Zindagi main kabhi himmat na harin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zindagi main kabhi himmat na harin
    Dear Friends Assalam o Alaikum, Zindagi main agar ap kuch bara aur acha karna chahty hain to ap ko chahye keh khob mehnat krain aur himmat na harin chahy halat kitny hi mushkil na hon..Isi tarah Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh is ko achi tarah learn krain aur agar start main loss ho to himmat na harin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

    Forex Main koi Bhi aysa trader Nahi HoGa Jiski Kabhi bhi Loss Na ho Chaahay Koi JiTNa Bhi expErt Trader Ho Usay LoSs zarooR HoTaHai isLiYe HuMen chaahiYe k Loss ki waja se pareShaan Na HoN Balke Agar loss Ho Jaaey To Us se SeeKhNay ki KoshiSh KareN iS Se na sirf HuM kaafi Achi Amount Main proFiT HaasiL Kar Saktay Hai BLke Loss ko Bhi kam Kar saktay Hain...
    • #3 Collapse

      Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

      Ji Haan bhaiya aapne bilkul theek hai aap ka Sawal mujhe bahut pasand Aaya Hamein Zindagi Mein Kabhi Apna Himmat Nahi haarna Chahiye Agar Hum Haar bhi Jaaye to do baar do baar koshish Karni chahiye ismein Hamein laalach nahin karna chahiye aur expert ban ke kaam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

        g han dear fellow main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe bat share ke hae forex main aik himmat wala or jo apne emotion par control kar sakta ho wo kamyab ho sakta hae to hamen bhe kamyab hone ke liye kabhe himmat nhe harni cahiye hamen agar loss bhe ho jata hae to hamen himmat se kam lena cahiye
        • #5 Collapse

          Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

          Jee han jb hum koi kaam krty hein tu us mein hamein faida bhi ho sakta hai aur nuqsan bhi forex trading mein loss sbko hota hai lekin agy wohi barhta hai jo himmat aur hosly se loss ko face krta hai aur agy barhny ki koshish krta rehta hai forex trading mein aj jitny bhi expert trader hein woh bhi yeh sb kuch face kr chuky hein is liye kabhi rukna nai chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

            walikum slam g han bhai ap ny bilkul thk kaha hy zindagi me agr koi kisi kam k liy mehnat krta hy to ho skta hy k us me koi rokawat ajaeey r aksar aisa hota bhe hhy lakin insaan ko umeed nhe chorni chahiy yahan py is bat ko smjhny ki zrorat hy k rokawat hmaaisha kisi na kisi ghalti sy ati hy jo anjany me hm log kr baithty hn hm ko chahiy k ghalti ko smjhn r aenda k liy agah rahn na k mayoos ho jaeen
            • #7 Collapse

              Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

              Assalamualaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai Zindagi Mein Koi Bhi kaam Karen Agar aapko isme Koi nuksan Ho Jaaye to apko Himmat nahi Harni chahie ISI Tarah Forex trading ke Business mein hai Hum kaam karte hain aur trading ke Drone Hamein loss ho jata hai Hamein loss ki vajah se ghabrana nahin chahi Bal ke Himmat Karni chahi Hosla ke saath kaam karna chahie Agar Hum Himmat se kaam Karenge Tu Hamein kamyabi milegi
              • #8 Collapse

                Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                Dear apmki bat thek hai k ham ko apni zindgi mei kabhi bhi himat nahi harna chaiye is mein ham ko pan mehnat karna chaiye is mein ham ko kamybi k liy mehnat bhi karna chaiye uar ap i smien kamyb ho sakte ain uar is mein acha bhala earning kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                  G han dear achi bat ki hy ap ny...life ki hr stage py.hmin mehntt krni chahye or jitna b loss ho to.dissheart ni hona q k wo loss hmary.imtihan leny k lye hota hy k hm.kitny sabit qadam.hn or.kitna patience rkhty hn.or forex.min to yahi strategy hy k jo sbr krta hy wahi kamyab hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                    g han hum sub ko chahiye k hum apni zindagi me kabi bi himat na kare or sabar se kam lete rahe or hard work karte rahe ku k wohi log kamyab hote hain jo hard work karte hain sabar se kam lete hain or ek or bat jo k bohat zarori hai or wo ye hai k kabi bi lalach nahi karni chahiye ku k lalach buri bala hai jis se hum sub ko bach kar rehna chahiye or hamesha right way se kam karna chahiye or rules ko follow kar k kam karna chahiye ta k hamara account safe rahe.
                    • #11 Collapse

                      Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                      G haan sir ap ki bat sahi hai as main hamen chahiy hai kee ham as main tu kya as main hamen kabi bi kisi bi hall main hamen as main himat nahiharna chahiy hi q k ham as main himat har jay gee tu hamas main kabi bi kamyab nahi ho ee kisi bi kam main as liy hamen mihnat karte rihna chahiy hai himat nahi harna chahiy
                      • #12 Collapse

                        Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                        Jee bilkul aapne theek kaha hai hamein chahiye Ki Zindagi Mein Kabhi Bhi Himmat na Hare balke Mahat Karen aur Sabar ke sath Apna Kaam Karen Taka Jyada Se Jyada aap experience knowledge hassil kar sake aur ek acche trader Bankar Ek accha profit Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                          G bilkul main ap ki bat se agree karta hon k forex main hamein kamyabi hasil karne k liye mehnat karni parti hai our business main hamein profit ho ya loss kabhi bhi himmat nahi harni chahiye our us waqt tak mehnat karte rahen jab tak ap kamyab nahi ho jate han
                          • #14 Collapse

                            Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                            G Haan bilkul Hume kabhi b himmat nai harni cahiyay bulke humesha mehnat se aur koshish se kaamyaabi hasil karni chahiye.. Forex me b agr kaamyaabi hasil karna chahty hain tou is k liye zaroori hai k hum cool mind k sath fresh ho k trading karein aur loss hony ki soorat me kabhi b stress nai Lena chahiye bulke humesha mehnat se Kaam karna chahiye ta k faida ho sky aur mehnat ka phl zaroor milta hai...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zindagi main kabhi himmat na harin

                              han bro ap ki bat thek hai hume life main har nai manni chaiye is main dil laga kr kam krna chaiye menat se hi hum is mai success hasil kr sakte hein daily is main hume kam krna chaiye demo account main work krna chaiye ye important ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X