lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein lalch bilkul bhi nai krni chy q kay lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai friends hamein chy keh ham thorsay say bhi nafah main trade close ker dain lalch na krein warna bhut bara nuqsan ho sakta hai.friends meri dua hai keh ALLAH PAK sabko dunya our akhrat ki kamyabi naseeb farmay AMEEN!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

    Ham sab ko pata hai ky lalach hamesha nuqsan deta hai phir bhi ham during trading lalach ker jaty hain ky agar profit hasil ho raha ho tou thora sa aur profit ky lalach main ham hasil shuda profit bhi zaya ker dety hain aur hamain same trade main bahot zyada loss bhi ho jata hai jo kabhi kabhi account bhi wash ker jata hai
    • #3 Collapse

      Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

      G bilkul seh kaha hai hai ap ne k forex main hameion kabhi bhi lalach nahi karni chahiye kyon k lalach business ko loss k elawa kuch nahi deti hai is liye business main imandaari k sath work karen is main apne experience our knowledge ko increase karen our aram sakoon our fresh mind k sath work karen ap is main jald hi kamyab ho sakte han
      • #4 Collapse

        Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

        Ap ki baat durast hai. k ak trader ko lalach demak ki tarah khaa jata hai. Lalach krney wala trader professional trader nahi hota. Forex mai trader ko chahey k wo es mai lalach na krey aur market mai discipline aur patience ho kr trade shoro krey. Tk wo success full trader baney.
        • #5 Collapse

          Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

          G han bilkul forex main lalach bahout buri cheez hai agar hm forex main lalach say kam karain gay to hm kbhi bhi kamyab nahi ho sakty is liyay mehnat say kam karain aur lalach say bachaien kyun ky lalach karny say hmara account wash ho sakta hai aur hmary pory month ki mehnat zaya ho sakti hai is liyay jitna ho saky lalach say door rahaien
          • #6 Collapse

            Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

            ki tarah khaa jata hai Lalach krney wala trader professional trader nahi hota Forex mai trader ko chahey k wo es mai lalach na krey aur market mai discipline aur patience ho kr trade shoro krey Tk hameion kabhi bhi lalach nahi karni chahiye kyon k lalach business ko loss k elawa kuch nahi deti hai is liye business main imandaari k sath work karen is main apne experience our knowledge ko increase karen our aram sakoon our fresh mind k
            Click On Name And Visit My Journal
            Naseer953 Trading Journal
            • #7 Collapse

              Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Lala check aisi chij hai jo Insan ko bilkul kha Jati Hai dimag Ki Tarah Hamein isme lalach kabhi bhi nahin karna chahiye Kyunki Agar Hum isme lalach Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge Agar Kamyab hona hai to Hame Lala jis mein kabhi bhi nahin karna chahi
              • #8 Collapse

                Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut hi acchi baat ki hai ki laalach Insaan ko dimag Ki Tarah Rakha Jata Hai Kyunki bahut Buri chiz acchi hai aur jo is main ghar Jata Hai tension Raja hoti hai aur uske frustration depression wala hoti hai isliye Main Kya Hum greed free hokar trading Karen
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                  G Haan bilkul lalach k sath ki gai trading me Hume kabhi b faida nai ho skta hum jb b lalach se kaam karein gy tou Hume e nuksaan ho ga aur hum kaamyaab nai ho skein gy.. Agr forex me kaamyaabi hasil karna chahty hain to us k liye Zaroori hai k hum ziyada se ziyada mehnat karein aur jitna ho sky lalach se door rhein ta k Hume faida ho..
                  • #10 Collapse

                    Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                    Hi g bilkul Sahi lalch Insaan ko dimak Ki Tarah kha Jati Hai lalch Ek Buri Bala Hai Hamein lalch Nahi karni chahiye aur Lalu se bachna chahiye jb insal lalch krta hai Tu usse nuksan hi hota hai Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye Humy zada Se zada mehnat Karni chahiye aur Lalch se bachna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                      ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek ka laalach Insaan ko dimag Ki Tarah Rakha jata hai agar Hum laalach Karenge to Hamein loss Hoga lalach Buri Bala Hai Isme Hamein lalish nahin karna chahiye aur profit Ho Itna Kafi samajh na chahi
                      • #12 Collapse

                        Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                        Zia bhai jaan aap bilkul theek Kaha laalach Insaan ko dimag Ki Tarah Rakha jata hai isliye Hamein chahi ki Forex trade Mein lalach Na Karen Hamein chahi ke Forex mein rehta mehnat aur imandari se kam karna chahi tab bhi jakar Hamein success mil sakti hai thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                          sahi kaha main apki is baat say agree karta hun lalach insaan ko deemak ki tarah kha jati hay jitna hum lalach say avoid karen gay utna hi hamary liay behtr ho ga lehaza hamain patience say kaam lena chahye aor lalchi ban kar apna nuqsan nahi karna chahye. aor hamary haq main yahi behtr hay. forex aik acha business hay agar hum is ko samajh kar aor imandari say anjaam daen.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: lalch insan ko demak ki tarah khaa jata hai.

                            Ap ki baat durast haik forex market mai jo trader lalach krta hai tou es key balance ko demak ki tarah khtam krti hai. Es lye ak trader ko forex market mai trading key rules ko follow krna chahey. Aur forex market mai lalach nahi krna chahey. jis sey trader forex market mai trade kr sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X