Loss cover karne ki koshish
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss cover karne ki koshish
    Dear jab keci new trader ka forex ma loss ho jata he to wo ghabra jata he or ose jald az jald pura krne ki koshish karta he.loss ko pura karne ki koshish achi cheez he leken osi din ya agli trade ma hi pura karna he ye ghalt he or mazeed nuqsan ka baes hota he.kyunke traders loss ko pura karne ka hisab lagate hen or market ka analysis bhool jate hen.esa na kren.loss ho jae to no problem.ahista ahista pura ho jae ga.osi waqt pura ksrne ki koshish ma or nuqsan na karwaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss cover karne ki koshish

    Dear profit aur loss har business main humain hota hay aur apne loss ko humain recover bhi karna hota hay lekin us ko lay Kar humain pareshan nai hona chaiay balke apni mistakes ko follow karna chaiay k kid wajha se humain loss kis wajha se huwa hay take hum next wohi galti na dohrain Aur is k sath sath humain trading main apne loss ko recover karne main kisi kisam ki jald bazi nai karni chaiay ye humari sab se bari mistake hoti hay is tarha hum Apna mazid loss bhi Kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss cover karne ki koshish

      Assalamu Alaikum dear friend main ap se mutafiq hon forex main aksar new members ko he loss hota hae or baz oqat senior ko bhe ho jata hae lakin is loss ko recover karne ke liye agar hum aik trade par mehnat kar ke yani trade ka ache tarah analysis kar ke open karen to hamare trade profit main ja sakte hae or loss bhe recover ho sakta hae
      • #4 Collapse

        Re: Loss cover karne ki koshish

        Bilkul ji aapne theek kaha hai hamein chahiye Ki loss ko recover karne ki koshish Karon Ta ki aap Jyada Se Jyada mehnat Karen aur profit Hasil kar sake aur aap ek accha trade Karke Ek acchi income Hasil kar sake their friends Forex trading main Hamesha Soch Samajh Kar trade Karen sake aapko last ke chances kam se kam ho aur aap ek accha trade Karke achha profit Hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Loss cover karne ki koshish

          g han loss ko recover karni ki koshish ki ja sakti hai lakin ek bat yad rahe k ap loss ko recover karne k chakar me mazeed loss na karwa dena ku k bohat se logo k sath esa huwa hai k wo loss ko recover karne k chakar me next wali trade me lot size big rakh dete hain or agar wo trade loss me chali jay to mazeed loss ho jata hai so ap ko bohat hi ehtiyat k sath apna loss recover karna chahiye ta k ap ka mazeed loss bi na ho or ap profit earn kar sako.
          • #6 Collapse

            Re: Loss cover karne ki koshish

            Jee bilkul jb new traders ko loss hota hai tu woh preshani mein usi waqt usko recover krny lgty hein jo k ghalat hai kionkeh us waqt market aap k against chalti hai us waqt apny mind ko cool rakhna chahiye aur kisi achy waqt ka wait kr k loss ko thora thora recover krna ziada behtr hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Loss cover karne ki koshish

              G belkul forex Mai loss har kise ko hota hai lekin uss loss ka pressure laikay trade karaingay to mazeed loss hoga hamai chaye ke pressure Mai aye bagair apni normal trading karai agar ham normal trading karaingay to loss be recover hoga air profit be hojayega.
              • #8 Collapse

                Re: Loss cover karne ki koshish

                Aur Main Pakistani member agar aisa ho raha hai Hamare Saath Hamara account mein loss hi hota Ja Raha Hai Yahan Aana Na Dobara apna phone lost kar Baithe Hain tu hamesha hi ki hum Apni trading cost of Kare aur Forex trading ke knowledge Ko Bas Me karna Shuru Karti abinitio Hamara beta Rahega lekin Amar anology saath mein padta hai kya aur jab Hamara knowledge Yahan Tak Ho Jeene Ki hum jo bhi pet Lagaye profile Mein Jaaye tab tab Hamein real account Karni chahi
                • #9 Collapse

                  Re: Loss cover karne ki koshish

                  G han bilkul jaldi to kisi b kam men ni karni chahey kio k jaldi men hamesha kam kharab hota hy or forex men to bilkul b jaldbazi ni karni chahey kuch new traders ko jab loss hota hy to wo preshan hojaty hyn or isi preshani men wo loss ko recover karny k lye jaldi men market ko analyze kiye bgair trade laga dety hyn jis say unko or bra loss hojata hy may be unka account wash hojata hy so hamen kabi b jaldbazi ni karni chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss cover karne ki koshish

                    Mere Khaiyal se loss recover karna forex trading men sab se mushkil kam loss recover karny men account tak wash hu jaty hain to dears hamesha account save karny ki koshish kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss cover karne ki koshish

                      Forex mae loss lo recover krna mushkil ha is liye hame chahiye key forex ko pura time dy take hame loss ho hi na agir aap phir bhi recover krna chahty ho tu axhe bat apko experience hoga or next apko kabhi loss nhi ho sakta
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss cover karne ki koshish

                        ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kahapura karne ka Koshish Karna chahie isme mehnat karna chahiye Agora mehnat Karenge tournament Milega Woh Main Nahin Karenge To Kuch Bhi Nahi Hoga isme Hamein laalach nahin karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss cover karne ki koshish

                          ji haan Aap Ki Baat se agree karta hoon Jab Hum Apna loss recovered karne ke liye jaldi Karenge ya phIR Big Lots lagakar ek hi trade Mein Sara loss recover karne ki try Karenge to mazeed zyada loss ho sakta hai isliye forex mein loss recover karne ke liye aapko knowledge ke sath deeply analysis karke hi trade open Karni chahiye thoda time zyada lagega par loss recover ho jayega
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss cover karne ki koshish

                            Forex Trading me agar kissi bhi member ko loss ho jata he to usko us time koi jald bazi nahi kerni chahiye bal k apne loss ko analyse kare k mujh se kia mistake hui he jis ki base per mujhe loss howa he, agar wo loss recover kerne ki koshish karega to usko mazeed loss hoga kio k jald bazi me wo koi or galat trade open kar dega, hum sub members ko Forex Trading k baare me sub se pehl knowledge or experience haasil kerna hoga tab hi hum log achi trading ker sakte he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss cover karne ki koshish

                              Loss cover krna zaroori ha esky lye achi planning kro ap se mutafiq hon forex main aksar new members ko he loss hota hae or baz oqat senior ko bhe ho jata hae lakin is loss ko recover karne ke liye agar hum aik trade par mehnat kar ke yani trade ka ache tarah analysis kar ke open karen to hamare trade profit main ja sakte hae or loss bhe recover ho sakta hae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X