Loss ku kesy recover kia jata hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ku kesy recover kia jata hai?
    Assaloam o alaikum. Dear forum members ap sab say mera ye sawal hai kay agar doraan e trading hameen ek bara loss hojata hai tu ec ku ham kesy recover kar sakty hain. Ap sab jinho nay loss recovery ki hai apny experience say sab dosry members ku agaah kar deen aur dosroon ki madad karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

    Assalamu alaikum my dear friend Mere Khayal Mein Forex trading co karne ke bahut Sare tarike hain lekin jaise ki aapne Sawal kiya ke Forex trading Mein loss ko kaise nikala Waqia Jaaye Tu Mere Khayal Mein Forex trading mail Oscar cover karne ke liye kya to Hamza deposit kare ya FIR wait Karon Asi trade ka jo Hamein confirm signal Mile aur hum Badi trade Laga kar usko recover Karle
    • #3 Collapse

      Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

      Friends Forex trading Mein kaam karte hue Hamein last ho jata hai aur Hamein use loss ko cover karne ke liye mehnat karna padti hai their friends Hamesha Soch Samajh Ke Apna Kaam Karen aur Jyada Se Jyada Main Karen tar ke aapko wala Sar cover Karke Ek ahsani ke sath Apna trade kar sake their friends Forex trading main Hamesha Jyada Se Jyada Mein Haath Karen jo bhi aapko profit ho ek Achcha aur aur Chhoti lot Laga kar aap apna trade Karen Taake loss kam se kam ho aur profit Jyada se jyada ho
      • #4 Collapse

        Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
        Assaloam o alaikum. Dear forum members ap sab say mera ye sawal hai kay agar doraan e trading hameen ek bara loss hojata hai tu ec ku ham kesy recover kar sakty hain. Ap sab jinho nay loss recovery ki hai apny experience say sab dosry members ku agaah kar deen aur dosroon ki madad karain
        Walekum Salam. Sub se pehly to ye ky koshish kerni chaye ky a loss kam se kam ho ta ky us recover kerna asaan ho. Us ky liye sab se best treeqa ye hai ky ap stop loss aur take profit ka istamal lazmi kerein. Is se ap kisi bhi bary loss se bach sakty Hain. Ap apny ander lalach ko khatam ker dein to ap ko loss bhi kam ho ga aur ager recover krna pery to wo bhi asaan ho ga .
        • #5 Collapse

          Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

          Dear brother loss ko recover karna same aisa he he hai jaisa ke app normal trading Kar rahai hotay Hain loss recover karnai kelye koye special strategy wagaira nahe hai bas app jaisa normal trading kartay hai uss hosab say trade keya karai.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

            Loss agar ho Jaaey To SabSe peHLay HuMeN ChaahiYe k Achi Tarha SoCh Samjh kar Hii koi Bhi Trade OpeN Karen iS k iLaawa HuMeN KoShiSh KaRNi Chaahiye k Zyaada Se Zyaada Time Market Ko DeN taaky jesay hii loss ReCoVer hota jaaey Trade ko FoRan cLoSe kar Den or humeN KoshiSh karni Chaahiye k Thoray Thoray tiMe k Baad market ko CheCk KaRtay ReHNa ChaahiYe.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

              yeah bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai mere photo acchi trading Karke recover Kiya Jata Ja sakta hai agar Hum acchi trading Karenge to hum Apne log ko recover kar sakte hain Jaate Hain toh kar sakte hain isme Mera bhi lalach nahin karna chahiye Kyunki lalach Buri Bala Hai Itni mehnat se kaam karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

                Assalamualaikum dear friends aap ki baat bilkul theek hai Hum Forex trading ke Business mein kaam karte hain Jab trading ke duraan Hamein loss ho jata hai hi to Hamein Apne LossbKo recover karna chahie iske liye Hame zyada Se zyada hardworking Karni chahie market ko achi Tarah analyses karna chahie aur Hamein market position ko check Karke Kaam lotki tried lagane chahi Taki Hum loss se bacha sake aur Agar Hamein profit Kambi Hoga Aastha Aastha Ziada ho jayega Is Tarah Hamara loss recover ho jayega
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

                  forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur agr forex trading business mein loss hota hy tu us ko recover karne k liye hum apni planning ko set karna hota hy aur achi planning se aur achi strategy se aur sabar se trading kar k hum apne loss ko recover kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

                    loss ko recover karne ka tareeka ye hota hai ka ko jub kisi trade me loss hota hai to ap ko chahiye k ap next trade soch samaj kar lagay or ap us trade se apna loss recover karne ki koshish kare yahi k agar ap ko 50usd ka loss huwa hai to ap ko next trade me kam az kam 50usd ki earning karni ho gi ta k ap apna loss recover kar sake ya phir ek or tareeka ye hai k ap ko ek se zayada trades me loss recover karna ho ga or wo thora thora kar k ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

                      forex aik real business hain hum jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy mistakes ko avoid karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ku kesy recover kia jata hai?

                        Dear brother loss ko recover kerna itna aasan nahi hota kio k jab kissi member ko loss hota he to wo jald bazi se kaam leta he or phir wo galat trade open kerta jata he jisko mazeed loss hota he is liye agar koi loss hota he to phir sabar kia kare or us din mazeed trading nahi karni chahiye kio k us time loss ki tension hoti he is liye next fresh mind or analysis k sath trading kia kare.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X