successful trader kon hota ha jo zyada earn kra ya jis k pass zyada knowledge ho ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2131 Collapse

    Earning bhe learnig se hote ha age koi trader k pass knowledge ho or demo wgra pe practice na krta ho to bhre muskial se wo axha trader ban skta ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2132 Collapse

      bhai jis k pass knowledge hota hai wohi earn karta hai or wohi successful trader hota ha jo dil lga k kam kary lalach na kary blky demo pe ja prectice kary k kis jaga pe big lot or kis jaga pe lw lot pe kam karna hota hai agr ap bina sochy smjhy big lot pe kam karo gy to ap k los hony k chances hi zyada hoty hn
      • #2133 Collapse

        Bhai g ager kese ky pas knowledge ho ga to wohi acha trader ho ager jis ky pad knowledge he na ho wo kaisy acha trader ban sakta is leye phly acha trader hona lazme hai ggg
        • #2134 Collapse

          suces tradr hmsha wo hota ho jo apna knowledg ko istmal krty hwy ziyda earn krta h . ku k knowldg k ilwa wo trade hi ni kr skta tu earn ksay kray ga means k suces trdr hony k liya knowldg hona bht zarori aor agr knowldg h tu phr ahsaani sa earning kr leta bnda.
          • #2135 Collapse

            sucessful trader banany k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main hum sab achi trade kar skaty hain aur knowldge acha ho ga tab hi hum real main achi trade kar sakty hain aur hamain is forex main knowldge k begair hum kuch hasil nai karein gay
            • #2136 Collapse

              g haan bhai jaan ap ne shi kaha hai kee as forex main kon logg as main succefull tradnig ko hota hai as main ho hi hai jo trading ko achy tarha se janta ho gaa woh hi as main aik achah trader ban skta hai
              • #2137 Collapse

                sucessful hony k liye learning karni ho gi tab hi hum run karin gay aur hamain is forx k bary main knowldge hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k is say faida ho saky ga
                • #2138 Collapse

                  jis k pass knowldge hasil hai wo hi acha trader ban sakta hai so hamain is k bary main hard work kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is forex main earn kar k hi trade karni oh gi tab hi hum achy say market main profit hasil kar sakty hain ta k earning ho
                  • #2139 Collapse

                    Acha trader WO hota hy jis k pass forex ka knowledge ho.jis k pass knowledge ho ga kamyab WO hi ho ga.forex main sirf profit ni hota loss bhi ho jata hy.lkn jis k pass experience ho ga WO apny loss ko bhi recover kar ly ga.successful wohi hy jis k pass knowledge hy experience hy aur market k sath touch main rahy.Jo sirf andazy se trading karta hy WO shaed profit ly bhi lkn WO kabi na kabi bahut loss bhi kr leta hy.
                    • #2140 Collapse

                      sucess hony k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forex main knowldge acha ho ga tab hi hum achi trade lga sakty hain aur hamain is forex main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main is forex main earning ho
                      • #2141 Collapse

                        Friends mery kyal ma successful trader wo hota ha jis k pas es ka knowledge or experiance ho wo he successful ho sakta ha jab tak hamary pas acha knowledge nahi ho ga ham jisy marzi acha earn kar lay phir b ham successful nahi ho sakty es liye knowledge is the best of trading to phir he ham successful trader ban sakty ha
                        • #2142 Collapse

                          Successful trader wo trader hay jo zayda earn kray ya. Forex main achivement knowledge ki nhi hay forex main profitable trading kerna achivement hay. so ap ager forex ka knowledge gain ker kay bhi forex main trading successful nahi ker saktay to forex kay us knowledge ka kia fida. knowledge kisi b field ka ho wo ager fida day raha hay to thek ager knowledge honay kay bawajood fida nhi to knowledge main koe problem ho sakti hay. knowledge accurate nhi hay.
                          • #2143 Collapse

                            hamain sucessful trader bananny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forx main knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi tab hamain faiada ho saky ga aur is forex main jitna acha knowldge ho ga tab hi hum real main profit hasil karien gay
                            • #2144 Collapse

                              jin logo ka forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hota hain or jo log market ky ky ky follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam akrty hain wohe success full trader hoty hain agar hum be ise traha kam kary gy to hum be market mai run kar jy gy or acha bonus earn kar saky gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2145 Collapse

                                Dear friend forex trading main sucsezful trader wahi hy go ziada earning kary dear ges k pass forex ka aj acha knowlldge hota hy woh zarory nahi k ziada earning kary os k pass bhi aj acha expereanse hota hy ges say woh bhi achi earning hasek kar sakta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X