Market ki movement news par hi depend karti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki movement news par hi depend karti hay
    Market ki movement chart me jo koch be hoti hay es ki waja news hi hay, news hi market trend ko be change kar sakti hay aur strong support and resistance levels ko be break kar sakti hay, news par hi traders ka focus hona chaye, market ki movement key change hony ka koi be other reason nahi hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

    G han dost forex trading main volatility paida kerny wali power sirf news main hey. News ko ap forex market ka driver bhi keh sekty hain. News per trading kisi stratrgy key baghair bilkul hi nhen kerni chaey. News ka effect news ky any se pehly hi market per start ho jata hy. Baz defa to market kai din tek news key aser se effected rehti hey.
    • #3 Collapse

      Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

      hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik asa busieness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam ka sakty hain yai business pakistran mai legal or famous ban cuka hain
      • #4 Collapse

        Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

        hamy market ky up down ko samj kar kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik wasee business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai live caht kar sakty hain hamy aik international business hain hum is mai mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Market ki movement chart me jo koch be hoti hay es ki waja news hi hay, news hi market trend ko be change kar sakti hay aur strong support and resistance levels ko be break kar sakti hay, news par hi traders ka focus hona chaye, market ki movement key change hony ka koi be other reason nahi hota hay.
          Assam Alaikum aapki baat to theek hai lekin sometime Koi Badi news Nahin Hoti lekin market ki movement Kafi fast Ho Jaati Hai use time per Hamare technical analysis kam Aate Hain isliye Hamen technical aur fundamental analyse donon ko hi learn karna chahie aur Apna focus Hamesha hi Forex trading Kaccha knowledge experience ko Hasil karne per rakhni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

            Aslamo alikum G han dost ap ki bat sai hai forex trading main volatility paida karny wali power sirf news main hai news ko ap forex trading ka driver bh kahy sakty hain news p trading kisi stratrgy ky beghir nai karni chaye news ka effect news ky any sy phely he market p hona start ho jata hai baz dafa tu market kai dino tk news ky asar sy effected rehti hai...
            • #7 Collapse

              Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

              app ko experience hasil hota hai or knowledge app ko forex ki learning say hasil hoti hai very difficult way that you are understand the Forex market with out demo accoun emo account to get the knowledge is difficult and hard for the trader
              :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
              • #8 Collapse

                Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

                forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary g to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex aik wasee business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

                  News waki bhot asar rakhti hai agr hum ne forex ko samjna hai to us ki haqeeqt ko janna zaroori hai aut forex ki haqeeqt news hai news se app bhot koch haasil kar sakte hai bal k koch bhot se log kamyab hi news ki waja se hai es par zaroor koshish kary k hum news sun kar hi tred kary
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Market ki movement chart me jo koch be hoti hay es ki waja news hi hay, news hi market trend ko be change kar sakti hay aur strong support and resistance levels ko be break kar sakti hay, news par hi traders ka focus hona chaye, market ki movement key change hony ka koi be other reason nahi hota hay.
                    Ji bilkul market ki Movement in newspaper bahut jyada Metro karti hai aur Iske alava Jo Sadan sote Hain country ke sath use ke andar bhi market impact Hota Hai lekin sudden happening bahut kam hoti hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

                      Gee han price up down zaida asal news par hi hoty hai jab news na ho phir mere khiyal main trader ki buy sell ki power se hi market up down hoty hai jab k jo big movement hoty hai wo news ki wajah se hoty hai jo k halat k mutabiq trend ko change kar daity hai jab news na ho phir technical trading ki jaty hai matlab forumla strategy use kar k trading ki jaty hai ta k zaida profit ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

                        News mein to market ki movement Ka Pata Lagana bahut Mushkil ho jata hai market news Ke dauran Bhi fast hoti hai lekin vaise bhi vah fast rahti hai isliye Hamen chahie ki Jab Bhi real market Mein trade open karen to Soch Samajh Ke decision Le aur apni trade Ko Agar successful banana Chahte Hain To Apne analysis ko Behtar banane ki koshish karen Kyunki Itna Achcha analysis Hoga utani hi acchi kamyabi mil Jayegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki movement news par hi depend karti hay

                          new traders ko pata nhe hota ka market ki movement kis waja sa hoti ha market ki movement sellers or buyers ki waja sa hoti ha kabhe buyers zeyada hoty han or kabhe sellrs isi ki waja sa market movement karti ha or market par news ka asar bhe hota ha jab news ka time hota ha market thori dair ka lye bahut he zeyada fast movement karti ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X