Forex main trading ky dauran hmaien apna mind hmaisha fresh rakhna cahiyay Kyun ky agar hmara mind fresh hobga to hi hm forex main achi earning kar sakien gay kyun ky trading main mamoli si mistake ki bhi gunjaish nahi hoti aur zra si mistake bhi hmara account wash karwa sakti hai is liyay souch smajh kar trading karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим