Forex ko lightly mat lo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko lightly mat lo
    Main apnay new anay walay members hazraat ko batana chahtay hunk is forex k market k baray main hum jitnay sochtay Hain ye us se kafi guna ziada mushkil aur zehni toor or thka denay Wala kaam hai is ko seekhnay main Zara bhi be ihtiati mat karna ager is ko as a professional karna chahtay ho to abhi se he koi acha sa teacher dhond k us se proper traiqay se seekho loss se Bach hai gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko lightly mat lo

    G han dear boht achi bat ki hy ap ny...forex ko bilkl b light ni lena chahye q k ye aik worldwide buisness hy or worldwide buisness kbhi b asan ni hota islye soch smjh k seniors sy help ly k or serious ho k kam krin ye profit deta hy to loss b deta hy
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko lightly mat lo

      Dear brother forex trading aik tough business hey iss men profit hasil karna bhi mushkil hota hey aur log iss ko serious nhi letey aur bilkul easy letey hen woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay unn ko acha profit bhi nhi milta agar forex trading men kamyabi chahtay hen tu phir iss ko light bilkul nah len balkay serious ho kar trading karen aur mehnat karen
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko lightly mat lo

        Jee han boss aap ki baat belkul sahi h k forex aik best kaam h aur ham ko as mien kaam karna hota h agar ham as mien kaam karte hien tu ham as mien best kaam kar k as mien best kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam karna hota h aur dil sy koshesh karna hota h aur as mien apne lyee aik acha aur behtreen mustaqbil hasil karna hota h as lyee ham ko as ko kabhi b lightly nahi lena hota h aur ham ko kamaee karna hota h.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko lightly mat lo

          G bilkul forex ko lightly nahi lena chahiye ye bohat bara business ha ye koi asaani nahi ha bohat mehnat karna parta ha agar ap ne is me earning karny ha to bohat hard work karna parta ha is ko lightly lena walo ko bohat loss hota ha kiu ke wo forex ko asaani samjhte ha aur hard work nahi karte jis ki wajah se in ko bohat Nuksaan hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko lightly mat lo

            hamy forex ko kabe be easy nahi lena chahey hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik aam busuiness ke nisbat acha buisness hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain forex business pakistan mai legal ban cuka hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko lightly mat lo

              Assalamu Alaikum dear Forex number aapne bilkul sahi kaha hai ki Humne Forex ko lightly kabhi bhi nahi Lena chahiye Kyunki 1 serious business hai aur Agar Hum isko lighter Tor par Lenge to Hamein light Bana dega
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko lightly mat lo

                Forex ka jitna ziada knowledge hamarey pas ho ga, utna hi hamain trading main asani ho gi aur hum acha profit bana sakain gey. Little knowledge dangerous hota hy aur is sey ziada expectations nahi rakhni chaheyen. Forex ko serious ho kar time dain aur knowledge ko increase krtey rahain takeh aap ka experience barhta rahay aur trading perfect hoti rahay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko lightly mat lo

                  Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap forex trading co lightly mat lain bulke serious ho KR kaam krain r Dosto Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko lightly mat lo

                    Agar hm forex main kamyab hona cahty hain to hmaien khud par aur apny knowledge par trust kar ly kam karna ho ga jab bhi trading karain confident ho kar karain kyun ky agar hmara confidence level low ho ga to hm achi trading nahi kar sakien gay aur is main hmaien loss ho sakta hai is liyay apny confidence ko kbhi bhi low mat hony dain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko lightly mat lo

                      Kisi bhi kaam main seekhny k liey serious attitude lazmi hoota hai.agar learn karna hai to phir zyaada sy zyaada time practice main or new strategies ko try karny main dain or apny knowledge ko increase karain or apny skills ki base pay earning ki koshash karain.iss tarah he hum kamyaab ho sakty hain or iss business main apna career bana sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko lightly mat lo

                        Forex ko light len gay to apko kuch bhi nahi milna.. isay aik proper work kar k karen gay to uska reward b acha lagay.. ap jitna zayada hardwork sy kam karen gay itna zayada acha ap is sy kama saktay hian.. shart hai k ap mehnat karen..

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X