market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky gy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky gy
    agar hum market mai ke movement ko samjna chatey hain to hamy market ke history ko be dahkna chahey hamy expert ban ky amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar is mai kam kar sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

    G dear aap nay sahee kaha forex trading ke market mo samajhna asaan kaam nahee hay our agar aap nay kise pair may experiance hasil karna hay tho is ke previous hestory no laazimi study Kia karay kionka asay me aap no os pair ke movement ka andaza hoga our aap os par trade laganay k liay achay analysis Kar sakhthay hay.
    • #3 Collapse

      Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

      Ji haan main aap ki baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut achi baat share Ki Hai aapne bahut hi. Ki Baat share Ki Hai Jahan Tak Main Jaanta Hoon Agar history ko dekh kar market ko analyse kiya jaye to Hame history mein bahut kuch Pata Chalta Hai market ke aur pair ke bare mein is hisab se ham market ki ya pair Ki movement ko samajhne Mein Asami ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

        G Han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap.ki bat se agree karti hun k hum jab bhi koi trade open Kare us se pehly humain chaiay k hum market history ko zaror check Kare is se humain ye faida ho jata hay k humain market ki guzishta movement ka pata chal jata hay jis se humain trade karne main asani hoti hay aur hum save trade Kar pate hain
        • #5 Collapse

          Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

          G bhai ap ne thk kaha ha market apni history repeat krti rehti ha ye Jo hm support and resistance lines lagaty haen ye sb market ki history hi tu hoti ha aur hm en lines pe trade krty haen. Jo k aik perfect trade sabit hoti ha agr hm en k hi master ho jaen tu mery khayal se market se profit kamana hamary liye koi masla ni ho ga. Es liye history lazmi daikhnI chaye history se update rahaen ge tu hi market ki samjh aye ge.
          • #6 Collapse

            Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Toqir پيغام ديکھيے
            agar hum market mai ke movement ko samjna chatey hain to hamy market ke history ko be dahkna chahey hamy expert ban ky amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar is mai kam kar sakty hain
            nahen aisa nahen hai kay market key history ap ko kuch zeyda bataye bus wo ap ko high low bata sakti hai or sal say pahalay history daikhnay ka koi faida nahen bahtar yahe hai kay ap last 6 months ke history daikhain kay price key movement kya rahi hai us hesab say trade karain ageer ap zeyda pechay jayen gayy tu ap apnay ap ko confuse karain gayy or kuch nahen.
            • #7 Collapse

              Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

              Dear friend agar ap movement ko samjna chahty hain to us key liye analysis key methods ko learn karen analysis key zariye ap market movement market history ur age market jis point tak ja sakti hai ye sab pta chalta hai.
              • #8 Collapse

                Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                Market history ko read kerna bahot zaruri hota hai ky hamain pata chal saky ky previous market ki support ya resistance ki hai ky agar market same support ya resistance per poch chuki ho tou hamary pas earning ka acha chance hota hai ky ham same time per reverse direction main trade laga ker profit hasil ker sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                  Ap ki baat theak hai k hum market ki history ko dekh kr bhe order open kr sakty hai. Forex mai trade krna asan nahi hai. Es mai trade open krna bhe ak muskil kam hai. Ak little mistake bhe honey sey hum ko loss ho sakty hai. Loss ko recover nahi kr sakty hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                    dekh kr bhe order open kr sakty hain Forex mai trade krna asan nahi hai Es mai trade open krna bhe ak muskil kam hai Ak little mistake bhe honey sey hum ko loss ho sakty hai Loss ko ky hamain pata chal saky ky previous market ki support ya resistance ki hai ky agar market same support ya resistance per poch chuki ho tou hamary pas earning ka acha chance hota hai ky ham same time per reverse direction main trade
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                      assalamu alaikum bhai jaan aap ka Sawal bahut hi accha hai kya main market ki movement ko analyse karna Jayegi ki Pichle ya usse Pichle month main market Kahan Se Kahan Rahi aur Ab Kahan Jayegi Is Tarah Hamein analysis karke hi trading karne chahiye market ki movement ko Shukriya
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                        Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Hamein market Ka Chitra samajhkar fair trading karna hota hai agar Hamesha main market coach Itna Samajh Payenge FIR Hum isme trading kar Payenge Karma katka samajh Nahin hoga to Hum Kabhi Bura fat Nahin, Payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                          G han bilkul theyk kaha ap nay agar hm forex ki market ko analyse karna cahty hain to hmaien market ki history zaroor check karni cahiyay agar hm forex main market ki history ko check karain gay to hi hm is say achi earning kar sakien gay is liyay mehnat say kam karain aur market ki achi tarah analyse kar ky is main trading karain to hi hm loss say bach sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                            G haan dost aap ne bilkul durst baat ki he hamen market ki history ko lazmi watch kerna chahiye ta k market ki movement ka pata chal sake k market ab keha move ker sakti he agar hum market ko analysis nahi karenge to hum phir ache trader bhi nahi ban sakte acha trader banene k liye hamen her haal me market ko samajhna chahiye or us per ziada se ziada mehnat karne ki zaroorat he.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ke history ko be dahkna chahey pher he hum market ke movement ko samj saky

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Toqir پيغام ديکھيے
                              agar hum market mai ke movement ko samjna chatey hain to hamy market ke history ko be dahkna chahey hamy expert ban ky amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar is mai kam kar sakty hain
                              Assalamu Alaikum Jee bilkul bhai Hamein market ki movement parasar rakhne ke sath sath market ki history ko bhi dekhna chahiye Kyunki in donon cheezon ko Samne Rakh Kar Hum acche se analysis kar Pani gay aur Hamein kamyabi Hasil karne ka mauka mil payega Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X