Forex trading hamain azadi deta hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading hamain azadi deta hy
    Dear members, ap koi bi aur job ya business karain us main time ki bahut pabandi hoti hy aur ap daily basis par kuch hours usay denay partay hain but forex trading aisa business hy jis main time ki koi pabandi nai hy ap den ya rat kisi bi wakt market open kar k analysis kar k trade open kar saktay hain aur profit earn kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading hamain azadi deta hy

    G bilkul seh kaha hai ap k forex main time ya waqt ki koi pabandi nahi hai hum jab chahiyen duniya main jahan bhi hon forex trading ka work kar sakte han our acha profit hasil kar sakte han is liye forex main hamein ziyada work karna chahiye jis se hum achi earning hasil kar sakte han
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading hamain azadi deta hy

      Ji han bilkul Bhai gumain forex ko time Dena chahiay kiun k ye kaam aap ko wahan Tak me ja saktay hai Jahan aap ko aik achi amdni mil sakti hai aur ye kaam karnay k liay humai. Koi sawal nahi pochay ga na gumain kisi ko jawab Dena parts hai yahi is kaam ko attractive banata hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading hamain azadi deta hy

        G Haan dost aap ne bilkul theek keha he me agree kerta ho aapki baat se hamen her qisam ki azaadi he is business me na koi time ki pabandi he or na hi jana perta he is liye is business me mehnat or lagan se kaam kerna hoga us se hamen acha profit milega.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading hamain azadi deta hy

          Forex market ki yeh jo khobi hey keh ap kahin bhi ja ker aor kisi bhi waqt join bhi ker sekty hain. Profit ko bhi withdraw kerwany main koi limitation nhen hy. Jo jis waqt chaey apna paisa nikalwa sekta hy. Yeh business humain her qisam ki pabendion se azad kerti hy. Trader ko koi bhi ghuton mehsos nhen hoti woh apna business kerny main azad hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading hamain azadi deta hy

            ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai thoda trading Hamen Azadi Deta Hai Chahe Hum Kahin Bhi Tere lagayein ismein Hamein main januir unko trading Nahin Karni chahi Hamein Kisi senior se Mashwara Karke is trading Karni chahi please thanks for on my reply
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading hamain azadi deta hy

              As-salamu alaykum doston Yeh Baat bilkul sahi hai ki Forex trading Samay bahut jyada de deta hai Usi sabse Hum kaam Karenge Na Karenge Hamari Marzi Hoti Hai matlab ja ke Hamen Yahan Par client ko handle nahin karna padta naahi Kisi Ki job karni padti hai ya Hamare khud ka business hota hai aur usko Hum Jitna Chahe is an Karen ya loss Karenge Hum Par depend karta hai lekin hamein chahiye kya Ham is share market profit Lekar Subah Karen aur FIR Dobara se start kar
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek ka Forex trading Hamein bahut zyada profit deta hai isliye Hamein chahi ki is profit ka Sahi istemal Karen Agar Hum profit ka Sahi Tumhara karte hain to Hamein loss Nahin hoga bus ke zyada aur profit Milega
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                  chahiay kiun k ye kaam aap ko wahan Tak me ja saktay hai Jahan aap ko aik achi amdni mil sakti hai aur ye kaam karnay k liay humai Koi sawal nahi pochay ga na gumain kisi ko jawab Dena trading Hamein bahut zyada profit deta hai isliye Hamein chahi ki is profit ka Sahi istemal Karen Agar Hum profit ka Sahi Tumhara karte hain to Hamein loss Nahin hoga bus ke zyada aur profit ja ker aor kisi bhi waqt join bhi ker sekty hain. Profit ko bhi withdraw kerwany main koi limitation nhen hy. Jo jis waqt chaey apna paisa nikalwa sekta hy. Yeh business humain her qisam ki pabendion se azad kerti hy. Trader ko koi bhi ghuton mehsos nhen hoti woh apna business
                  Click On Name And Visit My Journal
                  Naseer953 Trading Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                    Assalamu Alaikum dear sir aapne bahut hi fazool baat ki hai ki Fox Hamen Azadi Deta Hai bilkul K is chij Ki Azadi deta hai ki Hamare Paas Paise Ki Kami Nahi Aate ismein Kyunki is main bahut profit Hasil Kiya Ja sakta hai aur dusri Taraf yeah Hamari free Life ko Azadi Ko Cheen leta hai aur Hum Kisi Ka hokar Aa Jaate Hain
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                      Assalamu alaikum my dear friend bilkul Hamein Forex trading market bahut jyada Azadi Deta Hai Kyunki isme Hamein limit Nahin Hoti ke Hame har roj Koi Na Koi trade open karni hai ya Hamari apni Marzi hoti hai ki hum Jab Chahe apni trade open Kare Jab Chahe close karte hain aur Mere Khayal Mein Yahi bahut badiya Jati Hai Kyunki Agar Hame profit Ho Jaaye Aur Hum Prerna karen to yeah Hamari Marji hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                        hanji dear brother ap thek kah rahy hain kay forex nay hamen income ks kaya ay sath sa yei baat real hai kay ager ham kahen or kaam, karny jain ya apna koi bhe busienss shru karen to hamen us ko dainy kay lea special time daina parta hain us kay laea ham nay jo hours fix kiye hoty wo dainay hi party hian lakin forex kay business mai hamen time ki bilkul pabandi nahi hai ham jab dil kary klam kar sakty hain or earning kar sakty hain or kisi bhe business main aisa mumkin nahi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                          G ha friend app ne bohot achi or sahi bat ki he k forex me hum relax ho ker kisi b waqt kam ker sakte he jub k baqi business ka apna aik proper time duration hota he chahyi kuch b hojai hmain us duration me kam kerna perta he jub k forex me isa nhi he hum jub chahyi kam ker sakte he
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                            G han dear bilkl thek kaha hy ap ny...forex hmin kisi b kism ki koe pabandi ni lgata na he time ki na he age ki koe b qualification ki to hmjn b mehmt krni chajye itny achy buisness k lye usy seekhna chahye rat din kam krna chahye ta k jldi sy jldi hm seekh skin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading hamain azadi deta hy

                              G dear bilkul.es ma time ki koe pabandi nhn es ma hamko office jane ki koe pabandi na time he k etne bje tak kam krna he na pabandi k etni trade lagaen.bas azadi hi azadi he.es liye to ye buisness boht hi nice he or har koe esko join krna chahta he kyunke ye har keci ma azadi ka ehsas peda krte he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X