Loss ki trade ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki trade ka faida
    Dear brother ager hum apnay poray analysis k saath trade lagatay hai. Aur trade nuqsaan main bhi chali Jaye to us ka faida hota hai kiun k jab hum aik achay reason aur analysis k saath trade lagatay Hain to wo loss main chali Jaye to gumain phr ye bhi pata chal jata hai k is k loss main. Janay ka reason Kia hai so hamesha aik achay reason ko dekhtay huway trade kro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki trade ka faida

    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge loss ki trade ka yeh faida hota hai keh ham bhut kuch seekh jaty hain ham yeh jaan sakty hain keh hamara loss kis waja say howa hai iss lay hamein loss ki surat main bilkul bhi nai ghabrana chy q kay loss he hamara bhut bara teacher hai.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki trade ka faida

      Dear brother trade open karny se phele analysis kar Lena bahut zarori hota hy bjae trade laga k bnda profit ki umeed laga k Beth jae. Trade main loss to ho hi jata hy lkn agr thora analysis kar k trade lage jae to loss k chances kam ho jaty hen.agr loss ho jae to es bt py ghoor karen k loss ku hua hy aur next time es kam na karen k dobara se loss ho jae.
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki trade ka faida

        Loss ki trade ka faida hasil karne k liye hum ko har broker demo account daita hy hum demo account par practice kar k loss ki trade ka faida utha saktay han aur learning kar saktay han aur real account mein trade open hi is traha karni cahaiye k market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k sabar se trade open karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki trade ka faida

          Mai tou es forum aur market mai new ho. Aur mujh tou loss key fada ka koi bhe knowledge nahi hai. k loss ka kia fada hai. Mujh ko tou forex market mai trade krna hai wo bhe profit key sath,. Aur meri koshish ho gy k mai har trade sey profit hasil kro aur earning zada kro.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki trade ka faida

            Salaam Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke loski trade ka bhai ka fayda hota hai ke Agar Hamari trade laws mein chal rahi hai tu hamesha hi hota hai ki Hamesha mai wait Karon Kyunki Agar veg Karenge to Fir jakar Hamesha Kamyab bhi Honge garvesh Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki trade ka faida

              Dear hum log agar apne loss wali trades ko analysis karte rahe to hum log phir ache analysis banane me kamyab ho satke he kio k jab loss hota he to us me hum log ye dekhte he k konsi mistakes ki waja se hamen loss huwa he phir hum log us mistakes per control kerne ki koshish karte he or hum us me phir aahista aahista kamyab ho jate he is liye loss wali trade se learn kerna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki trade ka faida

                g ha dear loss ki trade ka b bhot fiyda hain dear agar loss ki trade humhain kuch loss deti hain tu humhain chaahiye k hum apni us loss wali trade say b learn kare k ye loss kis waja say hova hain agar loss big ho jata hain tu apni entry ko b check kare or is entry price say again pher anaylis kare k merekt ne asa q move kai hain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki trade ka faida

                  jab aik trade loss mai ho to hamy isy close karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki trade ka faida

                    Ap ko jis trade mai loss hotey hai tou es ka koi advantage nahi hai. Ak trader ko try krna hoti hai k wo es market mai loss ko zero krey aur apney profit ko increae krey.ya es waqat ho gy jab wo market ko phely under stand krey aur phr market mai trade open krey.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki trade ka faida

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
                      Dear brother ager hum apnay poray analysis k saath trade lagatay hai. Aur trade nuqsaan main bhi chali Jaye to us ka faida hota hai kiun k jab hum aik achay reason aur analysis k saath trade lagatay Hain to wo loss main chali Jaye to gumain phr ye bhi pata chal jata hai k is k loss main. Janay ka reason Kia hai so hamesha aik achay reason ko dekhtay huway trade kro
                      Assam Alaikum Ji Bhai Jaan kis state mein Hamen loss ho raha Hota Hai Uska hamen fayda bhi ho sakta hai Kyunki Jab loss hoga tab aap Pareshan Honge aur Market ko analyse karna Shuru kar denge agar aap acche analyse Kar Paye to Aapka loss bhi profit Mein change hoyega

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X