agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

    Jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h as lyee as mien hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien as lyee ham ko khoob sy khoob mehnat kerna hota h aur ham ko kamaee kerna hota h jo b mehnat kerta h us ka as mien as ka sila zaror milta h as lyee ham ko be had mehnat karna hota h aur ham ko as mien khud ko nuqsan say bacha ker kaam krna hota h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

      Gee haan forex mein aap ki jitni zayada mehnat ho gi yeh aap ka forex mein aik positive sign ho ga aur aap forex mein bahut jaldi kamyab ho jayain gay aur aap iss ko jaldi seekh ker iss mein bahut achi earning kernay lagain gay
      • #18 Collapse

        Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

        ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends hamein chy keh ham zyda say zyda mehnat krein taa keh ham kamyab ho sakein friends mehnat main azmat hai our ALLAH PAK kesi ki mehnat zaya nai kerta ju mehnat na kery wo yaqeenan loss main hota hai.
        • #19 Collapse

          Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

          Yes bhai ap ny bilkul thk kaha hy forex main kamyabi k keay bahut mehnat ki zarort hy dil laga k kam karen to faida bhi ho ga.aur es ko apnay career k tor pr bhi apnaya ja skta hy es se profit earn karna asan hy lkn agr es ka experience ho jae to ni to bahut risk hy.
          • #20 Collapse

            Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

            Ji aap ne bilkul theek Kaha Agar Hum zeda mahnat Karenge Tu Ki Hum Kamyab Honge Kyon Ke mehnate may Azmat hai mehnat Kabhi raiga Nahi Jati jitni Hum mehnat Karenge utna hi Hum Kamyab Ho Gaye forex business main b kafi mehnat ki zaroorat hai mehnat k bina ham kamyab nahi ho sakte
            • #21 Collapse

              Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

              Yes sir aap ne bilkul durst baat ki he me agree kerta ho aapki is baat se k agar hum kuch mehnat ker k learning or experience gain ker lete he to hum phir loss se bach sakte he is liye hamen her haal me Forex Trading k baare me learning haasil ker leni chahiye or apne experience ko bhi Demo account ko use ker k improve kerna chahiye jab hum mehnat se kaam karenge to yaqeen kamyabi haasil ho sakti he.
              • #22 Collapse

                Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

                ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai aap ka Sawal mujhe bahut pasand hai agar Hum mehnat Karenge Tu Ne Kabhi Bhi loss Nahin ho sakta Agar Hum mehnat Nahin Karenge to Hamein aur so sakta hai isliye Hamein is main mehnat se kam karna chahi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: agar hum zada mahnet kary gy to hamy kabe be loss nahi ho ga

                  Bilkul ji doston hamein chahiye ke Jyada Se Jyada mehnat Karen aur ek accha trade Karen takat ko Jyada Se Jyada profit Hasil ho sake their friends Forex trading mein jo Jyada mehnat Karta Hai usi ko Jyada experience knowledge Hasil hota hai aur woh Ek accha trade Laga kar Ek acchi profit Hasil kar sakta hai aur Is Tarah Uske Forex Mein kamyabi ke chances badh Jaate Hain Aur Woh Ek accha trader ban jata hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X