Forex main zehni preshani

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main zehni preshani
    Mery dosto aap main se aksar login k sath aisa hota ho ga k wo baar baar loss kar kar k zehni toor or preshan ho chukay hon gain kiun k wo jab bhi trade kartay Hain market un k khilaf he jati hai asal main baat ye hai k jab prices ka up down chal raha hota hai to ye aap k mind ki strengt ka imtihan chal raha hota hai aap log befikar ho k aik dafa market ko dekhtay raho k kis taraf jati hai phr dekhna price ka Kamal ye Jan bojh k aisa chal raha hota hai ta k kamzoor dimaghi walay market se loss main nikal jayen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main zehni preshani

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men woh log trading nhi kar saktay jin ko koi zehni preshani ho ya mind men koi tension chal rahi ho tu koshish karen k pahlay apnay mind ko fresh karen aur phir cool mind k sath trading start karen aur agar loss bhi ho jay tu phir bhi zehn ko preshan nah karen kiun k forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex main zehni preshani

      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein chy keh ham pershaan mat hon jab hamara loss hota hai hamein har surat main apni mehnat jari rahni chy hamein chy keh ham candlesticks seekhni chy q kay ager hamein candlesticks ka pta hoga tu hamara loss bhi kam hoga .
      • #4 Collapse

        Re: Forex main zehni preshani

        Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aapne bahut achi baat share Ki Hai Forex trading business Mein loss ki Bahut Si reason Hai Jeene mein se likh of knowledge aur mentally Tor par Forex trading business Mein Na Hona bhi e loss ka reason banta hai so Ham Jab Bhi market ko analyse Karen Maithili Tor par Hamari tawajjo market par honi chahie aur trade open karte hue Hamara focus trade par Hona chahi Agar Hum Aisa Nahin Karte To Hamara account was ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex main zehni preshani

          agar um upset hain to hamy forex mai kam nahi karna chahy hamy hr peisahni ko bul kar forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex main zehni preshani

            Yeh aik real business hy aur hamain is key barey main positive sochna chaheye takeh hum positive mind key sath kam kar sakain. Jab hum positive sochain gey to right decision lenay main asani ho gi aur hum saheeh direction main kam kr sakain gey. Jo log is business ko fake samjhtey hain, unhain is business sey achey results hasil nahi hotey.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main zehni preshani

              I think loss ho Raha hai baar baar to ruk jayen Mt kren real account pr trading aur save rkhen balance practice kren demo account pr ache se smjh KR aur jub kamyab ho jayen to real PR kren dobara
              • #8 Collapse

                Re: Forex main zehni preshani

                hamy apne tamam tensano ko bul kar kam karna chahey forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main zehni preshani

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
                  Mery dosto aap main se aksar login k sath aisa hota ho ga k wo baar baar loss kar kar k zehni toor or preshan ho chukay hon gain kiun k wo jab bhi trade kartay Hain market un k khilaf he jati hai asal main baat ye hai k jab prices ka up down chal raha hota hai to ye aap k mind ki strengt ka imtihan chal raha hota hai aap log befikar ho k aik dafa market ko dekhtay raho k kis taraf jati hai phr dekhna price ka Kamal ye Jan bojh k aisa chal raha hota hai ta k kamzoor dimaghi walay market se loss main nikal jayen
                  Assam Alaikum ji bhaijaan Forex trading Ek bahut hi difficult business hai is Mein Hamen Kafi Jyada pareshani ka Samna karna padta hai isliye Hamen chahie ki Ham fresh hone ke liye thodi der Kisi Aur Taraf matwaja Ho Jaaye aur FIR Dobara uski Taraf Dhyan Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main zehni preshani

                    hamy apne har zahni parisahne ko bul kar forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik international or kabe be katem na hony wala business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain forex aik bohat bara business hain is mai hmara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main zehni preshani

                      Forex trading main aksar nakami kay bad traders ko zehni parashani hoti hay kun k Forex trading main loss koi bhi trader accept nahi karta jis ki wajh say un ko apni investment wast honay ki wajah say tension zaror hoti hay lakin yeh tension trader kay liay khatar nak hoti hay lehaza is say bachna chahiay aor without tension trading karni chahiay ta k kamyabi ho sakay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main zehni preshani

                        Ji jnb ap nai saahi kaha k hum har baar thori si jaldi or beeakoofi ki waja sai nuksaan othaa bethte hainiss lye hmai chahye k pahly hum market ko tasali sai analysis kr lai phir kch krai warnaa wait krai or achy time pai trade lgai iss sai ap ko.loss nhi ho gaa
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main zehni preshani

                          bhot se members jab trade lagate hain to in ko preshani ka samna karna parta hai our woh is preshani ko dil pe le lete hain ye nhi sochte ke loss ke bad profit ho sakta hai hamain har hal main teyar rehna chahye agar hamian loss ho jai to prshani ko zehn par sawar nhi kar lena chahye balke is se bachna chahye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main zehni preshani

                            Assalam O Alaikum gee haan bilkul sahi kaha hai apnay Forex Trading ma jab insan baar baar loss karwa leta hai to asko zehni preshaani ka bhoot zaida samna karna parhta hai jiski vajah se sometime wo dissappoint ho kar forex trading ko choor deta hai. aur sometime wo kisi wrong way ki janab chala jata hai. as lye as business ma kamayabi hasil karny kay lye apko kafi saari preshaanion ka samna karna parhta hai lakin ap nay unko sabaar aur patience bardasht karna hai . then he apko kamayabi mil skti hai. THANK
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main zehni preshani

                              Assalamu Alaikum dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai kis Forex ko use karte karte log mentally retarded Ho Jaate Hain Kyunki vah ismein status Le Jaate Hain isliye Hamen Chai Ki Hamen ek time table aur planning Ki Maut Ka kam karen to Hamara kam isliye ho jaega aur ham per Koi stress Nahin hoga
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X