iss main aap Jaise Chahe apni Marzi se kaam kar sakte hain ya aap par depend karta hai kya aapko kis par trading karna accha lagega aapko Agar currency par triedkarna mnashib lagta hai yeah metals Paa trading karna mansab lagta hai to aap currency par treading kar sakte hain Apne balance ke hisab se Agar aapko metals par trading karna mnashib lagta hai usse accha profit apna apna knowledge or experience rakhta hein kuch oil . Gold . ya kuch currency mein USD Doller, POUND, EURO, ya or b hein tu jis peron ka experience jis mein ho ga wo tread b ous mein kra ga ta kay ous ki treading successful raha na kay currency trading k haq mn hun aur me samjhti hun metal pay trading ki nisbat currency pay asan ha aur risk kam hota ha. Metal pay analysis bhi mushkil hota ha aur risk bhi ziyada hota ha.
                          Me to ziyada tar Currency pay trading krta hun aur asan bhi ha. Kuch log metal ko like krtay hain
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                            Dear brother mere khayal me to sub logon ko trading currency me easy lagta he profit or loss to metal me ziada hoto he lekin currency pair kuch easy he metal ki nisbat or me ye kehna chahunga k hum logon currency pairs per trading kerni chahiye ta k ziada loss se bacha ja sake.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aap ko currencies mein trading easy lagti hai ya metals mein

                              Dear trading currency me karna easy ha kun Kay AP currency ki movement ko zada easy samaj saktay Hain metal kin isbat metal trading me loss honay kay chancess zada hotay or metal me trading karnay Kay liey ap Kay pass balannce b zada hona chahiey or is Kay sath ap Kay pass high level ka experience or knowledge hona chahiey phr hi AP metal me achi trading kar saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X