posts karny ka write method kiya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts karny ka write method kiya hai?
    aslam o alikum mambers kesy hain ap sub umeed hai k ap sub thek hungy tu bhai jan main yahan par aik bats hare krna chahta hun jub k main aik new mamber hun forex main tu main sub k views or posts rply parhta rhta hai ta k mera khowledge gain ho jay laken main ny forum main aik bat note ki hai boht se mambers apni posts ko threads se related nahi karty hain jub k threads main kuj or bat ki hoti hai or un k rply main koi or hoti hai tu kiya ayse posts karny se hmain bonus mil jta hai ? kiya forum yah bat note nahi karti hai k ? kiya ayse posts yah threads jo topic se related nahi hoti hai kiya wo delete nahi karti hai? please guide karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts karny ka write method kiya hai?

    Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aapne bilkul point nahi baat ki hai kuch log Aise Karte Hain ke sawal Gundam aur jawab chana Dete Hain ya Woh log Hote Hain Jinke Paas Forex karne wali ji Nahin Hota Jinke Paas Forex ka knowledge hota hai vah to the point jawab Dete Hain Taki Sawal Karne Wale Ko uska jawab mil sake Baki log bhi Uske jawab se fayda Utha sake
    • #3 Collapse

      Re: posts karny ka write method kiya hai?

      G Han friends Acha question hai dear mere khyal se Ap ko chayie k Apni post write krne se pehle Yeh dekhain k Ap ki post thread se related hai Ap ko Apni post information able honi chayie
      • #4 Collapse

        Re: posts karny ka write method kiya hai?

        Piary dost apni members ki aik common si mistake ko ujagir kia hy. Forum rules ky mutabiq thread ka reply bhi thread key mutabiq hona chaey. Ho sekta ho kuch members cheating kerty hon aor apni post thread key mutabiq submit na kerty hon. Ager koi aisa kerta hy to woh forum rules ki khilaf verzi kerta hy aor uski post temove ker di jati hy. Ager remove na bhi ho to bonus ka jo system hey woh aisy post per koi khas bonus nhen deta.
        • #5 Collapse

          Re: posts karny ka write method kiya hai?

          Hahaha sahi kaha sawal kuch hota hai aur jawab kuch hota hai asal main hota Kia hai k bohat se log sirf unwaan read kar k he time bacahanay k chakaer main jaldi jaldi post kar detay Hain pagal pora thread parhtay he nahi baad main posts delete ho jati Hain phr preshan. Hotay Hain k ye Kia ho gaya . Behtar hai Banda pehlay he thread ko achi traha se read karley
          • #6 Collapse

            Re: posts karny ka write method kiya hai?

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge SIR jis bat ki thread bnai gai ho tu hamein issi ka he jawab dena chy wesay posts ko nai dekhna chy main bat tu thread hai q kay ager ham koi mazmaoon likhty hain ager mazmoon our ho our uska unwan our ho tu teacher yahi kahein gay na apka mazmoon kesa likha hai jabke unwan tu our hai .
            • #7 Collapse

              Re: posts karny ka write method kiya hai?

              Gee dear friend aap ka sawal acha hay posts karny ka write method kiya hay post kerny say pehly topic too samjhain per aapny best knowledge ko isstamail kerty hoay aap post main aapna knowledge share kerain iss thara aap achi quilty ki posts ker sakhty hain.
              • #8 Collapse

                Re: posts karny ka write method kiya hai?

                karny ka write method kiya hay post kerny say pehly topic too samjhain per aapny best knowledge ko isstamail kerty hoay aap post main aapna knowledge share kerain ap sab kharyat say honge SIR jis bat ki thread bnai gai ho tu hamein issi ka he jawab dena chy wesay posts ko nai dekhna chy main bat tu thread hai q kay ager ham koi mazmaoon likhty hain ager mazmoon our ho our uska unwan our ho tu
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: posts karny ka write method kiya hai?

                  G haan dost kuch members aise he jo threads ko sahi read nahi karte or sirf topic ko dekh ker apne comments de dete he to un members ko chahiye k sub se pehle wo threads me cheez share ki gai he usko read kia kare or phir us threads per reply comments kia kare ta k us member ko us ki threads ka write jawab mil sake.
                  • #10 Collapse

                    Re: posts karny ka write method kiya hai?

                    Dear jo posts thread se related nhn hoti or thread ma topice koe or hota he or post keci or topic pe kr di jati he to esi posts delete kr di jati hen or agar delete na bhe hon to un pe bonus boht kam milta he.es liye jald bazi na kren or pehle achi tarah thread read kr k us k mutabiq jawab den or tafseel se jawab den sirf lines hi luri na kren.es se apki posts delete bhe kam hon ge or bonus bhe acha mile ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: posts karny ka write method kiya hai?

                      posts forex ke backbone hain hamy posting karny ky bad trading karny sy kamyabe mil jate hain or hum paisa kama lety hain forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik shamil hain forex aik unique busienss hain
                      • #12 Collapse

                        Re: posts karny ka write method kiya hai?

                        Boss ham ko as mien her bar mozo ko dakh ker us per post karna hota h aur jab ham forex mien posting kerte hien tu ham ko as mien mayar ka pora pora khayal karna hota h agar ham as mien mayari posting kerte hien tu ham as mien her bar ache bonus hasil kerne ka haqdar ban sakte hien as lyee ham ko as mien her bar mayari posting karna hota h aur as mien ham ko acha bonus hasil kerne k lyee pori koshesh karna hota h as lyee hamain as mien acha kaam karna hota h aur ham ko as mien achi kamaee karna hota h.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: posts karny ka write method kiya hai?

                          Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hamein post karne se pahle acchi Tarah so samajh Lena chahi ki post karne ka write method kya hai hi Humne Kiska answer dena hai Kyon Ke kuch member Aisi Hote Hain post ka answer puchta hai hi poster ka answer kuch aur Hota Hai aur question Kuch Aur Hota Hai Is Tarah read Karne Wale Ko samajh mein nahin aati aur Unki post delete Ho Jati isliye Hamein post karne se pahle yeh dekh na chahi yeah post Forex se related hai information wali hai phir aap usko reply karen Taake aapko Ziada thanks mile

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X