Currency market is more sensitive then Stock market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    it is actually good if you use mastered a number of strategies and then people make The item end up being the robot then You'll learn throughout all about ones robot for ability ALONG WITH weakness.so quite a few consumer utilize the robot but...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear currency market or stock market aik hi cheez hane laykin wahan par farak sirf itna hay kay stock market may company kay shears hotay hane jab ham iss ko purchase kartay hane to jab company profit layti hay to us kay shears profit daytay hane or jab company loss karti hay to shear bi loss hi dayta hay or currency market may ya cheez currency par hota hay jab currency may ham nay buy kiy market up jaati hay to ham ko profit milta hay or agar down hoti hay to loss yahi chiiz sell par hoti hay laykin sell may profit or loss ulta hota hay buy ki nisbat.
      • #18 Collapse

        sahi kaha forex main currebncy more sensitive hai stock se wo isliye k currency k rates bht jald up down hote rehte hain zig zag movement main chalte rehte hain isliye currency main trade krna behter hai
        • #19 Collapse

          yer forex best ha stock market se hum stock market me kam se kam 100000 se trading start hoti ha bhai bus forex trading me tu hum only 1$ se bi trading kar saktay ha bhai
          • #20 Collapse

            dear is mein mein ny nahi sekha hy stock mertkting k bary mein mein ny is mein foprex k bary mein hi sekha hy aur is k bary mein hi sekh raha hun mein bahi.
            • #21 Collapse

              ahan Currency market is mooooooooooooooooooore sensitive then Stock market well said dear, bas ye samjhne ki bat hai , buhat gheri bat kahi hai ap ne ;)
              • #22 Collapse

                asalam o alaikum friendz currency markeg mein jitne zyada trader honge utna he buy aur sell se currencies ki price mein movement hogi.
                • #23 Collapse

                  ha tock market mai profit kam hai aur yaha pe ap ko kafi daor baad profit hota hai so es se bacho wesay be stock market haraam hai currency mai karo aur zeayda kamao
                  • #24 Collapse

                    Stock market or forex trading market ki trading me kuch mumaslat he lakin ye dono kafi alag hain kio ke stock market ko Baz daft Chand ameer log apni marzi se up down Kartay hain lakin forex me Chand log control nahi Kar saktay.
                    • #25 Collapse

                      han ji bilkul brother forex ki currency market jo hai woh bohat sensitive hoti hai is me aap ko kam karne ke lye bohat knowledge ki zarurat hoti hai jitni knowledge hoti hai aap ke pas utna he acha aap yahan se kama sakte hain warna loss bhi tezi se hone ke chances hote hain is me .
                      • #26 Collapse

                        g janab ap nr sahy kha hy curancy market zayada sensitive hy comparitivrely stock market k or ye her aik ka apna apna analysis hy or jo curanacy market ko samaghta hy wo stock trading main kam nhe ker sakta hy
                        • #27 Collapse

                          bhai mere apko ek bat kehni hogi k curency market waqi mai stck market se risky hai lekin agr ap gold ya oil pe tradinjg karnegy tu ye currencies apko gup sgup lagygi
                          • #28 Collapse

                            میں غیر ملکی کرنسی نئی نسل کے کام کرنے کا نظام کے لئے خوبصورت دنیا میں بہت مقبول کاروبار ہے ٹریڈنگ کے کام سے غیر ملکی کرنسی کی ایک بہت کچھ حاصل کرنے کے لئے بہت تیز ہے لگتا ہے کہ. بہت سے لوگ یہاں کام کرتے ہیں اور وہ بہت ہی مختصر وقت کے طور پر بہت پیسہ کما سکتے ہیں ہیں.
                            • #29 Collapse

                              currency market main kaam karna kafi mushkil hai .is main market kafi taizy say movement karty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex main ziadah tar currency ki trade ki jaty hai.is main ham kaam kar kafi earning kaar saktay hain, saikh k kaam karin

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X