Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna
    Dear fellows threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna threeky nai kun my jab aap Pak forex furam main kaam kerty Hain too aap ko aasan Urdu main baat kerni chahay taaky her member ko samajh aa sakhy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

    Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aapne bilkul theek kaha hai hi folks Mein Aise log bhi Hain Jo kam padhe likhe Hain jinko jyada English nahi aati e Jab Ke Pass form Mai Ham Asan Alfaz ka istemal Karen Taki doosron ko bhi hamari baat aasani se samajh sake isliye Hamein Koshish Karna chahi Apne posting mein English kam se kam use Karen
    • #3 Collapse

      Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

      Forum per kaam kertay huay akser members tou english mein bhi posts kettay hain jo kay theek nahin hai kyun kay kuch members english ko theek sae nahin samaj saktay iss lye urdu ko use kerain jo kay forum ki language hai agar aik adh lafz beech mein english ka use ho bhi jata hai tou uss ki koi baat nahin lakin complete post english mein na kerain
      • #4 Collapse

        Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey bahut se log posting k daoran English k mushkil alfaz use kartay hen jiss ki waja se kam education k logon ko sahee samaj nhi ati aur reply ya thanks karna bhi mushkil hota hey iss liay koshish karen k urdu men hi posting karen aur easy wording use karen ta k sub logon ko samaj aa jay
        • #5 Collapse

          Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

          Jee bhai pak forum pe boht se members hein jo English k mushkil alfaz likhty hein forum pe boht se kam educated members hein jinko un alfaz ki samjh nai ati jis ki waja se woh reply nai kr paty agr forum pe asan aur Urdu alfaz mein posting ki jaye tu dosron ko asani se samjh aa jati hai.
          Last edited by ; 03-07-2019, 09:09 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

            Threads Or poSting K DoRaan koShiSh karNi chaahiye k engliSh k Alfaaz Ka istemaal kam Se Kam KarNa chaahiYe Q k Kaafi aysay mEmbers Bhi HoTay hin jin ko English itni Khaas Nahi Aati Hoti or Na hii woh hamari Threads ko Ya post ko Samajh Saktay Hain Or Na hii RepLy Kar Saktay Hain Or wesay bhi Yeh Pak Forex FoRum Hai To HuMen Chaahige K apni ZuBaan URdu main hii poStiNg kaRen...
            • #7 Collapse

              Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

              G hann asei thread lageii jis ki asni syy sub ko smjhh lagg jaiyy jb ap ki thread ki asni syy aub ko smjh lag rahi huo gei ous par replyy our thnkss bi zaidaa ayyyennn gy thread ousei ka fidaa hotaa hai jis par replyy thnkss zaidaa huo soch smjh kar kamm karnaa chiyeee bus thread asei huo jis kii asni syy sub ko smjh a jaiyy...
              • #8 Collapse

                Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki posting karte waqt takriban Sare members hi English ke love use karte hai Beech Mein English language ab Puri duniya mein kamon ho chuki hai koi bhi apni language bolte Hue English ke love zaroor use karte hain ISI Tarah posting cartbug bhi bahut se log English ka istemal Karte Hain Tu Mere Yar se isme koi farak nahi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                  English language of Puri Duniya Mein common ho chuki hai koi bhi apni language bolte Hue English ke love zaroor use karte Honge ISI Tarah posting karte waqt bhi bahut se log English ka istemal Karte Hain Tu Meri Hai all se isme Koi Halchal Nahin Hai agar aap English ke loves use karte hain to aap kar sakte hain aur Agar bilkul aap is main paper Urdu likhte Hain To yah bahut hi acchi baat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                    Hi g bilkul threads aur posting kerty waqat English KY words use krny my koi asi Baat Nahi hai ap English KY words bi use kr sakty hai threads aur posting asi lagy his ke sub ko asani sy samj a jy taky hamy thanks achy mil saky is leye asi threads choose kary his ke sub ko samj ai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                      g han dear brother pak forex forum pakistan ke website hae or hamare zaban urdu hae to hamen urdu main he posting or threading karne cahiye q ke forex main kuch kam likhe parhe members bhe hote hain jin ko english samajh nhe ate hae to hamen apni posting main english ko use he karna cahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                        g han friends ap threads or posting me english k words use to kar sakte hain lakin is bat ka bi khayal rakhna chahiye k ap bohat hard english use na kare balke simple english k words use kare ta k sub log ap k threads or ap ki post ko read kar sake. ek or bat ye k ap sara ka sara thread hi english me mat kare or sari ki sari post bi english me mat kare ku k har koi english se waqif nahi hota so is me ap ka hi nuksan ho ga ku k ap ko thanks bohat kam mile gey.
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                          Set karte waqt takriban Sare Loki English ke words use karte hain Mere Khayal Se Agar Hua English ke word use karte hain to karne de koi masla nahi hai agar koi paper Urdu likhta hai to ja achi baat hai par English ke love chote mote Beech Mein use Kiye Jate Hain Agar Koi Karta Hai To isme Koi Haraj Nahin Hai Woh kar sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                            Nisha positive mind ke sath karna chahiye Sab members ko chahiye ki agar Hamein Yahan Par nuksan hota hua Nazar aata hai profit coax earning karna sikhe Koi Galti mistake so Jaaye to Hamein isko Josh Mein convert nahin karna chahiye jisse Hamare profit ko bhi Kafi Jyada nuksan pahunch sakta hai aur Hamein profit ke baad sochna chahiye ki hum usse kya Marzi Zyada earning kar sakte the Hamein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Threads oor posting kerty waqat English ky ilfaz isstamail kerna

                              g ha dear hum english k alfaz b use kar skte hain par i thing k pak froum forex urdu website hain or yaha py sab k sath pakistani hain is liye humhain chahaiye k roman urdu main psoting kare take haaar pakistani member achi tara forex ki learnign ko samjh sake dear forex trading asa kaam hain k urdu main is ki agar thek tara learnign ki jy tu best hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X