Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki eik wajha big lots sizd b hy
    Jub hum bhagher dekha ka hummara bonus is kabil b hay k who big lots size ko berdash ker la ga k ni to is time hummay loss ho sakta hay q k kabi kabi pair main movement itni zeyada hoti hay k bara lots hummay account k liya bara nuksan k sabab bun jata hay ap mumber ka kiya khyaal hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

    G dear aap ke baath sahee hay forex trading may loss ke sab say aham waja lot size hay our specially new traders aksar ise mistake me Wana say apna account ya tho wash karwa dathay hay ya ithna ziada loss karthay hay ke osay recover karna buhut mushkil ho jatha hay is liay har trade may lot size par nazar rakhna zaroori hay.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

      Karne ke liye market ko samajhne ke liye Hamare Paas Jo Jyada important cheez Hoti Hai of cactus Hoti Hai Uske bagair Hum yahan se Kuchh Bhi Nahin game ka Sakte karna chahte hain Hum samajh Na Diya song hoyega practice Ke Humse new type ke member sakte hain daily basis par Forex ko join Karte Hain Hum logo ko chahiye Kya Uski help karte rehna chahiye Agar Hum Log Jyada old hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

        Forex trading main bry size ki lot se avoid karna chahy hamesha apna acount balance dekh k trade open karen. Aur phr bhi koshash karen lot kam hi ho zeada lot ka jahan faida zeada hota hy Wahan loss bhi zeada hi ho jata hy.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

          Yes ham ko as mien bari lot astmal nahi karna hota h aur jab ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee nahi ker sakte hien q k kamaee ka taluq hamari achi trade sy hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur agar ham ko thora bhoot as mien bachat ho jata h tu ham ko as ko qabool ker lena hota h agar ham as mien lalach kerte hien k ham ko zyada munafa ho jaye tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko khud ko nuqsan sy bacha ker as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien apne lyee kuch khas kerna hota h aur as mien lalach sy dor rehna hota h as lyee hamain as mien bhoot kaam karna hota h..
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

            g han bhai ap ny bilkul thk kaha hy aksar log khas toor pr jo new hoty hn wo lot size ka ka lihaz nhee rakhty wo is ka size zrorat sy ziada rakhty hn ya phr km rakh daity hn jo k nhe rakhna chahiy un logon ko mind me rakhna chahiy k lot ka suitable size rakhn is ko bilkul bhe nazarandaz nhee krna chaihy
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

              Gee haan forex mein agar lot size bara rakha jaye ga tou uss mein agar profit zayada ho sakta hai tou uss mein loss kay chances uss sae bhi zayada hotay hain hamesha lot size apnay account balance kay hisab sae soch samajh ker use kerain kay loss ka chance kam sae kam ho
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                Ji haan main aapke Baat se Ittefaq karta hoon aap ne bahut achi baat share ki hai Jahan Tak Main Jaanta Hoon trading mail osce reason bahut sari hai Jaise ke lot size car Jyada use stop loss ko Yojana karna aur overtrading Jaisi reason Hai Jin ki vajah se loss hota hai ya account wash ho jata hai isliye Hamein trading Soch Samajh Kar karna chahie lalach mein nahin aana chahie stop loss ko lazmi use Karen her trading mein
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                  Dear main samjhti hun k humare pass big capital ho ya small investment humain hamesha trade karte waqt Apni lot size ko small hi rakhna chaiay kiu k big lot main humare liay risk zada ho jata hay aur is wajha se humara account bhi save nai rehta
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends hamein hamehsa lot size apny capital kay mutabiq use krna chy kam lot size ka yeh faida hota hai keh ager hamara nafah kam hota hai tu hamara nuqsan bhi kam hoga hamein zyda nafah kay lalch main lot size zyda use nai kerna chy balke kam lot size use kerna chy warna nuqsan ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                      g Han my dear friend ap n bikul drost kaha hy loss sub s bro waja lot size Ki trade hy agr hum big lot size Ki trade lagaien gy to os m agr loss ho jay to wo bhi big size m ho Ga is lit humy chahiy kih apni trade ka lot size otna hi rakhy jis m humy loss kam s kam ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                        Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein agar hum trade kay dauraan big lot size use kertay hain tou hum zayada profit hasil kernay kay lye soch ker kertay hain aur yeh nahin sochtay kay big lot size sae loss bhi zayada hi ho ga hamesha soch samajh ker kaam kerain aur account balance kay hisab sae lot size select kerain
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                          G haan dear aap ne bilkul durst baat ki he hamen hamesha kam lot size k sath trading kerni chahiye jitna bara lot size choose karenge utna ziada profit bhi ho sakta he lekin jab ziada bara loss hoga to hum wo loss phir bardasht nahi ker sakte kio k hamara agar account wash ho gaya to phir hum trading se hi out ho jaeinge jab tak phir next bonus mile, is liye kam lot size k sath trading kerne se thora buht profit mil jata he but account safe rehta he.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                            Forex trading main ager ham aik muhtat andaza lagaen to hamen idea ho ga kay forex main 80 percent wo log hotay hian jo kay trading kay doran bari bari lot ka use kertay hain aur loss letay hian. ager yeah log apnay trading kay tarikay main thori c change ker len aur choti lot use karen to wo yaqnan forex main kafi long time kay liye trading kertay nazar ayen gay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki eik wajha big lots sizd b hy

                              Yes sir jab hum as mien aa ker big lot use kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hum ko as mien aa ker big lot sue nahi karna hota hai or nah hi hum ko as mien aa ker greed karna hota hai jabhum as mien aa ker greed say dor reh ker trade kerty hien or as mien thory profit per guzara kerty hien tu hum as mien aa ker earning hasil ker sakty hien as lye hamain as mien care karna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X